Main

by qayda on April 19, 2006, 08:30:36 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1194 times)
qayda
Guest
Reply with quote
Main nahi khud ke liye, Hoon main zamane ke liye,
Khud ko zakhm de dekar, auron ko hasane ke liye.

Humne kya kya na kiya, tere chale jaane ke bad,
Tujhe hi yad kiya maine, tujhko bhoolane ke liye.

Ye fiza, ye andhera, ye veerana sa safar,
Hum to nikle the, Kahin aur jane ke liye.

Aaeena dekh kar, hairna sa ho jata hoon,
Khud ko hi bhool gaya, tujhe pane ke liye.

Youn dushmano se hans-hans ke kyon milti ho,
Teri berukhi hi bahoot hai, Dil ko jalane ke liye.

Ye jo chalakta hai aankhon se, ise pani na kaho,
Ye to moti hai, mere pyar ko sajane ke liye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
(Kyun Main na sahe kaha na) shairi ka bara main plz. read by muneeb in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Main nashay main hoon by Syed Imran in Ghazals
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Main uda, Main chala by mahip in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Hindi main haziri ...Kis kis ke samajh main aayi hindi ? by Talat in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 3  All »
vikas2210
Guest
«Reply #1 on: April 19, 2006, 08:39:17 AM »
Reply with quote
very good Qayda.  very nice.

Main na b hi rahun is jahan mai
gila na karana tum kisi se
kar ke jaata hun wada tumse
tumhara na hua to
kisi ka na hounga
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #2 on: April 19, 2006, 11:03:30 AM »
Reply with quote
Superb Qayda...!!
Vikas ur's is nice aswell!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 19, 2006, 01:31:35 PM »
Reply with quote
waah Qayda Bahoot Khoob Likha hai tumne,..


Main Rahoonga Tumhara Marte Dum Tak,..
Mujhse Tum Dil Jalaane Ki Baat Na Karna,..

Seh Raha Hoon Main Bhi Yahan Par Lakhon Gham,..
Mujhse Tum Muskuraane Ki Baat Na Karna,..

Ye Bhi To Ek Mukhaam Hai Mohabbat Mein Judai ka,..
Mujhse Tum Tardpaane Ki Baat Na Karna,..

Sitam Hum Bhi Seh Rahe Hain Yahan Par aapke,..
Mujhse Tum Dikhaane Ki Baat Na Karna,..

Tujhse Door Rehkar Hum Bhi Pal Pal Marte Hain,..
Mujhse Tum Nazrein Choorane Ki Baat Na Karna,..

Ashiq Hoon Main Tera Is Baat Par Mujhe Khushi Hai,..
Mujhse Tum Bichardne Ki Baat Na Karna,..

______________-Azeem-____________
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #4 on: April 20, 2006, 04:28:14 AM »
Reply with quote
Thanks Sweety and Superb Jaanasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 20, 2006, 07:08:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Vikaaas Bhai,..

Sehkar Judai Ke Gham Ab Himmat Na Rahi Jeene Mein,..
Unki Wafa Ka Sila Dekh Mohabbat Na rahi Seene Mein,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #6 on: April 21, 2006, 04:25:31 AM »
Reply with quote
u ARE WELOCME jAANASHEEN jI

great one again dear.

wafa wo karte humse
aisi ummeed bhi na thi
itni jaldi khatam ho jayenge
milna ke din iski ummeed bhi na thi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: April 21, 2006, 07:42:15 AM »
Reply with quote
Shukriya Bhai,..

Umeed Ho Dil Mein Milne Ki To Marne Ke Baad Bhi Milte Hain,..
Pehle Kaante Ugte Hain Paide Pe aur Phir Phool Khilte Hain,..
Logged
sweety pie
Guest
«Reply #8 on: April 21, 2006, 07:02:21 PM »
Reply with quote
Azeem....Mindblowing!!!I love it
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 22, 2006, 07:47:17 AM »
Reply with quote
Shukriya Fathima,..

Dil To Ab Is Kadar Tanha Hua Hai Jaise,..
Koi Duniya Mein Akela Ho,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2006, 04:00:44 AM »
Reply with quote
Good one JS very nice
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: April 24, 2006, 06:01:23 AM »
Reply with quote
Good job all
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #12 on: April 24, 2006, 08:52:55 AM »
Reply with quote
Shukriat Sweety and JS bhai.

Pooja ji kuch aap bhi lkhti to accha lagta.......


tanhai mai jab teri yaad aati hai
lagta hai koi saath hai
honto pe muskan aur
aakho mai ask chale aate hai.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 24, 2006, 11:52:36 AM »
Reply with quote
Shukriya Vikaas Bhai And pooja Ji,..

Yaadein To Teri Aati Hain Mujhe Tanhaaion Mein Aksar,..
Kyun Ki Jab Main Tanha Tha To Tune Hi kabhi sahara Diya Tha Mujhe...
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #14 on: April 24, 2006, 12:54:46 PM »
Reply with quote
good JS

sahar tera main kabhi ba sakhun
soncha karta tha mai aksar
do boon aansu ka aaye aankhon main meri
khud sahara talaash karne laga.....
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 05:32:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 2.061 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer