Ishq!

by amrita on June 13, 2005, 06:41:47 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10
ReplyPrint
Author  (Read 7537 times)
amrita
Guest
«Reply #120 on: June 26, 2005, 03:26:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "farnia"
FARNIA
 
Ishq ka zor

 
[url]har naam sar-e-aam pukara nahin jaata
har naam yuhn kagaz pe utara nahin jaata
hoti hain mohobbat main kuch raaz ki baatein
aise to iss khel main haara nahin jaata
chaahat hain humare ke hum paas se kabhie dekhe unhe
agar woh paas aaye to hume apni palkon ko uthaya nahin jaata
ishq par zor chalta nahin ae dost
lag jaata hai yeh rog lagaya nahin jaata

bahut khoob yeh rog lagaya nahi jaata lag jaata hai

dil lene waale par kash humara zor chalta
mohobbat mein humara yeh haal na hota

na lene dete kisi ko apna yeh dil
na yeh rog humein laga hota..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
amrita
Guest
«Reply #121 on: June 27, 2005, 11:06:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
tu jo saath dega tuh hum tufano main bhi utar jayenge
na darenge na royenge na hi kabhi khabrayenge
tu saath hai tuh nahi kauff mujhe maut ka bhi
par agar tu saath nahi tuh bemout bhi mar jayenge


mauth se khauff nahi hai mujhko
 teri judai se behad darrr lagta hai

mere yaar tere saath mera naam sada juda rahe
benaam mauth marne ka afsos lagta hai....
Logged
Kashish786
Guest
«Reply #122 on: June 29, 2005, 10:47:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "sandhaya"
tu jo saath dega tuh hum tufano main bhi utar jayenge
na darenge na royenge na hi kabhi khabrayenge
tu saath hai tuh nahi kauff mujhe maut ka bhi
par agar tu saath nahi tuh bemout bhi mar jayenge


mauth se khauff nahi hai mujhko
 teri judai se behad darrr lagta hai

mere yaar tere saath mera naam sada juda rahe
benaam mauth marne ka afsos lagta hai....


Loog pyar karte hain bari shan ke saath
hum ne bhi kiya tha, barreh zor ke saath
magar abb kare ge zarra,
soch smajh ke,
kyouke kal, usss ko dekha kisi aur ke saath...
Logged
amrita
Guest
«Reply #123 on: June 29, 2005, 08:25:36 PM »
Reply with quote
Quote from: "Kashish786"
Quote from: "amrita"
Quote from: "sandhaya"
tu jo saath dega tuh hum tufano main bhi utar jayenge
na darenge na royenge na hi kabhi khabrayenge
tu saath hai tuh nahi kauff mujhe maut ka bhi
par agar tu saath nahi tuh bemout bhi mar jayenge


mauth se khauff nahi hai mujhko
 teri judai se behad darrr lagta hai

mere yaar tere saath mera naam sada juda rahe
benaam mauth marne ka afsos lagta hai....


Loog pyar karte hain bari shan ke saath
hum ne bhi kiya tha, barreh zor ke saath
magar abb kare ge zarra,
soch smajh ke,
kyouke kal, usss ko dekha kisi aur ke saath...


pyaar agar soch kar kiya jata toh kabhi hota hi nahi kashish....ne ways good

jo pyaar karte hain soch ke saath
to samjho woh pyaar nahi samjhota hai

kambaqht ishq toh woh rog hai
jo na chahate hue bhi lag jata hai...

pyaar kiya nahi jaata bas ho jata hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #124 on: August 03, 2005, 10:57:03 AM »
Reply with quote
Chaha Tha Unhe Hale Dil Sunana,
Chaha Tha Unhe Junoone Mohhabatt Dikhana,
Nasme Laye The Hum Dil Kured Kured Kar,
Per Alfaaz Bhi Chale Gaye Unhe Dekh Kar..

Dedicated to a dear friend...
Logged
ANKUR_CRAZY
Guest
«Reply #125 on: December 19, 2006, 05:53:23 PM »
Reply with quote
Woh inkar karte hain ikrar ke liye,
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
Ulti chaal chalte hain yeh ishq karne wale,
Ankhein band karte hain didar ke liye.



NM
Logged
paani
Guest
«Reply #126 on: December 20, 2006, 05:28:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Ishq woh nashaa hai
jo do tarfa ho toh mazaa deta hai
agar ek tarfaa ho
toh sazaa deta hai..


Amrita.... such lines are enough for me...wah khub
Logged
FAREE
Guest
«Reply #127 on: December 20, 2006, 08:35:21 PM »
Reply with quote
AAJ WOH DIN PHIR SE YAAD AGAYE HAIN
Logged
Roja
Guest
«Reply #128 on: December 21, 2006, 02:34:59 PM »
Reply with quote
Kuch din pehle Mohabbat ko Sapna samjha humne
Mohabbat huyee mohabbat ko Apna samjha humne

Mohabbat main is kadar madhosh ho gayee
Unki be-wafaiy ko Wafa samjha humne

Zakham is kadar Mohabbat ne diya
In zakhmon ko phool samjha humne

Mohabbat ki cheek-o-pukar is kadar thi ke
Aas-pass ke log ke rone ko hasna samjha humne

Mohabbat ki shiddat main aankhein is kadar kho gaye
Ke Har chamakthi cheez ko sona samjha humne

Diwana is kadar mohabbat ne banaya humko
Ke apno ke be-gane samjha humne

Mohabbat ki yaadein dil per kuch yu naksh kar gaye
Ke unko bhulane ki koshish main Khudko buladiya humne
[/color]
Logged
Roja
Guest
«Reply #129 on: December 21, 2006, 02:35:20 PM »
Reply with quote
Kuch din pehle Mohabbat ko Sapna samjha humne
Mohabbat huyee mohabbat ko Apna samjha humne

Mohabbat main is kadar madhosh ho gayee
Unki be-wafaiy ko Wafa samjha humne

Zakham is kadar Mohabbat ne diya
In zakhmon ko phool samjha humne

Mohabbat ki cheek-o-pukar is kadar thi ke
Aas-pass ke log ke rone ko hasna samjha humne

Mohabbat ki shiddat main aankhein is kadar kho gaye
Ke Har chamakthi cheez ko sona samjha humne

Diwana is kadar mohabbat ne banaya humko
Ke apno ke be-gane samjha humne

Mohabbat ki yaadein dil per kuch yu naksh kar gaye
Ke unko bhulane ki koshish main Khudko buladiya humne
[/color]
Logged
paani
Guest
«Reply #130 on: December 22, 2006, 04:11:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
zakham dene ka andaaz kuch aisa hai,
zakham dekar puchte ho ab haal kaisa hai
ek se gila kya karna yaaro
saari duniya ka mizaz ek jaisa hai..



wah amrita ji....
Logged
FAREE
Guest
«Reply #131 on: January 04, 2007, 02:48:59 AM »
Reply with quote












Bhaahon mai phool ,juda hokar bikhar jaate hain
Tum hote ho nigaahon mai jidhar jaate hain

Koi kahe pagal , to koi dewaana mujhe
Ek jalak paane , jo roj idhar aate hain

Door hokar kaha sakoon naseeb hota hai
E khuda tu hi bata, kyu log bichar jaate hain

Hosh khokar pyaar mai jite hai is tarah
Jana hota hai kahi , jane kidhar jaate hain

Pyaar ka kya khub asar hua Faree
Ek chuuan teri aur hum sanvar jaate hain




Logged
ANKUR_CRAZY
Guest
«Reply #132 on: January 06, 2007, 11:27:34 AM »
Reply with quote
bahut acche faree ji
Logged
Syed Asif Ullah
Guest
«Reply #133 on: January 09, 2007, 09:37:02 AM »
Reply with quote
MAIN LAFZON SE KUCH BHI IZHAR NAHI KARTA,
ISKA MATLAB YE NAHI MAIN USSE PYAR NAHI KARTA,

CHAHTA HOON MAIN USSE AAJ BHI,
PER USKI SOCH MEIN WAQT BARBAD NAHI KARTA,

TAMASHA NA BANJAYE KAHIN MOHABBAT MERI,
ISLIYE AAPNE DARD KO IZHAR NAHI KARTA,

JO KUCH MILA HAI USI MEIN KHUSH HOON,
USKE LIYE KHUDA SE TAKRAR NAHI KARTA

PER  KUCH THO BAAT HAI USKI FITRAT
MEIN ZALIM, WARNA USSE CHAHNE KI KHATA
BAR –BAR NAHI KARTA.

ASIF
Logged
Roja
Guest
«Reply #134 on: January 09, 2007, 05:07:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "Syed Asif Ullah"
MAIN LAFZON SE KUCH BHI IZHAR NAHI KARTA,
ISKA MATLAB YE NAHI MAIN USSE PYAR NAHI KARTA,

CHAHTA HOON MAIN USSE AAJ BHI,
PER USKI SOCH MEIN WAQT BARBAD NAHI KARTA,

TAMASHA NA BANJAYE KAHIN MOHABBAT MERI,
ISLIYE AAPNE DARD KO IZHAR NAHI KARTA,

JO KUCH MILA HAI USI MEIN KHUSH HOON,
USKE LIYE KHUDA SE TAKRAR NAHI KARTA

PER  KUCH THO BAAT HAI USKI FITRAT
MEIN ZALIM, WARNA USSE CHAHNE KI KHATA
BAR –BAR NAHI KARTA.

ASIF


Nice Sharing Mr Asif. Welcome
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 06:33:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer