Dil Ka Jahaan Ujard Raha Hai,.

by Jaanasheen on April 01, 2009, 11:42:22 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1427 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Mera Yaar Mujhse Bichard Raha Hai,.
Dil Ka Jahaan Ujard Raha Hai,.

Kaise Seh Paoon Main Judaai Ki Ghadiyaan,.
Sochkar Dil Ye Machal Raha Hai,.
Dil Ka Jahaan Ujard Raha Hai,.

Us Se Judaai Kabhi Paai Na Thi,.
Door Jaane Ki Kasam Bhi Khaai Na Thi,.
Ab Mausam Kyun Badal Raha Hai,.
Dil Ka Jahaan Ujard Raha Hai,.

Khushiyaan Mere Ghar Mein Thi,.
Jab Tu Meri Nazar Mein Thi,.
Ab KHushiyaan Ka Suraj Dhal Raha Hai,.
Dil Ka Jahaan Ujard Raha Hai,.

_______________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jahaan by Radha in Shairi - E - Zindagi
jahaan aaj hai ghar mera by shyama in Shayri-E-Dard
***haadson ka jahaan*** by kaushikbhawna008 in Shairy-E-Watan
menai daly jahaan jahaan bhi nazaar... by hameeda in Share:Love Poetry
ujard(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: April 01, 2009, 11:44:29 AM »
Reply with quote
Wah wah Janasheen Bhoot khoob.. Har sher mea ak dard chupa hai. bahoot khoob.
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: April 01, 2009, 11:45:28 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem Judaai ke bada hi milan ki ghadi aati hai..dooriyon ke baad qurbat bhi hoti hai...!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 01, 2009, 11:51:13 AM »
Reply with quote
Wah wah Janasheen Bhoot khoob.. Har sher mea ak dard chupa hai. bahoot khoob.

Shukriya Sophi Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 01, 2009, 11:53:06 AM »
Reply with quote
Bohot Khoob Azeem Judaai ke bada hi milan ki ghadi aati hai..dooriyon ke baad qurbat bhi hoti hai...!!

Shukrioya Talat Sis,.

Ye Maana Ke Qurbat Milti Hai Judaai Ke Baad,.
Lekin Judaai Ka Mausam Sehna Aasaan Nahi Hota,.


Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 01, 2009, 11:54:58 AM »
Reply with quote
Sahi kaha Azeem

Intezar ke lamhon main yaadon ke deep jalana,
Yaad karna UNKI baatin, wo roothna manana !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #6 on: April 01, 2009, 11:57:16 AM »
Reply with quote
Wah wah Kya Khoob kaha janasheen aur talat Di.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 01, 2009, 11:58:42 AM »
Reply with quote
Sahi kaha Azeem

Intezar ke lamhon main yaadon ke deep jalana,
Yaad karna UNKI baatin, wo roothna manana !

Yaadein Karoon Jab Puraani Baatein,.
Aansuon Mein Doob Jaayengi, Meri Raatein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: April 01, 2009, 12:00:00 PM »
Reply with quote
Wah wah Kya Khoob kaha janasheen aur talat Di.

Shukriya Sophi,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #9 on: April 01, 2009, 12:03:50 PM »
Reply with quote
Kuch dinon kee duree ayegee, mehboob aur mehbooba k beech, chalay hum kuch din k liye unn k saath se door.
Kaash k jaatay wo bhi saath humare, kya karoon, wo halat se hain zara majboor.
Doston, mere pyaare, mere dost, Jaanasheen ka khayaal rahkna, ye zimidaari hai aap sub kee.
Ek dost pe ehsaan samhaj k unn kee khair maloom karte rehna, ye guzaarish hai Sidraah kee, aur huqumat hai rub kee!
Please...

Shukriya!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: April 01, 2009, 12:05:35 PM »
Reply with quote
Nice encouraging words to him, Sidrah..aap befikr ho ke apne nek safar pe jaayen.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #11 on: April 01, 2009, 12:07:02 PM »
Reply with quote
Kuch dinon kee duree ayegee, mehboob aur mehbooba k beech, chalay hum kuch din k liye unn k saath se door.
Kaash k jaatay wo bhi saath humare, kya karoon, wo halat se hain zara majboor.
Doston, mere pyaare, mere dost, Jaanasheen ka khayaal rahkna, ye zimidaari hai aap sub kee.
Ek dost pe ehsaan samhaj k unn kee khair maloom karte rehna, ye guzaarish hai Sidraah kee, aur huqumat hai rub kee!
Please...

Shukriya!!!


Wah wah Sidra.. bahoot khoob likha hai
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: April 01, 2009, 12:07:07 PM »
Reply with quote
Yaadein Karoon Jab Puraani Baatein,.
Aansuon Mein Doob Jaayengi, Meri Raatein,.
khabrdaar!
ye aansson bahot keemtee hai, yaad jaisee chohte afsaane par zayan na karna.
inn aankhon ko suhk dena meri zimidaari hai, inn k aas paas tum kabhie ushq laya na karna!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #13 on: April 01, 2009, 12:07:27 PM »
Reply with quote
Wah wah Sidra.. bahoot khoob likha hai
thank ou sophie!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: April 01, 2009, 12:10:57 PM »
Reply with quote
mummy Sab mera naam galat lete ho.. Its Sophi not sophie...

anyways My pleasure Dear!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 12:14:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.179 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer