Ishq!

by amrita on June 13, 2005, 06:41:47 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 7533 times)
amrita
Guest
«Reply #105 on: June 21, 2005, 04:33:10 PM »
Reply with quote
bahut khooob..chiraag

ulfat mein kya kisi ka yeh haal hota hai
apna dil apni tabhai ka sar zaanish hota hai

kirane aftaab ki hoti hai,jalna zameen ko padta hai
khata aankhon ki hoti hai.tadapna dil ko padta hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
hina_chandni
Guest
«Reply #106 on: June 21, 2005, 05:09:24 PM »
Reply with quote
gr8 work guys..........amrita u r 2 gud.............keep it up
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #107 on: June 21, 2005, 07:51:04 PM »
Reply with quote
Bhoolne waale se koyi keh de zara, is tarah yaad aane se kya faaida,
Jab mere dil ki duniya basaati nahin, phir khayaalon mein aane se kya faaida|

Kya kahoon aapse kitni umeeden thi, Aap kya badle duniya badal si gayi,
Aasra de ke dil tod te hain mera, Is tarah sataane se kya faaida|

Chaar tinke jala ke kya mil gaya, Mit sakana zamane se mera nishaan,
Mujhpe bijli girao to jaanu sahi, Aashiaan par girane se kya faaida!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #108 on: June 21, 2005, 08:11:16 PM »
Reply with quote
mu mod liya hai pyaar se,ab tere aane ka kya fayda
chod diya jahan ne,ab tera haath tham ne ka kya fayda
dard diya kisi aur ne,teri dawaa ka kya fayda
chahu har pal kisi aur ko,tujhe apna banane ka kya fayda...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #109 on: June 21, 2005, 08:17:59 PM »
Reply with quote
Pyaar Kia hai tu khud ko us mein yun bhi ghraq na kro
Jo tujhe chah rha hai bula rha hai usay yun aik traf na kroo
Logged
amrita
Guest
«Reply #110 on: June 22, 2005, 12:48:38 PM »
Reply with quote
hum jise chahane
woh kisi aur ko chahe
khuda kare woh jise chahe
 woh kisi aur ko na chahe

nm
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #111 on: June 22, 2005, 01:11:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
hum jise chahane
woh kisi aur ko chahe
khuda kare woh jise chahe
 woh kisi aur ko na chahe

nm

Nice One Amrita.....
Logged
amrita
Guest
«Reply #112 on: June 22, 2005, 03:04:48 PM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "amrita"
hum jise chahane
woh kisi aur ko chahe
khuda kare woh jise chahe
 woh kisi aur ko na chahe

nm

Nice One Amrita.....


thank you aryaan..!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #113 on: June 22, 2005, 06:27:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
hum jise chahane
woh kisi aur ko chahe
khuda kare woh jise chahe
 woh kisi aur ko na chahe

nm


HAMKO TANHAIYO MEIN JEENE DO

CHUPKE CHUPKE YEH ASHQ PEENE DO

APNI CHAAHAT,,KA MAT SAHARA DO

HAMKO TANHA YEH ZAKHAM SEENE DO
Logged
amrita
Guest
«Reply #114 on: June 23, 2005, 01:37:35 PM »
Reply with quote
zakham dete hain apne lafzo se
lagate hai marham khanjar ki nok se

kuch aise bhi bewafaa hai hote
jo dete hain dard itne shaunkh se...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #115 on: June 23, 2005, 02:18:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
zakham dete hain apne lafzo se
lagate hai marham khanjar ki nok se

kuch aise bhi bewafaa hai hote
jo dete hain dard itne shaunkh se...

Bohat khoob Amrita.....

TaQdeer ki gardish pe na ro aye mere mehboob
Rone se badalte nahi halaat kisi ke
Mana tere maahol pe, chaaya hai andhera
Utrey ga tere ghar mein bhi gulrang sawera
Palkon mein sitaare na piro aye mere mehboob
Iss baat ka shayed tujhe ehsaas nahi hai
Mil kar jo saha jaye, woh sadma bhi haseen hai
Main sath hoon, mayus na ho aye mere mehboob..
Logged
amrita
Guest
«Reply #116 on: June 24, 2005, 11:08:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "amrita"
zakham dete hain apne lafzo se
lagate hai marham khanjar ki nok se

kuch aise bhi bewafaa hai hote
jo dete hain dard itne shaunkh se...

Bohat khoob Amrita.....

TaQdeer ki gardish pe na ro aye mere mehboob
Rone se badalte nahi halaat kisi ke
Mana tere maahol pe, chaaya hai andhera
Utrey ga tere ghar mein bhi gulrang sawera
Palkon mein sitaare na piro aye mere mehboob
Iss baat ka shayed tujhe ehsaas nahi hai
Mil kar jo saha jaye, woh sadma bhi haseen hai
Main sath hoon, mayus na ho aye mere mehboob..


good>>>>>>>aryaan..!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #117 on: June 24, 2005, 11:25:08 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"

good>>>>>>>aryaan..!!

Thanks Amrita....
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #118 on: June 24, 2005, 11:46:45 AM »
Reply with quote
tu jo saath dega tuh hum tufano main bhi utar jayenge
na darenge na royenge na hi kabhi khabrayenge
tu saath hai tuh nahi kauff mujhe maut ka bhi
par agar tu saath nahi tuh bemout bhi mar jayenge
Logged
farnia
Guest
«Reply #119 on: June 24, 2005, 01:47:10 PM »
Reply with quote
FARNIA
 
Ishq ka zor

 
[color=brown]har naam sar-e-aam pukara nahin jaata har naam yuhn kagaz pe utara nahin jaata hoti hain mohobbat main kuch raaz ki baatein aise to iss khel main haara nahin jaata chaahat hain humare ke hum paas se kabhie dekhe unhe agar woh paas aaye to hume apni palkon ko uthaya nahin jaata ishq par zor chalta nahin ae dost lag jaata hai yeh rog lagaya nahin jaata [/size] :wink: [color=violet][/color][/color]
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 05:55:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.151 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer