In Memory of My Late Father..

by Muheet on August 09, 2009, 02:05:39 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3217 times)
Muheet
Guest
Reply with quote
Aap Yaad Aaye To Kuch Bhi Na Rahaa Yaad Mujhe
Hosh Apna Na Khayaal-e-Dil-e-Naashaad Mujhe
Kyaa Gaye Aap Bahaarei'n Huwi'n Rukhsat Goya
Phool Ab Khaar To Gulshan Lage Barbaad Mujhe
Aap Se Zeest Thhi Unwaan-e-Sukoon O Raahat
Jo Gaye Aap To Har Saans Hai Faryaad Mujhe
Ilm-e-Dee'n, Ilm-e-Jahaa'n, Ilm-e-Adab, Ilm-e-Sukhan
Aap Ne Bakhsha Hai Har Ilm-e-Khudaadaad Mujhe
Phool Ek Aur Khila Gulshan-e-Siddiq Mei'n Aaj
Ab Ye Jannat Lage Kuchh Aur Bhi Aabaad Mujhe
Jaa Milu'n Jannat-e-Firdaus Mein Mukhtar Un Se
Tu Agar Qaid-e-Jahaan Kar Sake Azaad Mujhe..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
*The Memory Remains* (NM) by Roja in General Stories « 1 2  All »
A memory is golden, by smartboy121 in SMS , mobile & JOKES
DAHASHATGARD!!!! In Memory of 26/11 mumbai attacks...Premdeep by premdeep in Shayri-E-Dard
In The Memory Of.!!-------------Sagar by Advo.RavinderaRavi in Ghazals
memory of heart by Amit Singh Suryavanshi in Share:Love Poetry
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: August 09, 2009, 02:23:11 PM »
Reply with quote
Very Very Good Creation Muheet ji.

Welcome to Yoindia..

God Bless U!
Logged
shayara
Guest
«Reply #2 on: August 09, 2009, 02:23:26 PM »
Reply with quote
Khuda aap ke waalid ko jannat-ul-firdaus main jagah de.
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: August 09, 2009, 03:15:44 PM »
Reply with quote
Aap Yaad Aaye To Kuch Bhi Na Rahaa Yaad Mujhe
Hosh Apna Na Khayaal-e-Dil-e-Naashaad Mujhe
Kyaa Gaye Aap Bahaarei'n Huwi'n Rukhsat Goya
Phool Ab Khaar To Gulshan Lage Barbaad Mujhe
Aap Se Zeest Thhi Unwaan-e-Sukoon O Raahat
Jo Gaye Aap To Har Saans Hai Faryaad Mujhe
Ilm-e-Dee'n, Ilm-e-Jahaa'n, Ilm-e-Adab, Ilm-e-Sukhan
Aap Ne Bakhsha Hai Har Ilm-e-Khudaadaad Mujhe
Phool Ek Aur Khila Gulshan-e-Siddiq Mei'n Aaj
Ab Ye Jannat Lage Kuchh Aur Bhi Aabaad Mujhe
Jaa Milu'n Jannat-e-Firdaus Mein Mukhtar Un Se
Tu Agar Qaid-e-Jahaan Kar Sake Azaad Mujhe..

Nice dedication. Yo India mein aapka swagat hai Muheet ji. 

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: August 09, 2009, 03:41:52 PM »
Reply with quote
Aap Yaad Aaye To Kuch Bhi Na Rahaa Yaad Mujhe
Hosh Apna Na Khayaal-e-Dil-e-Naashaad Mujhe
Kyaa Gaye Aap Bahaarei'n Huwi'n Rukhsat Goya
Phool Ab Khaar To Gulshan Lage Barbaad Mujhe
Aap Se Zeest Thhi Unwaan-e-Sukoon O Raahat
Jo Gaye Aap To Har Saans Hai Faryaad Mujhe
Ilm-e-Dee'n, Ilm-e-Jahaa'n, Ilm-e-Adab, Ilm-e-Sukhan
Aap Ne Bakhsha Hai Har Ilm-e-Khudaadaad Mujhe
Phool Ek Aur Khila Gulshan-e-Siddiq Mei'n Aaj
Ab Ye Jannat Lage Kuchh Aur Bhi Aabaad Mujhe
Jaa Milu'n Jannat-e-Firdaus Mein Mukhtar Un Se
Tu Agar Qaid-e-Jahaan Kar Sake Azaad Mujhe..

great dedication muheet ji....

Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: August 10, 2009, 06:20:49 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Muheet ji,wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause
excellent
Logged
saaz_haldwanvi
Guest
«Reply #6 on: August 10, 2009, 01:55:39 PM »
Reply with quote
nice sharing muheed, welcome to yo
Logged
Muheet
Guest
«Reply #7 on: August 11, 2009, 07:44:24 AM »
Reply with quote
Bahot bahto shukriya, ye mere jazbaat hain jo khud bakhud alfaaz ki shakal mein dhal gaye. He was laid to rest in an area called Siddiq Gulshan, I hv quoted the same in my sher.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 01:03:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer