..hoon main...

by dead heart on January 09, 2009, 12:54:52 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1709 times)
dead heart
Guest
Reply with quote
ped se ujde hue paton ki tarha bikhar gaya hoon main,
kuch aise alag hua uss duniya se ke ab toh ek andheri duniya ke hisa banke rehgaya hoon main...

ek bewaffa se pyar karke aisa gunaah kardia maine,
jeeya karta tha kabhi shaan se par aaj toj bas sadak ka kona banke rehgaya hoon main...

lota di humne dil ki doulat ek bewaffa ke naam pe,
kya halat hogaye hai aaj ke khud ke hi ghar main ek bikhari banke rehgaya hoon main...

bewaffai ki aisi chotein di uss zalim ne ke margaya mera dil,
chodd ke duniya walon ko;khud ke banae hue kabrastan ka chokidar banke rehgaya hoon main...

mere kafan pe bhi usne dokhe ke nishan chod diye,
ab toh khud ki parchai ke liye bhi ek yaad banke rehgaya hoon main...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Main woh hi hoon............! by lovebites in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Main Hoon Na... by punam in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
..hoon main... by dead heart in Ghazals
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2009, 12:59:07 AM »
Reply with quote
Nice one Deadheart ji
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: January 09, 2009, 01:04:56 AM »
Reply with quote
thnx.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 09, 2009, 01:36:56 AM »
Reply with quote
Nice One DH JI,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #4 on: January 09, 2009, 03:39:11 AM »
Reply with quote
shukriya
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: January 09, 2009, 07:56:14 AM »
Reply with quote
Sadak ka kona banke reh gaya hu main....Wah wah dh kya khoob soch hain too good  Clapping Smiley
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #6 on: January 09, 2009, 09:21:38 AM »
Reply with quote
Nice One Rahim Bhai
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: January 09, 2009, 09:24:52 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause
Aacha likha hai DH ji,

Shally.
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: January 09, 2009, 10:54:39 AM »
Reply with quote
bahoot khoob dead ji!! Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: January 09, 2009, 10:56:00 AM »
Reply with quote
Beabru hokar tere darse,
Hum yu chale aye,
Tune jitne sitam kiye,
Uspar aah v na bhar paye!

Jo Karna hi tha khilwad,
Tujhe Meri zindegi se,
Phir mulakat kyu karwai thi,
Tune Meri khusiyo se!

Tadapta chod akele,
Meri duniya le gaya,
Mere janaze ko kandha
Koi Paraya degaya!

Muddato bad mere kaleje ko,
Thandak pahuchane,
Ab aya tu meri kabr pe,
Ashq bahane!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: January 09, 2009, 11:00:19 AM »
Reply with quote
ped se ujde hue paton ki tarha bikhar gaya hoon main,
kuch aise alag hua uss duniya se ke ab toh ek andheri duniya ke hisa banke rehgaya hoon main...

ek bewaffa se pyar karke aisa gunaah kardia maine,
jeeya karta tha kabhi shaan se par aaj toj bas sadak ka kona banke rehgaya hoon main...

lota di humne dil ki doulat ek bewaffa ke naam pe,
kya halat hogaye hai aaj ke khud ke hi ghar main ek bikhari banke rehgaya hoon main...

bewaffai ki aisi chotein di uss zalim ne ke margaya mera dil,
chodd ke duniya walon ko;khud ke banae hue kabrastan ka chokidar banke rehgaya hoon main...

mere kafan pe bhi usne dokhe ke nishan chod diye,
ab toh khud ki parchai ke liye bhi ek yaad banke rehgaya hoon main...


baar baar padd raha hu DH .. bada sunder likha hai aap neh

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 09, 2009, 11:03:07 AM »
Reply with quote
Nice One Salma Ji,.

Sawar Jaati Hai, Zindagi Uski, Jisko Kisi Se Pyaar Hota Hai,.
Mohabbat Milgayi To Meharbaani, Khogayi, To Jeena Dushwaar Hota Hai,.

Bewafaa, To Dil Dukhaata Hai, Zaalim To Sitam Dhaata Hai,.
Yaar To Banta Hai Sahaara, Yaar To Phir Bhi Yaar Hota Hai,.

Dil Se Kaam Karne Waala To Aashiq, Ya Wafadaar Hota Hai,,.
Beshaq Deemaag Se Kaam Karne Waala To Samajhdaar Hota Hai,.

Jisne Kisi Se Dil Na Lagaaya, Usne Kabhi Lutf-e-Zindagi Na Uthaaya,.
Aisa Logon Ka Jeena To "Azeem, Ek Dum Bekaar Hota Hai,.

Zindagi Hi, Jab Nikalti Hai, Bewafaa Yahaan,.
Kaise Samajh Lein Ke Har Koi Wafadaar Hota Hai,.


___________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: January 09, 2009, 11:04:58 AM »
Reply with quote
Beabru hokar tere darse,
Hum yu chale aye,
Tune jitne sitam kiye,
Uspar aah v na bhar paye!

Jo Karna hi tha khilwad,
Tujhe Meri zindegi se,
Phir mulakat kyu karwai thi,
Tune Meri khusiyo se!

Tadapta chod akele,
Meri duniya le gaya,
Mere janaze ko kandha
Koi Paraya degaya!

Muddato bad mere kaleje ko,
Thandak pahuchane,
Ab aya tu meri kabr pe,
Ashq bahane!!


wah bahut badiya salma

jasbir singh
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: January 09, 2009, 11:08:36 AM »
Reply with quote
Shukriya azeem ji Usual Smile
Shukriya jasbir ji Usual Smile
Logged
salma786
Guest
«Reply #14 on: January 09, 2009, 11:19:44 AM »
Reply with quote
Ishq mohabbat ke bate,
Sun ne me sache lagte hai,
Par pyar k kasme wade,
Kisso me hi ache lagte hai!

Sawar jati hai zindegi,
Ishq k armaan se?
Mit jati hai hasti,
Is duniya ki pehchaan se!

Ye lagta to hai sahil,
Zindegi k lehro me,
Par dur khada hasta hai,
Jab zarurat ho toofano me!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:09:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer