Tanha hai is qadar....

by Saba_Saba on August 31, 2006, 05:16:16 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 9741 times)
FAREE
Guest
«Reply #45 on: November 30, 2006, 10:54:57 PM »
Reply with quote
khoti rahungi har waqt teri yaado ke saaye mai,
ghir ghir ke teri yaad phir stati rahegi.................


kahi iss intjaar mai gar guzar jaye zindagi,
tere liye har baar janam pati rahungi...................


iss janam mai bhi tumhi ko chaha hai,
har janam mai tumhi ko 'dil say' chahti rahoongi..............



NM
Logged
FAREE
Guest
«Reply #46 on: December 04, 2006, 02:18:16 PM »
Reply with quote
Wo milna humara un dino har nazar se chup-chup ke,
Intezaar un shabnami raaton ka seher se chup-chup ke…

Dariya-e-ashq taqdeer hai,mere dil me teri tasveer hai,
Samandar me ashq milanaa saagar se chup-chup ke…

Jo dikhe uski ek jhalak,to sahil ban jati ahi meri palak,
Sahil ka wo ashq bahaana har leher se chup-chup ke…

Tu dard ka ek ehsash hai,mere dil ki adhoori pyas hai,
Dil me tujhe basaaya hai,dil-e-muztar* se chup-chup ke…

Tu nahi kismat me meri,par tu to hai ibadat me meri,
Teri chaahat karta hoon,muquaddar se chup-chup ke…

Yaadon ka chalta karwaa.N,hai is “Saba” ka aashiyaa.N,
Firta hoon teri galiyon me bashar* se chup-chup ke…
Logged
FAREE
Guest
«Reply #47 on: December 08, 2006, 10:11:50 PM »
Reply with quote
Wo Hume Na Samjh Sake
Na Hum Unhe Samjh Sake
Dono Hi Ek Dusare Ko Samjhane Ki Jid Par Ade Rahe
Kareeb Itne The Ki
Juda Hone Par Bhi Juda Na The
Magar Ab Itane Kareeb Hai
Ki Meelo.n Ke Fasle Ho Gaye
Parchhaiya.n Ab Bhi Sath Hai
Magar Na Ab Hato.n Me Hath Hai
Najare.n Ab Bhi Milati Hai
Magar Ek Talash Shuru Ho Gai Hai
Lab To Ab Bhi Khamosh Hai
Magar Kai Ankahe Swal Ab Bhi Hai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #48 on: December 08, 2006, 10:12:15 PM »
Reply with quote
Wo Hume Na Samjh Sake
Na Hum Unhe Samjh Sake
Dono Hi Ek Dusare Ko Samjhane Ki Jid Par Ade Rahe
Kareeb Itne The Ki
Juda Hone Par Bhi Juda Na The
Magar Ab Itane Kareeb Hai
Ki Meelo.n Ke Fasle Ho Gaye
Parchhaiya.n Ab Bhi Sath Hai
Magar Na Ab Hato.n Me Hath Hai
Najare.n Ab Bhi Milati Hai
Magar Ek Talash Shuru Ho Gai Hai
Lab To Ab Bhi Khamosh Hai
Magar Kai Ankahe Swal Ab Bhi Hai
Logged
FAREE
Guest
«Reply #49 on: December 10, 2006, 04:42:53 AM »
Reply with quote
aaj humane apne ashqo.n ko syahi bana apna dard likha diya
aaj fir logo.n ne humare ishq ko fajul kah diya

jo gujara tha wo yad kar liya
humare dard chhipa muskurane ki aadat ko dillagi kah diya
aaj fir..............................

dard banta unka to wo har pal sath rahe
aur jab hume dard hua to hume dhokebaj kah diya
aaj fir .................................

jab wo tanha chale the safar me,to hum karwa.n ban gaye
aur jab hum tanha rahe to ise mukaddar ka khel kah diya
aaj fir......................................

bas hum palko.n me nami liye muskura sakte hai
ja E-wafa humane tujhe aaj apane khyalo.n se bhi aajad kar diya.
aaj fir..................................
Logged
FAREE
Guest
«Reply #50 on: December 10, 2006, 04:43:37 AM »
Reply with quote
aaj humane apne ashqo.n ko syahi bana apna dard likha diya
aaj fir logo.n ne humare ishq ko fajul kah diya

jo gujara tha wo yad kar liya
humare dard chhipa muskurane ki aadat ko dillagi kah diya
aaj fir..............................

dard banta unka to wo har pal sath rahe
aur jab hume dard hua to hume dhokebaj kah diya
aaj fir .................................

jab wo tanha chale the safar me,to hum karwa.n ban gaye
aur jab hum tanha rahe to ise mukaddar ka khel kah diya
aaj fir......................................

bas hum palko.n me nami liye muskura sakte hai
ja E-wafa humane tujhe aaj apane khyalo.n se bhi aajad kar diya.
aaj fir..................................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: December 11, 2006, 03:47:58 PM »
Reply with quote
bahoot khoob faree bhai jaa,..
Logged
FAREE
Guest
«Reply #52 on: December 11, 2006, 08:37:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
bahoot khoob faree bhai jaa,..
Thank You  Jansheen
Logged
FAREE
Guest
«Reply #53 on: December 12, 2006, 05:23:53 PM »
Reply with quote
kiya --kiya tha pyar kiya,
jeeye --jeeya tere bin jeeya,
siva --siva na chaha tere siva,
diya --diya kyun dil tod diya,
kaise --kaise bhulayenge tujhe kaise,
mila --mila gehra zakhm mila,
khushi --khushi rahe aanchal mein tere khushi,
khayal --khayal aata hai har pal tera khayal,
jalta --jalta hai ye jiya jalta,
na --na kar payenge ye pyar dubara,
khuda --khuda na kare bura karein khuda,
paaye --paaye wo jo chahe wo paaye,
inti --itni guzaarish hai khuda se itni,
chahtein--chahtein hain bas ab itna
Logged
FAREE
Guest
«Reply #54 on: December 14, 2006, 03:27:52 PM »
Reply with quote
MAI DHUNDHAT HU, SAPAN SAJANIYA
MOHI SANG, CHALAT HAI BARTIYA

DVAAR PAAL BAN KHADI HAI SAKHIYA
PUSP UDAT DEKHAT HAI ANKHIYA

PUSP HAAR SE SAGI HAI HAATHI
BAAJE BEND NAACHE HAI SAATHI

LOOK CHIP DENKHU MAI TAKDIR
WO KHINCHAT HAI MERI TASVIR

AAVAT HO GAYI POOJA DVAAR
PADNA THA AB GALE ME HAAR



NM
Logged
FAREE
Guest
«Reply #55 on: December 20, 2006, 01:41:36 AM »
Reply with quote
Mohabbat maqsad hai zindagi ka...
Mohabbat muqadar hai har kisi ka....
Mohabbat pakeezgi ka naam hai...
Mohabbat har khushi ka peghaam hai....
Mohabbat hai toh rehmat hai.....
Mohabbat hai toh chahat hai.....
Mohabbat mein har shaks magan hai....
Mohabbat bin chahe ho jati hai....
Mohabbat mein zindagi kho jaati hai.....
Mohabbat haar hai, Mohabbat jeet hai...
Mohabbat hi dil ka sacha meet hai....
Mohabbat phoollon ko huyi kanton se....
Mohabbat palkon ko huyi aankhon se....
Mohabbat chand ko huyi chandni se....
Mohabaat rooh ko huyi ragni se.....
Mohabbat subah ki pehli kiran hai....
Mohabbat hi meri manzil hai....
Mohabbat hi mera dil hai..!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: December 21, 2006, 12:28:25 PM »
Reply with quote
Nice One Again Bhai,..
Keep Writing,..
Pardhkar Aapki Shayari Mazaa Aaata hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: December 21, 2006, 12:31:22 PM »
Reply with quote
Ki Unhone Humse Bewafaa Jaane Kyun,..
Shayad Yahi Unke Iktiyaar Mein Tha,..
Marte Dum Tak Bhi Hum Unhe Bhoola Na sake,..
Shayad Yahi Hamara Pyaar tha...

_______________________-Jaanasheen-
Logged
FAREE
Guest
«Reply #58 on: December 21, 2006, 07:50:26 PM »
Reply with quote
har kadam pe intihaan leti hai Zindagi,
har waqt naye sadme deti hai Zindagi,
hum jindagi se shikwa kaise kare,
aap jaisa dost bhi to deti hai Zindagi..
Logged
Roja
Guest
«Reply #59 on: December 23, 2006, 02:39:50 AM »
Reply with quote
Jeene ki aarzoo nahi rahi aur log saasein lene ki baat karte hai
Sari khushiyan toh mit gayee aur log aashiana sajane ki baat karte hai

Itna dukh ka samandar hai ke koyee dil main kaise doob jaye
Bhuje huwe diye lekar koyee kaise roshni jalaye?

Tum nahi toh koyee hasrat nahi rahi
Zindagi jeene ki koyee kwayeesh nahi rahi

Zamane ki katir Humsafar hum doond bhi lein
Apni bebasi ka haqdaar hum kisii aur ko kaise dein?

Mai khush nahi hu
Yu hii ek jhooti hassi se khud ko behlathi hu

Mohabbat hoti sirf ek bar, ye mera yeqeen hai
Jis.se pyar karte hai unke saath guzar li toh khushkismat hokar jeete hai

Aur agar na mile toh khush fehmi main jeete hai..
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 03:17:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer