Azadi nahi mili........( Ghayel )

by sajid_ghayel on April 27, 2009, 07:25:13 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2985 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
Found an old work of mine from a thread, sharing again by posting in new thread....hope you will like it.

Woh shehar bohat dhoondha, jaha thoda ho andhera
Jalti na ho koi, woh basti nahi mili !!

Izzat se uthe doli, khushiyo ki mile sej
Gareeb beti ke baap ko, aisi koi khushi nahi mili !!

Do roti ki hain ghulami, do saso ki hain ghulami
Desh azad to hain mera, q muje azadi nahi mili !!

Woh kitna zaheen tha, tha ghar me sabka ladla
Mar gaya woh bhookhe pet, par naukri nahi mili !!

Q meri sune koi, Ghayel me khas kya hain
Jab dhoondta raha khuda bhi, use bandagi nahi mili !!

Shor hain har taraf bum ke dhamako ka  
Koi din aisa nahi jise diwali nahi mili !!

Khoon se lal hai badan mere desh ka
Koi din aisa nahi jab ise holi nahi mili

Safed chader pe lipti yeh kiski vidhwa hain
Barso huye ise koi rangeen choli nahi mili

Matam hain bebasi hain sannata hain Ghayel ke watan me
Kisi dar pe hame aaj koi rangoli nahi mili!!

-SG-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat nahi mili........ by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Teri Wafa Mili........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Bande Hi mile sub kissi me bandagi nahi mili !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2 ... 5 6 »
Kashti nahi Mili by suman59 in Ghazals « 1 2  All »
Kisi ko ghum hai ke usey shorat nahi mili by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: April 27, 2009, 07:44:20 AM »
Reply with quote
Good one Ghayel Ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: April 27, 2009, 04:42:34 PM »
Reply with quote
Good work Sajid!!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: April 29, 2009, 02:00:16 PM »
Reply with quote
Good work Sajid!!

Good one Ghayel Ji

Thank You........Rajesh & Pooja, par pata nahi q aisa lagta hain hum apne apne thread me ziyada busy hain aur others post par comment nahi de rahe hain.

I request everybody the way we expect reply on our thread the same way others too expect that. If you have miss its ok.........appreciating someone work is fun too trust me.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: April 29, 2009, 07:20:15 PM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Khoob Behtareen Andaaz Mien Aapne Desh Ka Haal Bataaya Hai,.

Great Job, Sajid Bhai,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 29, 2009, 08:26:30 PM »
Reply with quote
Found an old work of mine from a thread, sharing again by posting in new thread....hope you will like it.

Woh shehar bohat dhoondha, jaha thoda ho andhera
Jalti na ho koi, woh basti nahi mili !!

Izzat se uthe doli, khushiyo ki mile sej
Gareeb beti ke baap ko, aisi koi khushi nahi mili !!

Do roti ki hain ghulami, do saso ki hain ghulami
Desh azad to hain mera, q muje azadi nahi mili !!

Woh kitna zaheen tha, tha ghar me sabka ladla
Mar gaya woh bhookhe pet, par naukri nahi mili !!

Q meri sune koi, Ghayel me khas kya hain
Jab dhoondta raha khuda bhi, use bandagi nahi mili !!

Shor hain har taraf bum ke dhamako ka 
Koi din aisa nahi jise diwali nahi mili !!

Khoon se lal hai badan mere desh ka
Koi din aisa nahi jab ise holi nahi mili

Safed chader pe lipti yeh kiski vidhwa hain
Barso huye ise koi rangeen choli nahi mili

Matam hain bebasi hain sannata hain Ghayel ke watan me
Kisi dar pe hame aaj koi rangoli nahi mili!!

-SG-

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Very good creation indeed..... Bohot Khoob Sajid Ji  icon_thumleft
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: April 30, 2009, 03:01:59 AM »
Reply with quote
Bahut accha likha hai aapne Sajid ji...
Last four lines toh bahut bahut accha likha. Those lines touched my heart. Keep up. Thumbs UP
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #7 on: May 02, 2009, 04:01:33 PM »

Bahut bahut khoob Ghayal Ji
Badi achchhi shairy pesh ki hai aapne
Very good, very very good.
SARVESH RASTOGI
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #8 on: May 03, 2009, 09:39:33 AM »
Reply with quote
Subhan allah mere dost jitni baar bhi tarif ki jiye is kalam kam hi hogi hamesha zinda rahene wali kalam hai ye sajid sahab apke is kalam mujhe bhi apna khuch yaad aya agar pasand aye to nawaz dena !!

Dhondte rahe umr bhar manzil nahi mili !!
Charagon ki sarparasti me raushni nahi mili !!
Tera har zulm sar ankhon per utha lete !!
Maanga bahoth khuda se magar zindagi nahi mili !!

Muddath tak tere shaher me dhoondte rahe hum !!
Bande hi mile sub kissi me bandage nahi mili !!

Umr bhar apne begunha hone ki saza kaati humne !!
Gunha hoga jo maazi ko mustaqbil ki haqeeqath nahi mili !!

Galli ke har nukkad per maine maa baap ki laash dekhi !!
Shayad kissi bete ko daulath-a-wasihath nahi mili !!

Aur waqath ne hame khuch is qadar badal diya !!
Aaine hazaro dekhe apni surath nahi mili !!

Kab tak khush bahali ki baten karke tassali doge !!
Aaj bhi mere desh me kissi bhooke ko rooti nahi mili !!

Aur un parindon ki bagawath jaiz hai qadeer !!
Jinhe raath guzarne apne hi paid ki shaaqen nahi mili !!

qadeer
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: May 05, 2009, 12:38:09 PM »
Reply with quote
Mashallah Bohat Khoob Behtareen Andaaz Mien Aapne Desh Ka Haal Bataaya Hai,.

Great Job, Sajid Bhai,.

Nawazish Karam hain Chote....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: May 05, 2009, 12:40:48 PM »
Reply with quote
Found an old work of mine from a thread, sharing again by posting in new thread....hope you will like it.

Woh shehar bohat dhoondha, jaha thoda ho andhera
Jalti na ho koi, woh basti nahi mili !!

Izzat se uthe doli, khushiyo ki mile sej
Gareeb beti ke baap ko, aisi koi khushi nahi mili !!

Do roti ki hain ghulami, do saso ki hain ghulami
Desh azad to hain mera, q muje azadi nahi mili !!

Woh kitna zaheen tha, tha ghar me sabka ladla
Mar gaya woh bhookhe pet, par naukri nahi mili !!

Q meri sune koi, Ghayel me khas kya hain
Jab dhoondta raha khuda bhi, use bandagi nahi mili !!

Shor hain har taraf bum ke dhamako ka 
Koi din aisa nahi jise diwali nahi mili !!

Khoon se lal hai badan mere desh ka
Koi din aisa nahi jab ise holi nahi mili

Safed chader pe lipti yeh kiski vidhwa hain
Barso huye ise koi rangeen choli nahi mili

Matam hain bebasi hain sannata hain Ghayel ke watan me
Kisi dar pe hame aaj koi rangoli nahi mili!!

-SG-

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Wah wah Sajid ji bohat khoob g88 creation
beautifull lines....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: May 07, 2009, 06:58:21 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Very good creation indeed..... Bohot Khoob Sajid Ji  icon_thumleft

Nawazish Karam hain Behan...
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #12 on: May 07, 2009, 08:43:36 AM »
Reply with quote
Found an old work of mine from a thread, sharing again by posting in new thread....hope you will like it.

Woh shehar bohat dhoondha, jaha thoda ho andhera
Jalti na ho koi, woh basti nahi mili !!

Izzat se uthe doli, khushiyo ki mile sej
Gareeb beti ke baap ko, aisi koi khushi nahi mili !!

Do roti ki hain ghulami, do saso ki hain ghulami
Desh azad to hain mera, q muje azadi nahi mili !!

Woh kitna zaheen tha, tha ghar me sabka ladla
Mar gaya woh bhookhe pet, par naukri nahi mili !!

Q meri sune koi, Ghayel me khas kya hain
Jab dhoondta raha khuda bhi, use bandagi nahi mili !!

Shor hain har taraf bum ke dhamako ka 
Koi din aisa nahi jise diwali nahi mili !!

Khoon se lal hai badan mere desh ka
Koi din aisa nahi jab ise holi nahi mili

Safed chader pe lipti yeh kiski vidhwa hain
Barso huye ise koi rangeen choli nahi mili

Matam hain bebasi hain sannata hain Ghayel ke watan me
Kisi dar pe hame aaj koi rangoli nahi mili!!

-SG-

WAAAH WAAAH  BAHAUT BAHUT  ACHCHEY....VERII VERII NAAICE...S_G
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: June 12, 2009, 09:26:01 AM »
Reply with quote
Bahut accha likha hai aapne Sajid ji...
Last four lines toh bahut bahut accha likha. Those lines touched my heart. Keep up. Thumbs UP

Thank You Roja for your time and comment..
Logged
shab
Guest
«Reply #14 on: June 12, 2009, 11:13:51 AM »
Reply with quote
BAHUT DARD BHARI,SAJID BHAI  &   SHIHAB SAHAB
CARRY ON
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 01:54:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer