Aaj vo nazar na aaye nazar ko..............

by SURESH SANGWAN on November 11, 2011, 03:58:01 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2301 times)
SURESH SANGWAN
Guest
Reply with quote

Nazar ko thi zustzu jiski.
Nazar mein thi tasveer jiski.
Nazar ko thi ummeed jiski.
Aaj vo nazar na aaye nazar ko.................

Kis mushkil ne unko gher liya.
Kis Rah ne unko rok liya.
Kis nazar ne lene ko shokhiyan.
Tham liya unke daaman ko.
Nazar na lage unki nazar ko.
Aaj vo nazar na aaye nazar ko.................

Bahut mushkil se behlaya dil ko.
Zara sa intezaar aur kar.
Dil ko bekaraar aur kar.
Aisi kuchh tarkeeb kar.
jo bha jaaye unki nazar ko.
Aaj wo nazar na aaye nazar ko....................


  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
viiraanaa thaa nazar me.n jahaa.N tak nazar ga_ii by qakhs in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Nazar Na Aaye by Pooja in Miscellaneous Shayri
AAP Nazar AAye by anupamsony in Shayri-E-Dard
Halaat pe zara tu,apni nazar karde..(nazar ghouri) by nazar ghouri in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
teri surat nazar aaye by saahill in Ghazals
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 14 hours and 9 minutes.
Posts: 18588
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #1 on: November 11, 2011, 04:20:00 PM »
Reply with quote
wah janab dher si daad
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #2 on: November 11, 2011, 04:25:33 PM »
Reply with quote
just beautiful,suresh sangwan ji.congrats.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: November 11, 2011, 04:26:13 PM »
Reply with quote
shukriya saahil ji.
wah janab dher si daad
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: November 11, 2011, 04:27:14 PM »
Reply with quote
siddiqui ji dher sara shukriya aapka hausala afzahi karte rahen, icon_flower icon_flower
just beautiful,suresh sangwan ji.congrats.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 11, 2011, 04:29:22 PM »
Reply with quote

Nazar ko thi zustzu jiski.
Nazar mein thi tasveer jiski.
Nazar ko thi ummeed jiski.
Aaj vo nazar na aaye nazar ko.................

Kis mushkil ne unko gher liya.
Kis Rah ne unko rok liya.
Kis nazar ne lene ko shokhiyan.
Tham liya unke daaman ko.
Nazar na lage unki nazar ko.
Aaj vo nazar na aaye nazar ko.................

Bahut mushkil se behlaya dil ko.
Zara sa intezaar aur kar.
Dil ko bekaraar aur kar.
Aisi kuchh tarkeeb kar.
jo bha jaaye unki nazar ko.
Aaj wo nazar na aaye nazar ko....................


 


Bahut bahut Khoob Sureshji

Sweet & Simple  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: November 11, 2011, 06:13:59 PM »
Reply with quote
Waah waah Suresh Jee kia kahne..

Bahut khoob ahsaas O khayaal bayaaN kiye hai janab.. Usual Smile
Dil ki baatoN ko behad khoob lafz diye hai aapne..

Humari dheroN daad O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye..
Khush O aabaad rahiye.. Aate rahiye. Usual Smile
Khuda Hafez.. Usual Smile   

Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: November 12, 2011, 02:17:29 AM »
Reply with quote
Suresh Sir
bahut umda khayaal baya.n kiye hai..
dil ko choo rahe hai..
dhero daad Sir
Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: November 12, 2011, 05:47:39 AM »
Reply with quote

Nazar ko thi zustzu jiski.
Nazar mein thi tasveer jiski.
Nazar ko thi ummeed jiski.
Aaj vo nazar na aaye nazar ko.................

Kis mushkil ne unko gher liya.
Kis Rah ne unko rok liya.
Kis nazar ne lene ko shokhiyan.
Tham liya unke daaman ko.
Nazar na lage unki nazar ko.
Aaj vo nazar na aaye nazar ko.................

Bahut mushkil se behlaya dil ko.
Zara sa intezaar aur kar.
Dil ko bekaraar aur kar.
Aisi kuchh tarkeeb kar.
jo bha jaaye unki nazar ko.
Aaj wo nazar na aaye nazar ko....................


 

acha khumaar hai janaab--
ehsaas khoob hai:)
 daad daad
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #9 on: November 14, 2011, 10:31:23 AM »
Reply with quote
thank you very much khwaishji.
aapko pasand aaya,aur aapne waqt diya.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Bahut bahut Khoob Sureshji

Sweet & Simple  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #10 on: November 14, 2011, 10:33:02 AM »
Reply with quote
Shukriya parwaz ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
aapke likhne ka style bhi bahut khoob hai.
bahut achhe se comment karte hain aap.
Waah waah Suresh Jee kia kahne..

Bahut khoob ahsaas O khayaal bayaaN kiye hai janab.. Usual Smile
Dil ki baatoN ko behad khoob lafz diye hai aapne..

Humari dheroN daad O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile

Likhate rahiye..
Khush O aabaad rahiye.. Aate rahiye. Usual Smile
Khuda Hafez.. Usual Smile   


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: November 14, 2011, 10:33:58 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya mkv ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower
Suresh Sir
bahut umda khayaal baya.n kiye hai..
dil ko choo rahe hai..
dhero daad Sir
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #12 on: November 14, 2011, 10:34:55 AM »
Reply with quote
bahut sara shukriya sarfira ji.
 icon_flower icon_flower icon_flower

acha khumaar hai janaab--
ehsaas khoob hai:)
 daad daad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 01:22:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer