AAO "PRIYE" MERI BAAHON MAIN

by poem143s on July 16, 2007, 11:49:48 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1507 times)
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
Reply with quote
Kab se baitha hoo main in raahon main
Ab aao bhi jaao meri baahon main
Pal pal dekhne ko tumhen tarasti hai aankhen meri
Milne ki duwa nikalti hai meri aanhon main
Kabhi aao chupke se tum PRIYE
Aur chhupa lo mujhe apani panahon main
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mein Aur Meri Qaid-e-Tanhai Ki "Pukaar" by Zamir Ka Qaidi in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~~"MERI TADAP"K~~ by k.shael in Shayeri for Dard -e- Bewafai
"YAQEEN MERI MOHABBAT PE AAYA" by k.shael in Shayri-E-Dard
~~"KYA TUMHE KABHI MERI YAAD AAYI"~~ by k.shael in Shayri for Khumar -e- Ishq
Reh gayi main aur meri "yadein" by nidhi_yadein in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: July 28, 2007, 09:10:29 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Sameer,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: July 28, 2007, 09:16:42 AM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Kab se baitha hoo main in raahon main
Ab aao bhi jaao meri baahon main
Pal pal dekhne ko tumhen tarasti hai aankhen meri
Milne ki duwa nikalti hai meri aanhon main
Kabhi aao chupke se tum PRIYE
Aur chhupa lo mujhe apani panahon main


Aajaate Baahon Mein Hum Aapke.,..
Gar Ye Majbooriyaan Na Hoti,..

Rehte Aapki Panaahon Mein Sadaa,..
Aapne Beech Agar Intni Dooriyaan Na Hoti,.

______________________-Jaanasheen-
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #3 on: July 30, 2007, 04:04:58 AM »
Reply with quote
Waha wah kaya baat hai bahut khoob
aap yaha bhi pahuch gaye

"Suna hai dooriyan to doshti mita deti hai
Ek bhatke huye ko bhi doshti rashta dikha deti hai
Laakh ho dooriyan jaansheen hum dono ke darmiyaan
Doshti hi dosht ko mila deti hai"
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 30, 2007, 08:16:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Waha wah kaya baat hai bahut khoob
aap yaha bhi pahuch gaye

"Suna hai dooriyan to doshti mita deti hai
Ek bhatke huye ko bhi doshti rashta dikha deti hai
Laakh ho dooriyan jaansheen hum doni ke darmiyaan
Doshti hi dosht ko mila deti hai"


Dosti Mitaati Hai Dooriyaan Ye Hum Jaante Hain.,
Afsos "Sameer" Ke Hum Dil Lagaa Baithe,..
Bhatke The Hum Sambhal Bhi Gaye Doston Ki Panaahon Mein..
Aur Thokarein Raahon Par Mohabbat Se Khaa Baithe,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 30, 2007, 08:19:39 AM »
Reply with quote
Sameer Bhai aap Jahan Hum Wahan Par Kaise Na Aayein,.
Aur aap bahoot accha Likhte Ho yaar,.
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #6 on: July 30, 2007, 09:09:12 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob yaar kuch to baat hai aapki jo dil ko achchi lagti hai

Jab tumne khayi thi thokar tab tumne hamara naam liya hota
Tumhen girne nahi dete mere dosht tumhara haath humne tham liya hota
Tumne kabhi doshti samjhi hi nahi meri
Tum girte hi nahi agar tumne doshti se kaam liya hota
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #7 on: July 30, 2007, 09:12:46 AM »
Reply with quote
Ab jab thama hai haath to umar bhar nibhana
Humen chhor tanha tum door kabhi na jaana
Yesi nibhaunga doshti ye JAANSHEEN
Khud bhukha rahkar bhi tumhen khilaunga khana
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 30, 2007, 09:18:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Wah wah bahut khoob yaar kuch to baat hai aapki jo dil ko achchi lagti hai

Jab tumne khayi thi thokar tab tumne hamara naam liya hota
Tumhen girne nahi dete mere dosht tumhara haath humne tham liya hota
Tumne kabhi doshti samjhi hi nahi meri
Tum girte hi nahi agar tumne doshti se kaam liya hota


Afsos Yahi Hai Ke Hum Dosti Se Kaam Nahi Lete,..
Mohabbat Ko Hi Apni Zindagi Ka Sabab Banaate Hain,.
Thokarein Khaane Ka Hume Afsos Nahi "Sameer",..
Ke Thokarein Hi To Chalna Bhi Sikhaate Hain,..

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 30, 2007, 09:27:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "poem143s"
Ab jab thama hai haath to umar bhar nibhana
Humen chhor tanha tum door kabhi na jaana
Yesi nibhaunga doshti ye JAANSHEEN
Khud bhukha rahkar bhi tumhen khilaunga khana


Hum Bhi Doston Ko Azeez Mante Hain Tumhe Bhooka Humna Rehne Denge,..
Agar Khaana Kam Ho To Ek Niwaala Tum Aur Ek Hum Khaalenge,..

Yaar Ye Judaai Mein Dosti Kyun Laaye.,..
then Too I have Replied
Logged
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #10 on: July 30, 2007, 01:28:05 PM »
Reply with quote
Jab aati hai yaad tumhari
Ro uthti hai aankh hamari
Na bhukh lagti hai na hi pyash
Jab bhi aati hai to bahut aati hai yaad tumhari
Ab dosht kaha hai tumne to, do humen apana address aur phone no.
Taaki zinda rahe fir doshti hamari
Khuda na kare yesa ho ki hum yoindia se door ho jaaye
To tumhare ghar aayegi fir chitti hamari

Take care
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 31, 2007, 02:45:04 PM »
Reply with quote
Nice One Bhai,,.
But Dont Ever Think Of Leaving Yoindia Yaar,..
We Need Friends Like U,..
May ALLAH Bless U,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 31, 2007, 02:47:14 PM »
Reply with quote
Na Judaa Hone Ki Baat Karna Tum Phirse,.
Ke Dil Aaj Bhi Sudhra Nahi Tumhari Judaai Se,..

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 05:45:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer