Teri Wafa Mili........(Ghayel)

by sajid_ghayel on November 03, 2008, 09:03:41 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1858 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Teri wafa mili hoti to sirf wafa mili hoti
Intezaar zakhm aasoo tanhaiee kitna kuch diya hain teri bewafaiee ne

Tum mil gaye hote to sirf tum mile hote
Veeranapan sehra tuta hua ek dil kitna kuch diya hain teri judaiee ne

Tumse agar guftugu hoti to sirf guftugu hoti
Nam shorat izzat mehfil-e-gam bakshi hain GHAYEL ki shayri ne

                                        -Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
WAFA KI AUR MILI SAZA by aashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
WAFA KI AUR MILI SAZA by aashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
WAFA KI AUR MILI SAZA by aashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azadi nahi mili........( Ghayel ) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Kya wafa mili h mujhe.... by Parvana shan in Shayri-E-Dard
k.shael
Guest
«Reply #1 on: November 03, 2008, 09:18:06 AM »
Reply with quote
VERY NICE LINES SAJID JI,
BY. K.SHAEL

TERI CHAHAT MILTI TO SIRF TERI CHAHAT MILTI,
MERE DIL, ARMANO, KHUSHIYOON KO JALA DIYA HAI
TERI NAFRAT NE,

TERI IBADATT MILTI TO SIRF TERI IBADATT MILTI
MUJHE KAYI BAAR GUMNAMI KE ANDHERO ME GIRA DIYA
TERI THOKRO NE,
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: November 03, 2008, 09:35:35 AM »
Reply with quote
waah sajid ji ek baar fir se kya khoob likha hai wonderful Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 03, 2008, 09:38:06 AM »
Reply with quote
Nice One Shally Ji And Sajid Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 03, 2008, 09:48:08 AM »
Reply with quote
Teri wafa mili hoti to sirf wafa mili hoti
Intezaar zakhm aasoo tanhaiee kitna kuch diya hain teri bewafaiee ne

Tum mil gaye hote to sirf tum mile hote
Veeranapan sehra tuta hua ek dil kitna kuch diya hain teri judaiee ne

Tumse agar guftugu hoti to sirf guftugu hoti
Nam shorat izzat mehfil-e-gam bakshi hain GHAYEL ki shayri ne

                                        -Sajid Ghayel-


Teri Wafaa Mili Hoti, To Lutf-e-Tanhaai Ko Kaun Uthaata,.
Agar Tu Mili Hoti, To Judaai Ka Mazaa Mujhe Kaise Aata,.

Tujhse Milti Mujhe Kuch Cheez, To Wo Mohabbat Hoti "Jaanasheen",.
Ab Mili Hai, Ruswaai, Judaai, Tanhaai,"Hay Ye Bewafaai,.
Gar Tune Mohabbat Di Hoti, To Itna Kuch Main Kaise Paata,.

Tujhse Gilaa Nahi Koi, Aaj Bhi Chahat Dil Mein Wohi Hai,.
Tune Agar Sitam Na Kiye Hote, To Main Shayar Kaise Kehlaata,.

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: November 03, 2008, 09:50:31 AM »
Reply with quote
Applause Applause

Bohat khoob Sajid ji..

Nice Reply shally
Nice Reply Azeem bhai..
.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 03, 2008, 09:54:57 AM »
Reply with quote
VERY NICE LINES SAJID JI,
BY. K.SHAEL

TERI CHAHAT MILTI TO SIRF TERI CHAHAT MILTI,
MERE DIL, ARMANO, KHUSHIYOON KO JALA DIYA HAI
TERI NAFRAT NE,

TERI IBADATT MILTI TO SIRF TERI IBADATT MILTI
MUJHE KAYI BAAR GUMNAMI KE ANDHERO ME GIRA DIYA
TERI THOKRO NE,

Nice One,.

Deta Kuch Bhi Tu, To Main Hifazat Se Rakhta Use,.
Gilaa Ab Bhi Nahi, Ki Teri Yaadein Aur Tere Gham Mile,.

Ye Meri Kismat Ke Main Hi Deta Raha Har Khushi Duniya Ko,.
Afsos, Ke Meri Raahon Mein "Azeem" Kaante Hi Har Dum Mile,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: November 03, 2008, 10:16:46 AM »
Reply with quote
VERY NICE LINES SAJID JI,
BY. K.SHAEL

TERI CHAHAT MILTI TO SIRF TERI CHAHAT MILTI,
MERE DIL, ARMANO, KHUSHIYOON KO JALA DIYA HAI
TERI NAFRAT NE,

TERI IBADATT MILTI TO SIRF TERI IBADATT MILTI
MUJHE KAYI BAAR GUMNAMI KE ANDHERO ME GIRA DIYA
TERI THOKRO NE,
Teri Wafaa Mili Hoti, To Lutf-e-Tanhaai Ko Kaun Uthaata,.
Agar Tu Mili Hoti, To Judaai Ka Mazaa Mujhe Kaise Aata,.

Tujhse Milti Mujhe Kuch Cheez, To Wo Mohabbat Hoti "Jaanasheen",.
Ab Mili Hai, Ruswaai, Judaai, Tanhaai,"Hay Ye Bewafaai,.
Gar Tune Mohabbat Di Hoti, To Itna Kuch Main Kaise Paata,.

Tujhse Gilaa Nahi Koi, Aaj Bhi Chahat Dil Mein Wohi Hai,.
Tune Agar Sitam Na Kiye Hote, To Main Shayar Kaise Kehlaata,.

____________________________________-Jaanasheen-


Nice One,.

Deta Kuch Bhi Tu, To Main Hifazat Se Rakhta Use,.
Gilaa Ab Bhi Nahi, Ki Teri Yaadein Aur Tere Gham Mile,.

Ye Meri Kismat Ke Main Hi Deta Raha Har Khushi Duniya Ko,.
Afsos, Ke Meri Raahon Mein "Azeem" Kaante Hi Har Dum Mile,.

___________________________________-Jaanasheen-
Applause Applause Applause kya baat hain shally and azim maza aa gaya
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: November 03, 2008, 10:19:44 AM »
Reply with quote
Applause Applause

Bohat khoob Sajid ji..

Nice Reply shally
Nice Reply Azeem bhai..
.
waah sajid ji ek baar fir se kya khoob likha hai wonderful Applause
Thanks honey and bhavna. Bhavna i really always expect 2 lines fromu in reply.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #9 on: November 03, 2008, 10:37:34 AM »
Reply with quote
sajid ji kuch khaas to nahi likh paaye par aapke kehne par kuch lines likhi hain umeed hai pasand aayengi  Usual Smile

dil mera rehta bekarar bohut hai
hamei bhi mila intzaar bohut hai
khusnaseeb hain wo jinhe jannat naseeb ho gayi
par mere liye abhi dard k baazaar bohut hain
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: November 03, 2008, 10:53:29 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sajid Ji
Aap ka bhi jawaab nahi Jaanasheen Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: November 03, 2008, 12:03:02 PM »
Reply with quote
sajid ji kuch khaas to nahi likh paaye par aapke kehne par kuch lines likhi hain umeed hai pasand aayengi  Usual Smile

dil mera rehta bekarar bohut hai
hamei bhi mila intzaar bohut hai
khusnaseeb hain wo jinhe jannat naseeb ho gayi
par mere liye abhi dard k baazaar bohut hain

meri guzarish ki kya khoob laj rakhi aapne  Clapping Smiley jab bedil hoker aapke kalam me itna dard hain to shayed jab dil se likhe to pure shehar ko rula de
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #12 on: November 04, 2008, 05:05:06 AM »
Reply with quote
mat jaa mere haal pe sajid
ye dard to aana jaana hai
kehti hai jise pyaar ye duniya
ye maut ka ek naam suhana hai


thnk u saajid ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: November 04, 2008, 06:11:49 AM »
Reply with quote
Nice One,.

Deta Kuch Bhi Tu, To Main Hifazat Se Rakhta Use,.
Gilaa Ab Bhi Nahi, Ki Teri Yaadein Aur Tere Gham Mile,.

Ye Meri Kismat Ke Main Hi Deta Raha Har Khushi Duniya Ko,.
Afsos, Ke Meri Raahon Mein "Azeem" Kaante Hi Har Dum Mile,.

___________________________________-Jaanasheen-


SHUKRIYA JANSHEEN JI FOR APPRICIATE
MY WORK...
& REALLY TOUCHING LINES FROM UR SIDE,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #14 on: November 04, 2008, 06:13:24 AM »
Reply with quote
SHUKRIYA HONEY DIDI,
& SAJID JI...
BY. K.SHAEL
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 03:52:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.212 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer