Ishq!

by amrita on June 13, 2005, 06:41:47 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 7540 times)
amrita
Guest
«Reply #15 on: June 13, 2005, 08:42:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
muskrna jo bhool jate hain
zindgi s woh durr jate hain
humrai duniy e dosti mein
jo qdam rkh rk lout ate hain
hum dil mein un ko bsa kr
muskrna sikha dete hain


humari muskurahat laane ka iraada karte ho
humesha humare saath rahegi,kya yeh waada karte ho...?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
fakharenaveed
Guest
«Reply #16 on: June 13, 2005, 08:49:16 PM »
Reply with quote
Dosti ka haath diya hai tu nibhna bhi sekhaoon ga
Tum ko na mein tnaha kabhi choor jaoon ga
Logged
amrita
Guest
«Reply #17 on: June 13, 2005, 09:18:24 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Dosti ka haath diya hai tu nibhna bhi sekhaoon ga
Tum ko na mein tnaha kabhi choor jaoon ga


zindagi mein aaye the gair bankar
dosti nibha sakoge toh karna
mat jaana duur humse
humare dost bankar
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: June 13, 2005, 09:21:53 PM »
Reply with quote
Dosti ki hai tu dosti ki rsam nibhain gay
Na dost g choor k aap ko hum jayein gay
Logged
amrita
Guest
«Reply #19 on: June 13, 2005, 09:37:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Dosti ki hai tu dosti ki rsam nibhain gay
Na dost g choor k aap ko hum jayein gay


shukriya kehkar sharminda nahi karungi
dosti nibhane ki saari rasmein ada karungi..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: June 13, 2005, 09:42:06 PM »
Reply with quote
Hum aap ko welcome dil ki duniya mein kehte hain
Aap tu aab is dost k dil mein hi rehte hain
Logged
amrita
Guest
«Reply #21 on: June 13, 2005, 09:58:32 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Hum aap ko welcome dil ki duniya mein kehte hain
Aap tu aab is dost k dil mein hi rehte hain


dil mein basaa rahe ho toh,
duniya ki nazron se ojhal rakhna
itna pyaar jata rahe ho toh
logon ke sawaloon ka
jawaab tayaar rakhna
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #22 on: June 13, 2005, 10:01:27 PM »
Reply with quote
hum jo baat kehte hain us ka pas e wafa rkhtay hain
hum duniya waloon k har swaal ka jwab rkhtay hain
Logged
urvashi
Guest
«Reply #23 on: June 13, 2005, 10:09:43 PM »
Reply with quote
dosti shayaron se ki jaati hain
kaayaron se nahin..
mohabbat kisi ek se ki jaati hain
hazaron se nahin...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #24 on: June 13, 2005, 10:11:52 PM »
Reply with quote
Urvashi tu kia sikhaye gi adaab e dosti
tujhe kia khbr kia hai yeh dosti .............
Logged
amrita
Guest
«Reply #25 on: June 13, 2005, 10:15:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
dosti shayaron se ki jaati hain
kaayaron se nahin..
mohabbat kisi ek se ki jaati hain
hazaron se nahin...



chandni agar chand ki hogi
toh sitaro ka kya hoga
mohobbat agar ek se hogi
toh hazaaron ka kya hoga
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #26 on: June 13, 2005, 10:17:56 PM »
Reply with quote
Aap tu aab ja rhi ho off the topic
hum chltay hain phir kisi aur topic
Logged
urvashi
Guest
«Reply #27 on: June 13, 2005, 10:23:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Urvashi tu kia sikhaye gi adaab e dosti
tujhe kia khbr kia hai yeh dosti .............


DOSTI HOTI HAI NIBHANE KE LIYE
JAAN BHI DETE HAIN LOG NIBHANE KE LIYE
KAHA JO DOST KISI KO TO USKO AKELA NA CHODENGE
KABHI BHI SAPNE MAIN HUM USKA DIL NA TODENGE
HANSTE HANSTE USKE DARD KO KABUL KARENGE
KUCH BHI KARKE USKO KUSH RAKHENGE
BHAGWAN KE BAAD DOST HI KAAM AATA HAI
TABHI TO DIL MAIN HAR PAL USKA NAAM AATA HAI
BHAGWAN KARE KE SABHI KO ACCHA DOST MILEN
TAAKE JEEVAN KE BAGIYA OR KHUSHI SE KHILEN.
YOUR
Logged
amrita
Guest
«Reply #28 on: June 13, 2005, 10:24:51 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
hum jo baat kehte hain us ka pas e wafa rkhtay hain
hum duniya waloon k har swaal ka jwab rkhtay hain



dost aksar hum se yeh sawaal karte hain
kyon hum itni kadvahat ugal te hain
iss sawaal ka jo jawaab rakhtein hai
woh humein jald hi reply kar sakte hain...

hahaha!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #29 on: June 13, 2005, 10:27:09 PM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
Quote from: "fakharenaveed"
Urvashi tu kia sikhaye gi adaab e dosti
tujhe kia khbr kia hai yeh dosti .............


DOSTI HOTI HAI NIBHANE KE LIYE
JAAN BHI DETE HAIN LOG NIBHANE KE LIYE
KAHA JO DOST KISI KO TO USKO AKELA NA CHODENGE
KABHI BHI SAPNE MAIN HUM USKA DIL NA TODENGE
HANSTE HANSTE USKE DARD KO KABUL KARENGE
KUCH BHI KARKE USKO KUSH RAKHENGE
BHAGWAN KE BAAD DOST HI KAAM AATA HAI
TABHI TO DIL MAIN HAR PAL USKA NAAM AATA HAI
BHAGWAN KARE KE SABHI KO ACCHA DOST MILEN
TAAKE JEEVAN KE BAGIYA OR KHUSHI SE KHILEN.
YOUR
Aab aap samjhi ho ramoz e dosti
Aap sda rhoo Froz e jaan dosti
................................................. ....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 09:47:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.768 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer