Sakoon

by FARE on October 29, 2013, 12:31:52 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1218 times)
FARE
Guest
Reply with quote
Mujhe Sakoon Chahye Kash Ky Mujhe Milla Hota

Be_Sakon Na Rehti Es Tarha Kash Ky Wo Khuda Mera Bhi Hota

FARE
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dil se mitaa bhi na sakoon by Pooja in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3 4 5 »
Sakoon... by Naya_Daur in Miscellaneous Shayri
yeh sakoon hi bahut hai !!!! by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dil Ko Sakoon Milta Hi Nahi by ishhh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kaise Sakoon Paoon......... by ANAAM in Share: Poetry of Pain
Saman Firdaus
Guest
«Reply #1 on: October 29, 2013, 12:35:58 AM »
Reply with quote
Nicee lines....
Logged
FARE
Guest
«Reply #2 on: October 29, 2013, 12:43:08 AM »
Reply with quote
bhut shukriya ji ..
Logged
ambalika sharma
Guest
«Reply #3 on: October 29, 2013, 01:27:17 AM »
Reply with quote
 icon_flower bahut khoob  icon_flower
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
FARE
Guest
«Reply #4 on: October 29, 2013, 01:31:09 AM »
Reply with quote
bhut shukriya api ji ..
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #5 on: October 29, 2013, 01:40:06 AM »
Reply with quote
Sister Khuda To Sabka Hai.Aur Wo 70 Maao.n Se Bhi Zyada Muhabbat Karne Wala Aur Reham Karne Waala Hai. Bas Insan
Hi Hai Jo Na Shukri Aur Bad Aamal Se Chain o Sukoon Aur Neamatein Kho Deta Hai. Behna Aisi Baaten Nahi Karni Chahiye Jo Iman Se Hi Kharij Karde. Khair Bura Laga Ho To Maufi

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
FARE
Guest
«Reply #6 on: October 29, 2013, 01:46:19 AM »
Reply with quote
Sister Khuda To Sabka Hai.Aur Wo 70 Maao.n Se Bhi Zyada Muhabbat Karne Wala Aur Reham Karne Waala Hai. Bas Insan
Hi Hai Jo Na Shukri Aur Bad Aamal Se Chain o Sukoon Aur Neamatein Kho Deta Hai. Behna Aisi Baaten Nahi Karni Chahiye Jo Iman Se Hi Kharij Karde. Khair Bura Laga Ho To Maufi

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab

veer ji mana khuda sab ka hota hai pr mere kahe ka ye matlab nhi tha....ky ma iman sy kharij wallie baat krro
mujhe bura nhi laga veer ji ....ap sahi hai apni jaghy veer ji

bhut shukriya ..
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #7 on: October 29, 2013, 01:57:58 AM »
Reply with quote
Bahut Shukaria Behna Ki Aapne Meri Baat Pe Gussa Hone Ki Bajaay Is Qadar Muhabbat Aur Samajhdaari Se Jawaab Diya
Isse Aapki Saaf Dili Aapke Akhlaq Ka Pata Chalta Hai Good
Aapka To Pata Nahi Kya Irada Tha Par Mujhe To Yahi Matlab
Samajh Mein Aaya Khair

HAZRAT ALI (R.A)
.
Apne khayalon ki hifazat karo
Kyunki wo tumhare alfaz bante hain.
Apne alfaz ki hifazat karo
kyunki wo tumhare amaal bante hain.
Apne aamal ki hifazat karo
kyunki wo tumhara qirdar bante hain.
Apne kirdar ki hifazat karo
Kyunki wo tumhari pehchan bante hain..

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
FARE
Guest
«Reply #8 on: October 29, 2013, 02:05:13 AM »

shukriya ki koie baat nhi veer ji ... ager koie humme samjhata hai tu zaroor hummaraie bhalie ky liye hi samjhta hai....

insaan apne har amal ki hiffazat tu kr ly ga veer ji
faqat insaan ki dil sy mangi dua khuda kyu puri nhi krta veer ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #9 on: October 29, 2013, 02:18:18 AM »
Reply with quote
shukriya ki koie baat nhi veer ji ... ager koie humme samjhata hai tu zaroor hummaraie bhalie ky liye hi samjhta hai....

insaan apne har amal ki hiffazat tu kr ly ga veer ji
faqat insaan ki dil sy mangi dua khuda kyu puri nhi krta veer ji

Behna Khuda Se Behtar Koi Bhi Insan Ko nahi Samajh Sakta
Kyon Ki Ussi Ne To Banaaya Hai. Aur Rahi Baat Dua Ki To Aap Hadees Parhoge To Pata Chalega Ki Koi Bhi Aisi Dua Nahi Jisse
ALLAH Sunta Na Ho Aur Kabul Na Karta Ho.Jo Dua Maangne Wale Ke Liye Behtar Ho Wohi Karta Hai.Yan To Jo Maangta Hai De Deta Hai Ya Koi Badi Aafat Taal Deta Hai Ya Aamal Me Jama Kar Deta Hai Jo Behtareen Hokar Marne Ke Baad Milega

Haan Kisi Ke Liye Buri Dua Na Ki Jaaye
Logged
nashwani
Guest
«Reply #10 on: October 29, 2013, 02:21:43 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut khoob lines hain..happy9
Logged
FARE
Guest
«Reply #11 on: October 29, 2013, 02:25:04 AM »
Reply with quote
Behna Khuda Se Behtar Koi Bhi Insan Ko nahi Samajh Sakta
Kyon Ki Ussi Ne To Banaaya Hai. Aur Rahi Baat Dua Ki To Aap Hadees Parhoge To Pata Chalega Ki Koi Bhi Aisi Dua Nahi Jisse
ALLAH Sunta Na Ho Aur Kabul Na Karta Ho.Jo Dua Maangne Wale Ke Liye Behtar Ho Wohi Karta Hai.Yan To Jo Maangta Hai De Deta Hai Ya Koi Badi Aafat Taal Deta Hai Ya Aamal Me Jama Kar Deta Hai Jo Behtareen Hokar Marne Ke Baad Milega

Haan Kisi Ke Liye Buri Dua Na Ki Jaaye

veer ji ap apni jagy ab bhi thik hai ....
pr veer ji insaan khuda har wo kaam krta jo khuda ny farmaya jis may us ki raza shamil hai pr insaan khuda sy kuch manta hai tu ager dena nhi hota khuda ny ya azmana hota hai tu insaan ki life ko hi kyu ....

challe ap theek kaha rahe veer ji khair shukriya veer ji
Logged
FARE
Guest
«Reply #12 on: October 29, 2013, 02:27:03 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

bahut khoob lines hain..happy9

bhut shukriya ji ...
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006

View Profile
«Reply #13 on: October 29, 2013, 02:29:59 AM »
Reply with quote
veer ji ap apni jagy ab bhi thik hai ....
pr veer ji insaan khuda har wo kaam krta jo khuda ny farmaya jis may us ki raza shamil hai pr insaan khuda sy kuch manta hai tu ager dena nhi hota khuda ny ya azmana hota hai tu insaan ki life ko hi kyu ....

challe ap theek kaha rahe veer ji khair shukriya veer ji

Behna Iska Rep Main Aapko Insha ALLAH Zarur Dunga
Par Yahaan Nahi PM Me Par Kal Abhi Sone Ka Time Ho
Gaya. ALLAH Hafiz

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
FARE
Guest
«Reply #14 on: October 29, 2013, 02:32:52 AM »
Reply with quote
Behna Iska Rep Main Aapko Insha ALLAH Zarur Dunga
Par Yahaan Nahi PM Me Par Kal Abhi Sone Ka Time Ho
Gaya. ALLAH Hafiz

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab

accha veer ji jasa ap kahe
apna khayal rakhye ga or allah negebaan veer ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 08:09:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer