"hum se bhaga na karo"

by aaina on February 22, 2009, 09:58:13 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2791 times)
aaina
Guest
«Reply #15 on: February 24, 2009, 06:17:19 AM »
Reply with quote
wah good sharing Aslam ji

thnxxxxx roja ji.................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
~~"TUM MUSKURAYA KARO"~~ by k.shael in Shayri for Khumar -e- Ishq
"amal karo" by aaina in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
--"TUM KARO NA KARO"--.....kamal by kamal aggarwal in Shayri for Khumar -e- Ishq
aaina
Guest
«Reply #16 on: February 24, 2009, 06:18:46 AM »
Reply with quote
piyaar ko ek paheli banane lage
tum to aankho se aansu chupane lage

hum bhi kia thay ke ek dosti kia gayi
raah chalto ko dushman banane lage

dam diyo mai na daikha to aise bhi thay
aandhiyon se ta'alluq badhane lage

such ki chup maslehat ki zubaan kia hui
qatre khud ko samandar batane lage (waseem barelvy)
Logged
salma786
Guest
«Reply #17 on: February 24, 2009, 06:40:42 AM »
Reply with quote
Very very nice sharings Aslam ji Thumbs UP
Logged
aaina
Guest
«Reply #18 on: February 24, 2009, 12:11:25 PM »
Reply with quote
Very very nice sharings Aslam ji Thumbs UP

shukriya salma ji apko pasnd aayii..........................
Logged
Roja
Guest
«Reply #19 on: February 26, 2009, 03:01:45 AM »
Reply with quote
piyaar ko ek paheli banane lage
tum to aankho se aansu chupane lage

hum bhi kia thay ke ek dosti kia gayi
raah chalto ko dushman banane lage

dam diyo mai na daikha to aise bhi thay
aandhiyon se ta'alluq badhane lage

such ki chup maslehat ki zubaan kia hui
qatre khud ko samandar batane lage (waseem barelvy)

 Applause Applause
Very good..... Thanks for sharing  Aslam ji Clapping Smiley
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #20 on: March 21, 2009, 03:14:13 PM »
Reply with quote
piyaar ko ek paheli banane lage
tum to aankho se aansu chupane lage

hum bhi kia thay ke ek dosti kia gayi
raah chalto ko dushman banane lage

dam diyo mai na daikha to aise bhi thay
aandhiyon se ta'alluq badhane lage

such ki chup maslehat ki zubaan kia hui
qatre khud ko samandar batane lage (waseem barelvy)

wah aaina bahut khoob

jasbir singh
Logged
angel4u
Guest
«Reply #21 on: March 21, 2009, 05:01:25 PM »
Reply with quote
humse   bhaga na  karo  door ghazalo.n ki tarhan
humne chaha hai tumhay chahane walo ki tarhan

aur   kia    is    se    ziyada    narmi     bartu.n
dil ke zakhmo ko chua hai tere galo.n ki tarhan

teri zulfain, teri aankhai.n  tere  abru  au  tere  lab
ab bhi mashhoor hain duniya mai misalo.n ki tarhan

isse  maayus  na  ho gardish-e-doraa.n  ke  abhi
dil mai kuch dard chamakte hain ujalo.n ki tarhan

mujhse  nazrain  to   milao  ke hazaron  chehere
meri aankhon mai sulagte hain sawalon ki tarhan

gungunate huwai dar aa kabhi un seeno mai
teri khatir jo mehekte hain shiwalon ki tarhan (NM)
 
Bahut khoob..
This is one of my favourites...
Thanks for sharing it here... Usual Smile
Logged
aaina
Guest
«Reply #22 on: March 24, 2009, 08:56:55 AM »
Reply with quote
Applause Applause
Very good..... Thanks for sharing  Aslam ji Clapping Smiley
thnxxx so much roja............
Logged
aaina
Guest
«Reply #23 on: March 24, 2009, 08:57:43 AM »
Reply with quote
wah aaina bahut khoob

jasbir singh

bhut bhut shukriya jasbir sahab...............
Logged
aaina
Guest
«Reply #24 on: March 24, 2009, 09:01:41 AM »
Reply with quote
Bahut khoob..
This is one of my favourites...
Thanks for sharing it here... Usual Smile

ur welcome angel ji....................

andeshe

ruuh bechain hai ik dil kii aziiyat kyaa hai
dil hii sholaa hai to ye soz-e-mohabbat kyaa hai
vo mujhe bhuul ga_ii iskii shikaayat kyaa hai
ranj to ye hai ke ro-roke bhulaayaa hogaa

vo kahaa.N aur kahaa.N kaahif-e-Gam sozish-e-jaa.N
us kii rangiin nazar aur nuquush-e-hirmaa.N
us kaa ehsaas-e-latiif aur shikast-e-armaa.N
taanaazan ek zamaanaa nazar aayaa hogaa

jhuk ga_ii hogii javaa.N-saal umango.n kii jabii.n
miT ga_ii hogii lalak Duub gayaa hogaa yaqii.n
chhaa gayaa hogaa dhuaa.N ghuum ga_ii hogii zamii.n
apane pahale hii gharonde ko jo Dhaayaa hogaa

dil ne aise bhii kuchh afsaane sunaaye ho.Nge
ashk aa.Nkho.n ne piye aur na bahaaye ho.Nge
band kamare me.n jo Khat mere jalaaye ho.Nge
ek-ik harf jabii.n par ubhar aayaa hogaa

us ne ghabaraake nazar laakh bachaa_ii hogii
miTake ik naqsh ne sau shaql dikhaa_ii hogii
mez se jab merii tasviir haTaa_ii hogii
har taraf mujh ko ta.Daptaa huaa paayaa hogaa

bemahal chhe.D pe jazbaat ubal aaye ho.Nge
Gam pashemaan tabassum me.n Dhal aaye ho.Nge
naam par mere jab aa.Nsuu nikal aaye ho.Nge
sar na kaa.Ndhe se sahalii ke uThaayaa hogaa

zulf zid kar ke kisii ne jo banaa_ii hogii
ruuThw jalvo.N pe Khizaa.N aur bhii chhaa_ii hogii
barq ashvo.N ne ka_ii din na giraa_ii hogii
rang chehare pe ka_ii roz na aayaa hogaa

hoke majabuur mujhe us ne bhulaayaa hogaa
zahar chup kar ke davaa jaan ke Khaayaa hogaa(kaifi aazmi)
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #25 on: March 24, 2009, 05:37:42 PM »

wah AAINA, wah bahut khoob, wah

Jasbir Singh
Logged
aaina
Guest
«Reply #26 on: March 25, 2009, 10:08:36 AM »
Reply with quote

wah AAINA, wah bahut khoob, wah

Jasbir Singh

thnxxxxx jasbir sahab...............
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:30:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.228 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer