*iN aankhoN meiN ab kisi k liye aashnaii nahiN haiN*

by Paigam_A_Ishq on July 04, 2006, 02:00:32 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1115 times)
Paigam_A_Ishq
Guest
Reply with quote
Aadaab

         mehfil k sabhi dosto ko pyaar bhara Namaskar....Fir hazir hu apne naye Qalaam k saath

shukriyah........

Gaur farmaiyega

**************

iN aankhoN meiN ab kisi k liye aashnaii nahiN haiN
uske jaane ghum haiN magar Ruswaaii nahiN haiN

LakhoN hasin haiN ish Ahal-e-zamane meiN magar
Meri us dilrubaa jaisi kahiN Raanaaii nahiN haiN

Socha bohat k jee lunga main tanha begair uske hi
Magar Dil ki hasrato pe meri Tavaanaaii nahiN haiN

Aaj door tak kahi nazar naa aata haiN uska chehra
har simt dhoondh aaya kahiN uski parchaaii nahiN haiN

Kya Yahi hota hai Maaal-e-umr-e-muhabbat ka "PAIGAM"
wo kahiN tu kahiN,kya milan ki haathon me likhaai nahiN haiN
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh Phir Se Aankhon Mein Jal Uthe Hain by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Udaas Aankhon Se Aansuu Nahin Nikalte Hain by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Aankhon mein aansu jaate hain by jaswinder singh jassi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Chubbhi ek Tanz seene mein .. Kisi ko nahin pata !! by Ricky in Shayri-E-Dard
Apni aankhoN meiN, kisi aur ko basa na dena............................Aqsh by aqsh in Ghazals « 1 2 3  All »
sangy
Guest
«Reply #1 on: July 04, 2006, 03:31:28 PM »
Reply with quote
Quote from: "Paigam_A_Ishq"
Aadaab
         mehfil k sabhi dosto ko pyaar bhara Namaskar....Fir hazir hu apne naye Qalaam k saath
shukriyah.......
Gaur farmaiyega

**************
iN aankhoN meiN ab kisi k liye aashnaii nahiN haiN
uske jaane ghum haiN magar Ruswaaii nahiN haiN
LakhoN hasin haiN ish Ahal-e-zamane meiN magar
Meri us dilrubaa jaisi kahiN Raanaaii nahiN haiN
Socha bohat k jee lunga main tanha begair uske hi
Magar Dil ki hasrato pe meri Tavaanaaii nahiN haiN
Aaj door tak kahi nazar naa aata haiN uska chehra
har simt dhoondh aaya kahiN uski parchaaii nahiN haiN
Kya Yahi hota hai Maaal-e-umr-e-muhabbat ka "PAIGAM"
wo kahiN tu kahiN,kya milan ki haathon me likhaai nahiN haiN

bahut hi khoob janaab....   :D

inn aankhon mein hain basa uska chehra
ab tho koi aur nazar aatha nahin..

kya taareef karein hum kisi aur ki
ab tho iss dil ko koi aur bhaatha nahi..

hogaya ab tho mera dil-O-jigar woh
woh hain pyaar mera, koi parchaayi nahi..

usse roshan hain meri duniya, hain yeh rangeen
hain saath woh tho duur duur thak koi tanhaayi nahin..
Logged
Paigam_A_Ishq
Guest
«Reply #2 on: July 06, 2006, 01:45:51 AM »
Reply with quote
Shukriyah Sangy jee

meri ek kosish ko sarahne k liye

aate rahiyega

Quote from: "sangy"
Quote from: "Paigam_A_Ishq"
Aadaab
         mehfil k sabhi dosto ko pyaar bhara Namaskar....Fir hazir hu apne naye Qalaam k saath
shukriyah.......
Gaur farmaiyega

**************
iN aankhoN meiN ab kisi k liye aashnaii nahiN haiN
uske jaane ghum haiN magar Ruswaaii nahiN haiN
LakhoN hasin haiN ish Ahal-e-zamane meiN magar
Meri us dilrubaa jaisi kahiN Raanaaii nahiN haiN
Socha bohat k jee lunga main tanha begair uske hi
Magar Dil ki hasrato pe meri Tavaanaaii nahiN haiN
Aaj door tak kahi nazar naa aata haiN uska chehra
har simt dhoondh aaya kahiN uski parchaaii nahiN haiN
Kya Yahi hota hai Maaal-e-umr-e-muhabbat ka "PAIGAM"
wo kahiN tu kahiN,kya milan ki haathon me likhaai nahiN haiN

bahut hi khoob janaab....   :D

inn aankhon mein hain basa uska chehra
ab tho koi aur nazar aatha nahin..

kya taareef karein hum kisi aur ki
ab tho iss dil ko koi aur bhaatha nahi..

hogaya ab tho mera dil-O-jigar woh
woh hain pyaar mera, koi parchaayi nahi..

usse roshan hain meri duniya, hain yeh rangeen
hain saath woh tho duur duur thak koi tanhaayi nahin..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: July 06, 2006, 04:05:48 AM »
Reply with quote
Quote
iN aankhoN meiN ab kisi k liye aashnaii nahiN haiN
uske jaane ghum haiN magar Ruswaaii nahiN haiN

LakhoN hasin haiN ish Ahal-e-zamane meiN magar
Meri us dilrubaa jaisi kahiN Raanaaii nahiN haiN

Socha bohat k jee lunga main tanha begair uske hi
Magar Dil ki hasrato pe meri Tavaanaaii nahiN haiN

Aaj door tak kahi nazar naa aata haiN uska chehra
har simt dhoondh aaya kahiN uski parchaaii nahiN haiN

Kya Yahi hota hai Maaal-e-umr-e-muhabbat ka "PAIGAM"
wo kahiN tu kahiN,kya milan ki haathon me likhaai nahiN haiN

Wah kya baat hai Paigaam ji.....

Bheegi teri Palkein hai......
Aur tu kehta unme kisi ka Paigaam nahi hai......

Nikalte tere Ansoon hai......
Aur tu kehta hai Dil beimaan nahi hai......

Bhala Ashiana tu aankhon se kaise mita payega.......
Jitna chahe ka bhulna use utna hee Yaad karta jayega......

Ja laut ja Musafir Manzil teri aur hai......
Tu hai AshiQue sahi par Deewangi ka asar koi aur hai......!!!!!!
Logged
Paigam_A_Ishq
Guest
:)
«Reply #4 on: July 08, 2006, 07:37:39 AM »
Reply with quote
Shukriyah pasand karne k liye .........aate rahiyega

Quote from: "badnaam_shayar"

«Reply #5 on: July 09, 2006, 05:55:25 AM »

Aap bulate rahiyega :wink:
Logged
Paigam_A_Ishq
Guest
:)
«Reply #6 on: July 09, 2006, 09:16:22 AM »
Reply with quote
Hum to ek tufan haiN aaj yahaaN to kal kaha honge
Hum nahiN magar hamare NishaaN har soo honge
Itna Gumaan naa kar ae mere humdum khud par
Tu hi nahiN tere jaise lakho hassi ish jahaaN meiN honge.....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 12:13:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer