yaad

by salaam2all on December 21, 2004, 04:26:07 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6465 times)
salaam2all
Guest
«Reply #30 on: February 06, 2005, 02:21:16 PM »
Reply with quote
salaam.............

Zakhm deykay wo khud pay naaz kartey hain
Humey aazmaaney ki baat kartey hain
Terey dard ko lakey baithey hay iss qadar
Her ashq say inko aabaad kartey hain
Na samaghna ki ro rahey hay teri yaado may
Ye tou her dard ko terey SALAAM kartey hay
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Talat
Guest
«Reply #31 on: February 06, 2005, 02:33:45 PM »
Reply with quote
Wah!!! Nice!!
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #32 on: February 06, 2005, 03:54:32 PM »
Reply with quote
bhaut bahut shukriya talat jee.........salaam

Gardish may hain sitarey tera kasoor kya hay
Mera naseeb hay ye mera zawaal hay ye
Kyoun rokti hay duniya milney say dou dilo ko
Mera kasoor kya hay mera sawaal hay ye
Zakhmo ko merey marhum karney na aaye lekin
Chahat ko rokeney ka kaisa khayaal hay ye
Ab ho gaya hay dushman SALAAM ye zamana
Tera naseeb hay ye tera zawaal hay ye


zawaal = downfall
Logged
Talat
Guest
«Reply #33 on: February 06, 2005, 04:02:20 PM »
Reply with quote
Wah!!!!

Main kahan tek teri yadon ke taaqub main rahoon
Main jo gum hoon to mera pata le tu bhi
Maine ek umr ke khawabon ko tere naam kiya
Apne ehsaas ko kar mere hawale tu bhi!!!

(nm)
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #34 on: February 07, 2005, 05:06:06 PM »
Reply with quote
shukriya talat jee and nice collection.....salaam

  Mehfil hui hay phir jawaa kisi ko hosh hay kahan
  Haathon may sharaab hay charo taraf shabaab hay

  Qatil nazar behkey kadam behosh sa hay ye sama
   Bechain hay betaab hay ye aag behisaab hay

  SALAAM_e_jism ko detey hay darja ye mohabbat ka
  Bewafa  shabaab hay ye ishq behijaab hay
Logged
Talat
Guest
«Reply #35 on: February 08, 2005, 10:15:36 AM »
Reply with quote
Wah!!! Bohot achche!! Thanks happy9

dil ne tere pyar par majboor mujhe kar diya
is jahan ki har khushi se doo mujhe kar diya
jis qadar chaha tha dil ne paas tere aane ka
us qadar dunya ne tujh ko door mujh se kar diya!!!

(nm)
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #36 on: February 08, 2005, 02:22:16 PM »
Reply with quote
chaliye kisi nay tou majboor kiya talat jee......salaam

Majboor muhabbat may hay janey wo is qadar
Baithey hay kiski raah may unko khabar nahi
Dastak hui jo dil may nazar nay kiya SALAAM
Phir doondhta hay dil usay jo door hay kahi
Logged
Talat
Guest
«Reply #37 on: February 10, 2005, 04:59:53 PM »
Reply with quote
Waah!! Kya baat hai bohot khoob!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #38 on: February 11, 2005, 12:48:53 AM »
Reply with quote
jab tumko yaad krta hoon lgta hai tnha
jaise bin dulhe k braat ho tnha
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #39 on: February 13, 2005, 01:05:17 PM »
Reply with quote
shukriya talat jee......salaam

Kartey gaye hum shayari wah wah pe yu terey
Hoga kabhi tou ishq bhi wah wah kiye begair
Mehfil may aa gaye hain intezaar hay tera
Mushkil hui hay shayari jana terey begair
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: February 13, 2005, 03:57:44 PM »
Reply with quote
Nice Salaam!!

yaadon se teri dil kabhi khaali nahin rehta
aansuon se ye ankhain bheegi rehti hain
kitna haseen tohfa de gaya hai koi hume
belos mohabbaton ke jawaab main!!!!
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #41 on: February 26, 2005, 03:30:39 PM »
Reply with quote
belos muhabbat karkey roye
hum tughey yaad karkey roye
bharti hay chahat teri din_b_din  ye
terey ghum may roye sanam jab bhi roye

salaam...........
Logged
Princess21
Guest
«Reply #42 on: February 27, 2005, 06:43:11 AM »
Reply with quote
Wwoww NICee All...
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #43 on: February 27, 2005, 11:44:10 AM »
Reply with quote
shukriya princess jee....salaam
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #44 on: February 28, 2005, 03:42:47 AM »
Reply with quote
belos muhabbat karkey roye
KISI K PYAR MEIN KHO K ROYE
KAISI YEH NIMTEHAN KI GHRI THI
WOH PAS THATY PHIR BHI ROYE
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 19, 2024, 02:56:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.086 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer