Bewafai!!!!!!!!

by Ninaah on February 11, 2005, 08:07:31 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 13145 times)
Ninaah
Guest
«Reply #120 on: June 24, 2005, 08:38:24 AM »
Reply with quote
THANKS FAREE AND DONT BE UPSET...... OK


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KAHI WAFA HAI TO KAHIN BEWAFAYEE HAI,
ZINDAGI MEIN KABHI KABHI JUDAYEE HAI,
KAHIN KISI KA ZANAZA UTHTA HAI,
AUR KAHIN BAJTI SHEHNAYEE HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
aaj kiun kuch likhne s haath mera ruk gya
aaj kiun zindgi ka kaafla hai rukk  gya
nice
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bewafai by Ghazal888 in Urdu Poets
bewafai by yok55555 in Other Languages
bewafai by yok55555 in Other Languages
Bewafai by Rajput Deewana in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Bewafai by vinery in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #121 on: June 24, 2005, 08:12:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "Ninaah"
THANKS FAREE AND DONT BE UPSET...... OK


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KAHI WAFA HAI TO KAHIN BEWAFAYEE HAI,
ZINDAGI MEIN KABHI KABHI JUDAYEE HAI,
KAHIN KISI KA ZANAZA UTHTA HAI,
AUR KAHIN BAJTI SHEHNAYEE HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
aaj kiun kuch likhne s haath mera ruk gya
aaj kiun zindgi ka kaafla hai rukk  gya
nice
Ok
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #122 on: June 25, 2005, 05:35:10 AM »
Reply with quote
BEWAFAYEE KISI NE KI,
USKA ILZAAM HUME MILA,
KOI SAAF CHOOT GAYA,
NAFRAT KA INAAM HUME MILA.....



Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
THANKS FAREE AND DONT BE UPSET...... OK


Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "Ninaah"
KAHI WAFA HAI TO KAHIN BEWAFAYEE HAI,
ZINDAGI MEIN KABHI KABHI JUDAYEE HAI,
KAHIN KISI KA ZANAZA UTHTA HAI,
AUR KAHIN BAJTI SHEHNAYEE HAI....



Quote from: "fakharenaveed"
aaj kiun kuch likhne s haath mera ruk gya
aaj kiun zindgi ka kaafla hai rukk  gya
nice
Ok
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #123 on: June 25, 2005, 07:41:14 PM »
Reply with quote
Yeh Bhi ik Trah S Inaam hai Jo yeh Ilzaam Hai
Hum Wafa Kr K Bhi Kun Hain Bewafa ,yeh tu ilzaam hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #124 on: June 27, 2005, 08:55:55 AM »
Reply with quote
humne kisi ko chaha,
pur wo jaane kyon ruswa ho gaye,
hum apne ashqon mein doobe rahe,
aur wo kisi aur ki yaadon mein kho gaye....



Quote from: "fakharenaveed"
Yeh Bhi ik Trah S Inaam hai Jo yeh Ilzaam Hai
Hum Wafa Kr K Bhi Kun Hain Bewafa ,yeh tu ilzaam hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #125 on: June 27, 2005, 09:01:57 AM »
Reply with quote
Kiun us ko tuney kai khud s juda
aab woh ah dur tu tujhe kai huwa
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #126 on: June 27, 2005, 11:07:29 AM »
Reply with quote
maine nahi balki kismat ne hume juda kiya,
hum to rehna chahte the unki palkon mein umra bhar....


Quote from: "fakharenaveed"
Kiun us ko tuney kai khud s juda
aab woh ah dur tu tujhe kai huwa
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #127 on: June 27, 2005, 02:39:57 PM »
Reply with quote
Kuch tu raat sard thi kuch tah tera khyal bhi
khushi k saath satah hota rha mlal bhi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #128 on: June 28, 2005, 10:46:55 AM »
Reply with quote
har sard raaton ko hum dil mein chuppa lete,
hum chen se so jaate gur wo humein dil mein basa lete....




Quote from: "fakharenaveed"
Kuch tu raat sard thi kuch tah tera khyal bhi
khushi k saath satah hota rha mlal bhi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #129 on: June 29, 2005, 09:14:32 AM »
Reply with quote
faasle badh gaye itne,
ki hum unhe dekh nahi paaye,
wo to bass gaye kisi aur ki nigahon mein,
aur bewafa hum kehlaaye....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #130 on: June 30, 2005, 07:32:34 AM »
Reply with quote
bethe the akele,
ki kuch aahat sunayee dee,
gir pada aansoo,
aur unn ansoo mein unki tasveer dikhayee dee....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #131 on: July 01, 2005, 06:49:32 AM »
Reply with quote
wafaon ke imtihaan mein,
dil ki baazi haar gayee,
zindagi humse rooth gayee,
aur maut baazi maar gayee.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #132 on: July 01, 2005, 06:52:49 AM »
Reply with quote
woh aatie hain
our aaker ,chali jaatien hain.
unse toh unki yaad hi achhi
kambakhat  aati hai per jaati hi nahin.



Harsh
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #133 on: July 01, 2005, 06:56:19 AM »
Reply with quote
unki yaadon mein jeene ki koshish ki,
pur ye bharam bhi toot gaya,
jin yaadon mein hum rehte uski,
wo yaadein bhi wo loot gaya.....




Quote from: "harashmahajan"
woh aatie hain
our aaker ,chali jaatien hain.
unse toh unki yaad hi achhi
kambakhat  aati hai per jaati hi nahin.



Harsh
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #134 on: July 01, 2005, 08:55:39 AM »
Reply with quote
nice one Ninnah ji

poochhtey hain ashk toh
mere tareen dost
kasie poochhey daag jo
dil per liye hue.


Quote
unki yaadon mein jeene ki koshish ki,
pur ye bharam bhi toot gaya,
jin yaadon mein hum rehte uski,
wo yaadein bhi wo loot gaya.....



Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 05:25:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer