yaad

by salaam2all on December 21, 2004, 04:26:07 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 6466 times)
salaam2all
Guest
«Reply #45 on: April 09, 2005, 04:55:30 PM »
Reply with quote


aaj phir say tera khayaal dil may aaya hay
in nigaho say ashq nay tumhey bulaya hay
tumhey dekhey guzar gai hay muddatein kitni
her ek boondh mein unka hisaab aaya hay
tanha phir say guzar raha hay aaj her lamha
in nighaho ko phir tera khayaal aaya hay
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Yaad Yaad yaad bas yaad reh jati hai by Cma in Songs & Lyrics « 1 2  All »
Aae na tere yaad kabhi yaad ki tarah by khalidrawat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
pandit
Guest
«Reply #46 on: April 09, 2005, 05:01:17 PM »
Reply with quote
wah salaam all......................
kya baat hai ji............................................... .............
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #47 on: May 12, 2005, 01:28:16 PM »
Reply with quote
shukriya pandit..................................salaam
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #48 on: May 12, 2005, 01:28:48 PM »
Reply with quote
guzartey nahi hay ye lamhein terey bin
nazar ka meri faasla kam na hoga
tarastein hay deedar ko jo tumharey
u dil ka merey hosla kam na hoga
ye kehna hay mushkil koi gam nahi hay
mera na sahi per tera gam to hoga
aaney ka terey yaqee hay humey k   
ye ashqo ka dariya kabhi kam to hoga
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #49 on: May 15, 2005, 04:33:43 PM »
Reply with quote
chaltey hain phir say sheyher ajnabi hay
ye galiya ye rastey ye ghar ajnabi hay
tarasti hain deedar ko jiskey nazrein
wo chehra wo aankhein wo pal ajnabi hay
hay anjaan saarey kyoun dil ye kahey phir
na wo ajnabi hay na hum ajnabi hay
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #50 on: May 16, 2005, 06:48:37 AM »
Reply with quote
wow.gud work salaam2all ji and talat,naveed.All r mindblowing.
Logged
Friend_4uall
Guest
«Reply #51 on: May 16, 2005, 06:54:21 AM »
Reply with quote
Quote from: "salaam2all"
chaltey hain phir say sheyher ajnabi hay
ye galiya ye rastey ye ghar ajnabi hay
tarasti hain deedar ko jiskey nazrein
wo chehra wo aankhein wo pal ajnabi hay
hay anjaan saarey kyoun dil ye kahey phir
na wo ajnabi hay na hum ajnabi hay


Wah Salaam bahut khoob @ Khoob.............!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
nishapoddar
Guest
«Reply #52 on: May 16, 2005, 07:04:19 AM »
Reply with quote
wow salaam bahut acha likhtey hain aap
Keep it up

  :D
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #53 on: May 16, 2005, 01:07:32 PM »
Reply with quote
shukriya nisha jee.. friend....... and nidhi jee.........salaam
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #54 on: May 16, 2005, 01:08:05 PM »
Reply with quote
terey deedaar k liye duaaein kartein hay
na jaaney kaun sa sawaal dil may baqi hay
nazar hay phir say meri aaj apni chaukhat per
khara hay der pay zamaana k jaan baaqi hay
k ho chali hay rooh jism say juda honein
teri nazar ka aakhri SALAAM baqi hay
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #55 on: May 17, 2005, 12:32:20 AM »
Reply with quote
Quote from: "salaam2all"
terey deedaar k liye duaaein kartein hay
na jaaney kaun sa sawaal dil may baqi hay
nazar hay phir say meri aaj apni chaukhat per
khara hay der pay zamaana k jaan baaqi hay
k ho chali hay rooh jism say juda honein
teri nazar ka aakhri SALAAM baqi hay
hmmmmmmmmmmmmmmmm


buhat khoob
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #56 on: May 17, 2005, 01:09:38 PM »
Reply with quote
shukriya fakharenaveed ..........................salaam
Logged
salaam2all
Guest
«Reply #57 on: May 17, 2005, 01:10:09 PM »
Reply with quote
shuru hota hay phir say ik tamasha iss muhabbat ka
jahan kasmey hay wadey hay judai aur tanhai
na jaaney kyoun tamanna hay jaha ko is tamashey ki
shuru hota hay dil say aur jaa(jaan) pay phir hay ban aai
guzarta hay junoo bankey dilo may ye zamaney k
kabhi deta hay dardey dil kabhi deta hay ruswaai
Logged
tajinder
Guest
«Reply #58 on: May 17, 2005, 01:16:44 PM »
Reply with quote
koi ummed bar nahi aati
koi surat nazar nahi aati,
maut ka ik din muayyan hai
nind kyun raat bhar nahi aati,
age aati thi haal-e-dil pe hasi
ab kisi baat par na hin aati,
hum wahan hain jhan se humko bhi
kuch humari khabar nahi aati,
marte hain aarzo mein marne ki
maut aati hai magar nahi aati.
Logged
tajinder
Guest
«Reply #59 on: May 17, 2005, 01:19:17 PM »
Reply with quote
tu na jaana mujhe teri yad bohat ayegi
yaad tere saath har baat ayegi,
shiqayat se se bhara tujhko paigaam bhejunga
hawaoon mein bhi likhi fariyad ayegi,
dikh jaye agar mujhko teri ankhon mein badal
ankhon se meri gum ki barsaat ayegi,
saalon tak nazar tikaye betha raha jigar
socha abhi nahi, der baad ayegi.................
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 19, 2024, 03:15:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[May 18, 2024, 12:47:34 PM]

[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer