Sai ki rahmat se jag Jagmagaya

by @kaash on February 05, 2011, 01:30:20 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4662 times)
@kaash
Guest
Reply with quote


Sai ki rahmat se jag jagmagaya aao uske kadam choom aayen
vo farishton ka farishta aisa aao uske kadam choom aayen

zindagi me duniyavi aur roohani ka fark Sai mitaata
harek me khud ko dikhata aao uske kadam choom aayen

Zindagi me raunaken bus Sai ki hi rahmaten har taraf
nazariyon ko deta hai ujala aao uske kadam choom aayen


Sai se badhkar jahan me kya hai pyara aur kya hoga
Sai ka karam hai aisa aao uske kadam choom aayen

Ek baar jisne bhi zara dil se Sai ko hai yaad kiya
Use padta nahi dubara bulana aao uske kadam choom aayen



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
rahmat....A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Uske rahmat barsi tum muskaraiy by sushilbansal in Shairi - E - Zindagi
rahmat..........A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2011, 01:48:54 PM »
Reply with quote


Sai ki rahmat se jag jagmagaya aao uske kadam choom aayen
vo farishton ka farishta aisa aao uske kadam choom aayen

zindagi me duniyavi aur roohani ka fark Sai mitaata
harek me khud ko dikhata aao uske kadam choom aayen

Zindagi me raunaken bus Sai ki hi rahmaten har taraf
nazariyon ko deta hai ujala aao uske kadam choom aayen


Sai se badhkar jahan me kya hai pyara aur kya hoga
Sai ka karam hai aisa aao uske kadam choom aayen

Ek baar jisne bhi zara dil se Sai ko hai yaad kiya
Use padta nahi dubara bulana aao uske kadam choom aayen


Saai Baba Ji ki bhakti me leen aapki yeh rachnaa hume bahut pasand aai ... kaash Bhai ! Saai Baha Ji anukamppaa humesha sab par bani rahe ... Jai sai baba ji !
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2011, 09:09:14 AM »
Reply with quote
Jai Ho Sainath Thari

Saibaba Sabki Manokamna Puri Kare
Logged
lovely karrha
Guest
«Reply #3 on: February 13, 2011, 05:32:56 AM »
Reply with quote
 Crying icon_salut nice shayri
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: April 18, 2011, 01:12:27 PM »
Reply with quote
nice sharing icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 12:57:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer