!!Hisaab!!

by amrita on June 12, 2005, 11:08:24 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 5805 times)
amrita
Guest
Reply with quote
Mujhse humare rishtey ka khitaab mangta tha
chahaton ka apni hisaab mangta tha..??
meri zindagi se dur jaa kar bhi
woh apne sawaalon ka jawaab mangta tha..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hisaab de sakoge................ by Aarzuu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
hisaab(gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hisaab de dega........( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
hisaab..........A.B by adil bechain in Shairi - E - Zindagi
Mere Pyar Ka Jo Hisaab by sinha_0005 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meena
Guest
«Reply #1 on: June 12, 2005, 11:43:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Mujhse humare rishtey ka khitaab mangta tha
chahaton ka apni hisaab mangta tha..??
meri zindagi se dur jaa kar bhi
woh apne sawaalon ka jawaab mangta tha..


nice one amrita and welcome to yoindia!

 :D
Logged
kumaravasthi
Guest
«Reply #2 on: June 12, 2005, 12:46:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Mujhse humare rishtey ka khitaab mangta tha
chahaton ka apni hisaab mangta tha..??
meri zindagi se dur jaa kar bhi
woh apne sawaalon ka jawaab mangta tha..



Sawaloon ka Aapne Jawab mangta tha,

        Magar pyar ka hisab nahi chaha |

Kya woh mujhse pyar karti hai ?
Kya woh sirf mujh par marti hai?
Use kahin koi gham to nahi ?
Kahin us ki ankhen nam to nahi?
Itni kyon pareshan si rahti hai ?
Kya uski pareshani ka sabab hum to nahi?

Kitne hi Sawal hain aise jinka koi bhi jawab nahi |

Haan! Magar ik Baat hai bilkul pakki,

ki mere pyar ka koi HISAAB nahi ||


Meri Koshish Kisi Lagi, Jaroor Batana
Logged
amrita
Guest
«Reply #3 on: June 13, 2005, 05:14:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "kumaravasthi"
Quote from: "amrita"
Mujhse humare rishtey ka khitaab mangta tha
chahaton ka apni hisaab mangta tha..??
meri zindagi se dur jaa kar bhi
woh apne sawaalon ka jawaab mangta tha..



Sawaloon ka Aapne Jawab mangta tha,

        Magar pyar ka hisab nahi chaha |

Kya woh mujhse pyar karti hai ?
Kya woh sirf mujh par marti hai?
Use kahin koi gham to nahi ?
Kahin us ki ankhen nam to nahi?
Itni kyon pareshan si rahti hai ?
Kya uski pareshani ka sabab hum to nahi?

Kitne hi Sawal hain aise jinka koi bhi jawab nahi |

Haan! Magar ik Baat hai bilkul pakki,

ki mere pyar ka koi HISAAB nahi ||


Meri Koshish Kisi Lagi, Jaroor Batana




bahut hi achi toooooooooooooo goood
Logged
amrita
Guest
«Reply #4 on: June 13, 2005, 06:22:40 AM »
Reply with quote
apne pyaar ka karz mangta tha
kabse bitaungi uske saath zindagi, tareekh mangta tha
majbooriya thi kuch..judaai mein de aayi
kiwaaar par khade rehkar meri ek jhalak mangta tha
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #5 on: June 13, 2005, 06:27:25 AM »
Reply with quote
WoW, aap dono na kya mast likha hai.....very nice and "amrita ji" welcome
Logged
kumaravasthi
Guest
«Reply #6 on: June 14, 2005, 03:29:06 PM »
Reply with quote
Thanks Amrita Ji, Isha Ji

I am still new in  this area. Just need some encauragement.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 15, 2005, 08:22:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Mujhse humare rishtey ka khitaab mangta tha
chahaton ka apni hisaab mangta tha..??
meri zindagi se dur jaa kar bhi
woh apne sawaalon ka jawaab mangta tha..


Tere swaloon ak jwab de na ske ga koi
tere bin zinda reh an ske ga  koi
tum tu bandgi ban gi ho us k liye
is dil mein aab abs nahin ske ga koi
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #8 on: June 15, 2005, 08:25:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
apne pyaar ka karz mangta tha
kabse bitaungi uske saath zindagi, tareekh mangta tha
majbooriya thi kuch..judaai mein de aayi
kiwaaar par khade rehkar meri ek jhalak mangta tha



Tera deewana tum s imtehan mangta tha
teri chahat ka byaan mangta tha
tu choor ayi hai use tnha
jo etri khsuhi ki dua mangta tha
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: June 15, 2005, 09:10:48 AM »
Reply with quote
wah............amrita..............kumaravasthi
...........naveed...................nice  work......
Logged
nishita
Guest
«Reply #10 on: June 15, 2005, 12:59:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Mujhse humare rishtey ka khitaab mangta tha
chahaton ka apni hisaab mangta tha..??
meri zindagi se dur jaa kar bhi
woh apne sawaalon ka jawaab mangta tha..


good one amrita
Logged
thycreator
Guest
«Reply #11 on: June 15, 2005, 01:45:11 PM »
Reply with quote
Good work Amrita.............very nice...

Aaj hum bhi baithe karne apne pyar ka hisaab doston,
Kya kya khoya kab kyu khoya yahi jawab doston,
Dekha toh kuch bhi sochne ke layak hi nahi bacha,
Paya toh kuch bhi nahi jo khoya wo lajawab doston,
Jane sheher ki kis kone mein pada hoga mera toota dil,
Uss bewafa ne tode mere kai anmol khwab doston...
Logged
amrita
Guest
«Reply #12 on: June 15, 2005, 06:21:46 PM »
Reply with quote
jo baithkar apni chahaton ka hisaab kartey hain
kya woh sacha pyaar kartein hain...??
 humari chahaton ko byaan karne ko kehte hain
kya nahi jaantey hum kitna pyaar kartein hain..??
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #13 on: June 15, 2005, 06:24:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
jo baithkar apni chahaton ka hisaab kartey hain
kya woh sacha pyaar kartein hain...??
 humari chahaton ko byaan karne ko kehte hain
kya nahi jaantey hum kitna pyaar kartein hain..??
pyarr woh bhi tum s jo kr betha hai
zindgi ko woh tere naam kr betha hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #14 on: June 17, 2005, 02:18:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
jo baithkar apni chahaton ka hisaab kartey hain
kya woh sacha pyaar kartein hain...??
 humari chahaton ko byaan karne ko kehte hain
kya nahi jaantey hum kitna pyaar kartein hain..??


Sach kaha apne Amrita ji....

Ye sach hai ki nahi hota muhabbat mein hisaab doston,
Phir bhi ye dil mangta hai kai saare jawab doston,
Ek taraf hum hai jisne ishq mein sab kuch lota diya,
Ek taraf wo hai jisne toda hai ye dil behisaab doston...
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 06:01:36 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer