Lautoge Kab........( Ghayel )

by Sajid_Ghayel on May 04, 2010, 09:07:16 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1847 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: June 01, 2010, 08:45:46 AM »
Reply with quote
WAH WAH WAH ... SAJID JI.. WAH WAH VERY VERY NICE ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Banke Ghayel hamesha.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Ghayel na yaha hota........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Ghayel ne dillagi karli.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Ek Kahani Ghayel ki zubani........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mujhe ghayel karne wala.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: June 15, 2010, 07:20:39 PM »
Reply with quote
Mashallah Mashallah,.

Aapne Ek Aaina Rakh Diya Is Geet Ke Taur Pe,.

Mashallah Bohat Achchi Tarah Se Aapne Baat ko Samjhaayiye,.

Is Geet Ko Pardhke, Mujhe Pankaj Udaas Ji Ki Wo Ghazal Yaad Aa Gayi, Chitti Aayi Hai Watan Se Chitti Aayi Hai,.
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #17 on: June 16, 2010, 02:10:13 PM »
Reply with quote
apne gaon ki judai ka bahut umda khayal diya hai aapne...
ashk le aaye jo aankho me wo alfaz diya hai aapne..
aapki jitni tareef ki jaye kam hai sajid sahab.,
duriyo ke jazbato ko ish andaz me pesh kiya hai aapne..,


bahut khoob... hello2 icon_salut

Badi meharbani mere bhai..........yuhi sath banaye rakhna.
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #18 on: August 09, 2010, 06:25:07 AM »
Reply with quote
Wah kya baat hai           Sajid_Ghayel ji........


Lautoge kab- puchhte hai sab..

raha dekhti hai tere abbu ki thaki aankhen
har aahat pe teri ammi bhahar jaanke
fiki par gayi hai tere munne ki muskan
be-sabar hoti jaa rahi hai tere liye teri jaan
veeran sa hogaya hai tere bin ye ghar
do waqt ki roti bangaya hai iski jhad
shyad door se bejhi hui do waqt ki roti
bin tere saath khaye mazaa nahi deti  
issey baheter toh yahan teri kamayi hui ik waqt ki roti thi
tere saath baithkar sabko khaane ka aanand toh deti thi
ke aaja.... "Lautoge kab"-puchhte hai sab..
 



Wah wah CARA jee jawab nahi aapki hazir jawabi ka.......yuhi sath banaye rakhna.
Logged
Sajid_Ghayel
Guest
«Reply #19 on: September 01, 2010, 02:08:54 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Aur Bahut Khoob Sajid Bhai..

Bahut Hi khoobsurat Ehsaaso Ko Aapne Kalam-Band kiya hai iss Nazm Mein..

Bahut Si baatein Zindagi Ki Haqeeqat Ko Bayaan karti hai..Aise Na Jaane Kitne Log honge is duniya mein jo apne Ghar,APne watan se Koso Door rehkar Do Roti kamaane mein apni Zindagi beeta dete hai..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Badi meharbani mere bhai, waise aap se behtar is andaaz me to nahi likh sakta isiliye aapki daad bohat mayne rakhti hai mere liye.....yuhi sath banaye rakhna koi khata ho jaye kabhi to maaf kar dena.
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #20 on: September 01, 2010, 02:18:49 PM »
Reply with quote
ghayal ji......dil me teer sa chalati apki  ye nazm bht hi khubsurat ban padi hai...
har ehsaas na jane kitne dilon ko apne ghar ki kami mehsus kara gaya hoga.....
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #21 on: September 01, 2010, 02:20:09 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai           Sajid_Ghayel ji........


Lautoge kab- puchhte hai sab..

raha dekhti hai tere abbu ki thaki aankhen
har aahat pe teri ammi bhahar jaanke
fiki par gayi hai tere munne ki muskan
be-sabar hoti jaa rahi hai tere liye teri jaan
veeran sa hogaya hai tere bin ye ghar
do waqt ki roti bangaya hai iski jhad
shyad door se bejhi hui do waqt ki roti
bin tere saath khaye mazaa nahi deti 
issey baheter toh yahan teri kamayi hui ik waqt ki roti thi
tere saath baithkar sabko khaane ka aanand toh deti thi
ke aaja.... "Lautoge kab"-puchhte hai sab..
 



cara ji aapke replyme bhi wahi dar ki jhalak mili...har baat dil se nikli hai...bht khubb ji bht khubbb
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #22 on: September 01, 2010, 03:37:28 PM »
Reply with quote
Bahut sunder varnan kiya hai aapne apne vatan ka...bahut he maarmic.....dil ko kachot-ta huaa.....kahin aasha tou kahin majboori........achha hai ji... Applause Applause Applause Applause Applause



Dosto rozi roti ki talash me salo se dar badar bhatak raha hu laghbhagh aadhi duniya to ghoom hi chuka hu........par fir bhi apne ghar jaisa apni mitti jaisi baat kahi nahi..........aur kuch to badbaseeb aise bhi hai jinse apni mitti ka sath hamesha hamesha ke liye chuut gaya.........bas inhi jazbato ke sath ek geet likha hai...........waise to mujhe geet likhne ki itni samjah nahi chend haqeeqato ko lafzo me pirone ki koshish ki hai........apni mitti apna gaav unse jo pardesi ho gaye unse kya kehta hai aap sab ki nazar hai.....



Kach_che makano ki tooti khid_kiyaa.N
Kach_che raasto ki veeraniyaa.N
Poochti hai humse lautoge kab
Gaav se purkho ki nishaniyaa.N

Yeh zamee.N kya zamee.N ab tumhari nahi
Zindagi gaav ki kya tumko pyaari nahi
Mere damen q bhar gaye mehroomiyaa.N
Poochti hai humse lautoge kab
Gaav se purkho ki nishaniyaa.N

Maa bankar nadiyo me nehlaya tujhe
Chaav me peepal ki sualaya tujhe
Geet lori sa chidiyo ne sunaya tujhe
Kya wajah gaav phir bhi na bhaya tujhe
Mujhse behtar hai shehro me kya khoobiyaa.N
Poochti hai humse lautoge kab
Gaav se purkho ki nishaniyaa.N

Bhooli tujhko nahi kya mujhko bhoola hai tu
Bichad kar apni mitti se kitna akayla hai tu
Aa abhi laut aa mai bhi MAA hu teri
Tu saga hai mera na sautela koi
Gaav tera le raha aakhri hichkiyaa.N
Poochti hai humse lautoge kab
Gaav se purkho ki nishaniyaa.N

Sajid Ghayel
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 08:14:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer