DIL MUHABBAT KI RAJDHANI HAI

by waquif ansari on August 31, 2009, 10:00:02 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1344 times)
waquif ansari
Guest
Reply with quote

Ishq ki bas yahi kahaani hai
Dil ka aana hai jaan jani hai

Aao aur aake dil me bas jaao
Dil muhabbat ki rajdhani hai

Dard ki lazzatoN ka shar-ho-bayaaN
Kaise kah dooN ki be-ma-aani hai

Tashna lab hooN kuchh is tarah jaise
Ret par aik booNd paani hai

Dard-o-gham ko saja ke rakhta hooN
Mere Mehboob ki nishaani hai

Baaz auqaat aisa lagta hai
Pyasi nadiyaaN haiN pyasa paani hai

Ishq mujhko bhi ho gaya “Waquif”
Dard ki dil pe hukmaraani hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
muhabbat ko dekhana hai to muhabbat se dekhea by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
**ye jo muhabbat hai** by shaiz in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
muhabbat by qayda in Miscellaneous Shayri
Muhabbat by Aamir Ehsan in Ghazals
Muhabbat by bukhsh in Ghazals
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: August 31, 2009, 10:03:03 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Ansari ji,mindblowing creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
umraan
Guest
«Reply #2 on: August 31, 2009, 01:45:27 PM »
Reply with quote
SUBHAAN ALLAAH......KHUB PESHKASH HAI Applause Applause Applause
Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2009, 02:06:46 PM »
Reply with quote

Ishq ki bas yahi kahaani hai
Dil ka aana hai jaan jani hai

Aao aur aake dil me bas jaao
Dil muhabbat ki rajdhani hai

Dard ki lazzatoN ka shar-ho-bayaaN
Kaise kah dooN ki be-ma-aani hai

Tashna lab hooN kuchh is tarah jaise
Ret par aik booNd paani hai

Dard-o-gham ko saja ke rakhta hooN
Mere Mehboob ki nishaani hai

Baaz auqaat aisa lagta hai
Pyasi nadiyaaN haiN pyasa paani hai

Ishq mujhko bhi ho gaya “Waquif”
Dard ki dil pe hukmaraani hai



Wah wah bahut bahut khoob Waquif ji
Logged
aaina
Guest
«Reply #4 on: August 31, 2009, 08:37:33 PM »
Reply with quote

Ishq ki bas yahi kahaani hai
Dil ka aana hai jaan jani hai

Aao aur aake dil me bas jaao
Dil muhabbat ki rajdhani hai

Dard ki lazzatoN ka shar-ho-bayaaN
Kaise kah dooN ki be-ma-aani hai

Tashna lab hooN kuchh is tarah jaise
Ret par aik booNd paani hai

Dard-o-gham ko saja ke rakhta hooN
Mere Mehboob ki nishaani hai

Baaz auqaat aisa lagta hai
Pyasi nadiyaaN haiN pyasa paani hai

Ishq mujhko bhi ho gaya “Waquif”
Dard ki dil pe hukmaraani hai



khoob waquif sahab kya baat hai saare hi aashaar achay hain mujhay aapka ye sher bhut pasnd aaya daad hazir hai....

Tashna lab hooN kuchh is tarah jaise
Ret par aik booNd paani hai

keep writing......................
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #5 on: September 01, 2009, 10:47:55 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Ansari ji,mindblowing creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Aapki nawazish ka shukriya.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #6 on: September 01, 2009, 11:00:02 AM »
Reply with quote
aapki nawazish ka shukriya.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #7 on: September 01, 2009, 11:10:22 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut bahut khoob Waquif ji
Aapki himmat afzai ka shukriya.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #8 on: September 01, 2009, 11:11:52 AM »
Reply with quote
SUBHAAN ALLAAH......KHUB PESHKASH HAI Applause Applause Applause
Umraan sahab aapka bhi shukriya ada karna apna farz samajhta hooN.
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #9 on: September 01, 2009, 11:20:57 AM »
Reply with quote
Wah wah bahut bahut khoob Waquif ji
Roja Ji hum appke isi tarah nawazish ke talabgaar raheNge.
Logged
umraan
Guest
«Reply #10 on: September 02, 2009, 06:21:25 PM »
Reply with quote
Umraan sahab aapka bhi shukriya ada karna apna farz samajhta hooN.

MUAFI WAQUIF JI MAI SAHIBA HU SAHAB NHI...
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: September 03, 2009, 05:00:07 PM »
Reply with quote
Bohot umdah likha hai Waquif   Applause Applause Applause
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: September 03, 2009, 05:29:09 PM »
Reply with quote
ANSARI ji... bahut bahut bahut khoob likha aap ney

jasbir singh
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #13 on: September 04, 2009, 09:14:24 AM »
Reply with quote
ANSARI ji... bahut bahut bahut khoob likha aap ney

jasbir singh
jasbir singh ji aapki dad ke liye aapka shukriya
Logged
drpandey
Guest
«Reply #14 on: February 01, 2010, 07:51:41 PM »
Reply with quote

Ishq ki bas yahi kahaani hai
Dil ka aana hai jaan jani hai

Aao aur aake dil me bas jaao
Dil muhabbat ki rajdhani hai

Dard ki lazzatoN ka shar-ho-bayaaN
Kaise kah dooN ki be-ma-aani hai

Tashna lab hooN kuchh is tarah jaise
Ret par aik booNd paani hai

Dard-o-gham ko saja ke rakhta hooN
Mere Mehboob ki nishaani hai

Baaz auqaat aisa lagta hai
Pyasi nadiyaaN haiN pyasa paani hai

Ishq mujhko bhi ho gaya “Waquif”
Dard ki dil pe hukmaraani hai



Waah Ansari sahab "PYASI NADIYAAN HAIN PYASA PAANI HAI" kitna khoobsurat oxymoron ka isteymaal kiya hai.I am speechless now. icon_salut icon_salut icon_salut
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 11:47:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.186 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer