Ishq!

by amrita on June 13, 2005, 06:41:47 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 7536 times)
shakeel_saif
Guest
«Reply #45 on: June 14, 2005, 10:12:01 PM »
Reply with quote
aap ko to denge hum apna saath
bata do apne dil ka path
hum karenge jo tum kahogey
tumhare saath hum na chodeingey
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
fakharenaveed
Guest
«Reply #46 on: June 14, 2005, 10:12:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
sharab mat dena ...
warna meri sehed ho jaayegi kharab...
kon aayega dekhney ko woh husn
jab sehed hi nahin dengi uska saath
aap yoon na damaan churaa ke jaiye
aakhair mera kasoor to bata ke jaiye
nahi jeena manzoor hamein aap ke baghair
agar jana hai hum ko mita ke jaiye
poochenge mujh se log naam qatel ka
yeh naqaab chehre se haata ke jaiye
kis ne tore hain phool mere khuwaabon ke
naam to mere raqeeb ka bata ke jaiye
dekhiye phir tanha reh jaoon ga main
aik chiraagh to mazar par jala ke jaiye
toote dil se bhi tum ko duaein den ge
na hoyeeye udaas muskora ke jaiye
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #47 on: June 14, 2005, 10:13:11 PM »
Reply with quote
Kaash tum mujhe ek khat likh dete,
mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete,
tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki,
nafrat ki hi mujhe koi vajah to bata dete.

nm
Logged
urvashi
Guest
«Reply #48 on: June 14, 2005, 10:14:25 PM »
Reply with quote
Bhala aankh ye meri aaj kyon namm he...
Mere sang dukhon ke iss khazane ko...
Utha ke bhool jaye koi zamane ko...
Koi to ho ke sang jiss ke hum...
Shuroo karein dil ke fasane ko...
Bohat gham sahe humne duniya kei..
Ab choddh do tum iss deewani ko...
Dil ke zakhm ko to duniya dekh chuki...
Bolo bacha kya hei ab chupane ko...
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #49 on: June 14, 2005, 10:16:51 PM »
Reply with quote
hum deewane hai tumhare
saath saath rahenge saare
tum apne dil ka haal to sunao
hum par yeh ahsaan farmao
tum ko duniya ne diye hai zakhm hai
hum uspar marham bhi lagate hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #50 on: June 14, 2005, 10:17:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
Kaash tum mujhe ek khat likh dete,
mujhme kya kya thi kami yeh to bata dete,
tadapte dil se mere tumne nafrat kyu ki,
nafrat ki hi mujhe koi vajah to bata dete.

nm


Dont Repeat Your Stuff
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #51 on: June 14, 2005, 10:18:58 PM »
Reply with quote
kab kiya hai humne repeat
tum kyun karte ho cheat
yeh to batao tum kyun ho mere peeche
girana chahte ho kya mujhe neeche
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #52 on: June 14, 2005, 10:23:16 PM »
Reply with quote
Abhi Tak Wo Bachpane Ki Yadein Hain Baqi
Aur Wo Bachpane Ki Batein Hain Baqi
Logged
urvashi
Guest
«Reply #53 on: June 14, 2005, 10:34:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
hum deewane hai tumhare
saath saath rahenge saare
tum apne dil ka haal to sunao
hum par yeh ahsaan farmao
tum ko duniya ne diye hai zakhm hai
hum uspar marham bhi lagate hai


Chahane se koi baat nahi hoti, thode se andhere se raat nahi hoti,
jinhe chahate hai jaan se zyada, unse aaj kal mulakaat hi nahi HOTI.-
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #54 on: June 14, 2005, 10:38:03 PM »
Reply with quote
Ke Jab Mein Ne Bola Tha Maa Pehli Baar
Maa Ki Aankhon Mein Bhara Tha Kitna Pyar
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #55 on: June 14, 2005, 10:38:45 PM »
Reply with quote
bahut khoob

mulakaat ka waqt to do tum hum ko
aain ge milne tum ko
saat samundar par kar ke aainge
saath mein bahut se phool laaeinge
Logged
urvashi
Guest
«Reply #56 on: June 14, 2005, 10:41:31 PM »
Reply with quote
kab aaoge milne mere yaar
jab zindagi chchod degi mera saath..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #57 on: June 14, 2005, 10:42:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
kab aaoge milne mere yaar
jab zindagi chchod degi mera saath..
mein tu hoon ane ko abhi tyar
Urvashi btaoo kis dress mein aoon yaar
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #58 on: June 14, 2005, 10:43:42 PM »
Reply with quote
nigahe aapki pehchan hain hamari,
muskurarat aapki shaan hai hamari,
rakhna hifazat se kyunki saansey aapki
jaan hai hamari.

nm
Logged
urvashi
Guest
«Reply #59 on: June 14, 2005, 10:48:20 PM »
Reply with quote
aap k intzaar mein hu mere yaar
mat karo itna bekraar
dress ko maro goli mere yaar
pehn k kuch bhi aao mere yaar
ye dil to tumse milna chahata hain....sirf tumse
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 06:11:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.232 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer