!!Izhaar!!

by amrita on June 19, 2005, 12:12:30 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2034 times)
amrita
Guest
Reply with quote
Pyaar mein aksar woh log hotey hain
jin ki kismat mein milan nahi hotey hain

jo apni aane waali judaai ko samjh jaate hain
woh apne pyaar ki bhalai ke liy kahi duur chale jaatey hain

woh nadaan itna nahi samjhtey
apne pyaar ko bewafaa hai kehtey

kaise samjhaye unko izhaar se nahi hai dartey
hum toh sirf unki bhalayi hai kartey..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chahe aap inkaar karein ya izhaar by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
izhaar by Aanand in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tum Apni Chahat Ka Izhaar by capture in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~~Izhaar~~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
**** IZHAAR ***** by salil2002 in Shayri for Khumar -e- Ishq
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: June 19, 2005, 12:26:04 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Pyaar mein aksar woh log hotey hain
jin ki kismat mein milan nahi hotey hain

jo apni aane waali judaai ko samjh jaate hain
woh apne pyaar ki bhalai ke liy kahi duur chale jaatey hain

woh nadaan itna nahi samjhtey
apne pyaar ko bewafaa hai kehtey

kaise samjhaye unko izhaar se nahi hai dartey
hum toh sirf unki bhalayi hai kartey..
Teri Chaht pe bhrosa bhi ahi buhat
aur bichad jane ka dar bhi hai nahin jata

akhir yeh khoof mere dil s Amrita
nikl kr durr kahin durr kiun nhain jata
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #2 on: June 19, 2005, 06:38:35 AM »
Reply with quote
DUR THA TO BEBUS THE HUM
PAS HAI TO MAJBOOR HAI HUM
VOH KAISA FAASLA THAYE
YEH KAISI NAZDIKIYA HAI
Logged
amrita
Guest
«Reply #3 on: June 23, 2005, 02:06:54 PM »
Reply with quote
kuch aisa tilism hai bewafaa yaar ka
nazdeekiya kum na kar saka,faasla bada na saka..
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #4 on: June 25, 2005, 12:54:32 AM »
Reply with quote
maine kiya apne pyaar ka izhaar
par us ne kar diya inkaar
main sirf karta rahon ga us se pyaar
chahhe meri laash ho jaye sawaar
tum log banana meri ek mazaar
us pe lagana do minar
uske bina jeena hai bekaar
kahan ho tum meri rukhsaar
mere dil ke tukde kiye tum ne hazaar
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #5 on: June 25, 2005, 10:42:26 PM »
Reply with quote
kyun tum ne mujhe pyaar nahi kiya
maine to yeh dil sirf tumhe diya
tumne mera mazaak udhaya hai
mere dil ko dukhaya hai
phir bhi meri ek hi dua hai
ke tu har waqt khush rahe
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #6 on: June 26, 2005, 01:10:26 AM »
Reply with quote
this is for u rukhsar

is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye.
Logged
amrita
Guest
«Reply #7 on: June 26, 2005, 06:27:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
this is for you rukhsar

is kadar hamari chahat ka imtihan na lijiye.
Kyu ho humse khafa, bayan to kijiye,
Kar dijiye maaf agar ho gaye humse khata,
Yu yaad na karke saza na dijiye.


bahut ache shakeel...kya baat hai...!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: June 26, 2005, 11:22:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Pyaar mein aksar woh log hotey hain
jin ki kismat mein milan nahi hotey hain

jo apni aane waali judaai ko samjh jaate hain
woh apne pyaar ki bhalai ke liy kahi duur chale jaatey hain

woh nadaan itna nahi samjhtey
apne pyaar ko bewafaa hai kehtey

kaise samjhaye unko izhaar se nahi hai dartey
hum toh sirf unki bhalayi hai kartey..


too gud amrita!!!!!!!!!

kash woh bhi yeh baat samajh jate,
ke hum to sirf sochte hai unki bhalayi,
ek pal ka dukh de kar, umar bar ki kushiyan mile unko,
isslyie gale lagaye humne zeher jaisi yeh judai!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: June 26, 2005, 11:39:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "Meena"
Quote from: "amrita"
Pyaar mein aksar woh log hotey hain
jin ki kismat mein milan nahi hotey hain

jo apni aane waali judaai ko samjh jaate hain
woh apne pyaar ki bhalai ke liy kahi duur chale jaatey hain

woh nadaan itna nahi samjhtey
apne pyaar ko bewafaa hai kehtey

kaise samjhaye unko izhaar se nahi hai dartey
hum toh sirf unki bhalayi hai kartey..


too gud amrita!!!!!!!!!

kash woh bhi yeh baat samajh jate,
ke hum to sirf sochte hai unki bhalayi,
ek pal ka dukh de kar, umar bar ki kushiyan mile unko,
isslyie gale lagaye humne zeher jaisi yeh judai!!


dono  :thumb:

wo chor gaya us ka qasoor naheen hey
mujhe pyaar ka saleeqa hi kahaan tha

wo kya bichra k sab hum se rooth gye
paas tha to muthi mein sara jahaan tha

ik ik kharf parh daala us ki dairy ka
kaheen bad naseeb na tera naam-o nishaan tha !!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 26, 2005, 08:07:24 PM »
Reply with quote

Aaj phir Hum Ney Ek Naya Zkhm Paya Hai
Aaj Phir  koi Shkhs Buhat Yaad Aya Hai

Us Ki Yadoon K Phoolon S Hum Ney
Aaj phir  Dil Ka Weran Chman Sajya Hai

Dil K sehra Mein Aaj Roshni Hai Kaisii
Chand hai Ya Phir Kisi Ka Saya Hai

Phir Bhi Dil us KO Yaad Krta Hai
Jis K Haath S Freeb Khaya Hai

Bar Ha Jab Bhi us KO yaad Kiya
Us Ko Aapnay Dil K Qareeb Paya Hai

Mein ney Us Bewafa k Liye Naveed
Tez Andhioon Mien Diya  Jalya hai



Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #11 on: June 28, 2005, 01:41:42 AM »
Reply with quote
Aaj phir Hum Ney Ek Naya Zkhm Paya Hai
Aaj Phir koi Shkhs Buhat Yaad Aya Hai

uski woh muskurahat
uske aane k aahat
mere dil ko kitna tarpati hai
phir kyun mujhe yeh yaad aati hai

maine to pyaar kiya tha
magar usne yeh dard-e-dil diya tha
humne jo uski mohabbat mein khaya yeh fareb
phir yeh fareb auron ko khane nahi diya
Logged
amrita
Guest
«Reply #12 on: June 28, 2005, 09:13:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
Quote from: "amrita"
Pyaar mein aksar woh log hotey hain
jin ki kismat mein milan nahi hotey hain

jo apni aane waali judaai ko samjh jaate hain
woh apne pyaar ki bhalai ke liy kahi duur chale jaatey hain

woh nadaan itna nahi samjhtey
apne pyaar ko bewafaa hai kehtey

kaise samjhaye unko izhaar se nahi hai dartey
hum toh sirf unki bhalayi hai kartey..


too gud amrita!!!!!!!!!

kash woh bhi yeh baat samajh jate,
ke hum to sirf sochte hai unki bhalayi,
ek pal ka dukh de kar, umar bar ki kushiyan mile unko,
isslyie gale lagaye humne zeher jaisi yeh judai!!


dono  :thumb:

wo chor gaya us ka qasoor naheen hey
mujhe pyaar ka saleeqa hi kahaan tha

wo kya bichra k sab hum se rooth gye
paas tha to muthi mein sara jahaan tha

ik ik kharf parh daala us ki dairy ka
kaheen bad naseeb na tera naam-o nishaan tha !!



MEEENNAAAAAAA tere kya KEHNAAAAAAAA .... acha haii
you guys are also gr8.... HUMTUM .......SAIF ........FARNAV...
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: June 29, 2005, 02:49:48 PM »
Reply with quote
lol amrita sis!! thank u ji thank u....................  :D
Logged
pandit
Guest
«Reply #14 on: June 29, 2005, 03:09:26 PM »
Reply with quote
gud one amrita................
zindagi me dushmano ki to koi kami nahi thi,
ek aur bewafa se dillagi karne ki zarurat hi kya thi.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 03:58:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer