Ishq!

by amrita on June 13, 2005, 06:41:47 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10
ReplyPrint
Author  (Read 7538 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: June 15, 2005, 10:08:09 PM »
Reply with quote
Izhaar tu mein kr chuka hoon us s buhat baar
lekin lgta hai uski smajh mein nahin aya hai yaar
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
amrita
Guest
«Reply #76 on: June 15, 2005, 10:13:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Izhaar tu mein kr chuka hoon us s buhat baar
lekin lgta hai uski smajh mein nahin aya hai yaar


har kam karne ka ek tareeka hota hai
izhaar ka bhi ek saleeqah hota hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #77 on: June 15, 2005, 10:18:26 PM »
Reply with quote
Izhaar tu hum sr e aam krtay hain
pyar bhi hum sar e aam krtay hain
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #78 on: June 16, 2005, 07:25:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Ishq woh nashaa hai
jo do tarfa ho toh mazaa deta hai
agar ek tarfaa ho
toh sazaa deta hai..


Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nai,
lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi,
Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai.
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #79 on: June 16, 2005, 07:26:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
keep it up guys......!!
by the way that jutey thing was sad itni achi shayeri likh kar juton par end kar di

3

Do kadam to sab chal lete hai, par zindagi bhar ka sath koi nahi nibhata,
Agar ro kar bhulai jaati yaadein, to hans kar koi gum na chupata.
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #80 on: June 16, 2005, 07:29:26 AM »
Reply with quote
Quote from: "sky_web2005"
Quote from: "amrita"
keep it up guys......!!
by the way that jutey thing was sad itni achi shayeri likh kar juton par end kar di

3

Do kadam to sab chal lete hai, par zindagi bhar ka sath koi nahi nibhata,
Agar ro kar bhulai jaati yaadein, to hans kar koi gum na chupata.
Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti dosti sirf jazbat nai hoti ,
kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka
warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti
................................................. ......................................
Raat kya dhali sitarey chale gaye, Gairo se kya gila jab apne chale gaye
Jeet to sakte the ishq ki baazi hum bhi, par tumhe jitaney ke liye hum haarte chale gaye.
................................................. ......................................
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #81 on: June 16, 2005, 07:32:46 AM »
Reply with quote
Hasne ke baad kyon rulati hai duniya ?
Jane ke baad kyon bulati hai duniya  ?
Zindagi mein kya kuch kasar baki thi
Jo marne k bad jalati hai dunia. ?
................................................. ................................
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se mohabbat
Tabhi to chand me daag hai,
Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai
Tabi to suraj mein aag hai.
................................................. ................
Pyar ki aanch se to patthar bhi pighal jata hai
Sacche dil se sath de to naseeb bhi badal jata hai
Pyar ki rahon par mil jaye saccha hamsafar
To kitna bhi gira hua insaan bhi sambhal jata hai
................................................. ....................
Mohabbat ke bhi kuch andaaz hote hai,jaagti aankoh meh bhi kuch khab hote hai,zaroori nahi ki gham mein
aaso nikhle,muskurati aankoh mein bhi sailab hote hai.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #82 on: June 16, 2005, 08:15:57 AM »
Reply with quote
insaanon ki kya baat kare insaniyat jiske liye dokha hai
jane kaise main iss zalim duniya main khudko roka hai
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #83 on: June 16, 2005, 08:23:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
insaanon ki kya baat kare insaniyat jiske liye dokha hai
jane kaise main iss zalim duniya main khudko roka hai



aapne likha to achha hai! lakin har insan ki insaniyat dhokha nahi deti
Logged
sky_web2005
Guest
«Reply #84 on: June 16, 2005, 08:24:20 AM »
Reply with quote
Ujala hogaya,  hum to abhi andhere mein hai
Duniya bhul gayi,  hum to abhi yaad karte reha gaye
Waqt chala gaya,  hum to wahi ruk gaye
Tum wo pyar bhul gaye,  hum to mohabbat karne lage
tum zindagi jine lage,  hum moth ke kareeb agaye
itna fasla ho ke bhi,  aap dil ke kareeb reh gaye
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #85 on: June 16, 2005, 08:36:37 AM »
Reply with quote
tHANK SKY PAR KYA KARE hume tuh sirf dokhe hi mile hai na ................


kaise kare aitbaar abh kisi khair par hum
jab apno ne mere dil mera thoda hai
Logged
amrita
Guest
«Reply #86 on: June 16, 2005, 09:09:11 AM »
Reply with quote
that was very good sandhaya  and sky....!!

duniya mein gair toh bahut miltey hain
lekin dhoka sirf apne hi dete hain
hum agar har insaan ko pehchaan paate
zindagi mein kabhi dhoka nahi khate...
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #87 on: June 16, 2005, 09:59:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Ishq woh nashaa hai
jo do tarfa ho toh mazaa deta hai
agar ek tarfaa ho
toh sazaa deta hai..




saza bhi kisi kisi k nasib me hoti hai,...

aagar ishq na ho zindigi me to zindigi zeher ban jati hai,....
Logged
amrita
Guest
«Reply #88 on: June 16, 2005, 10:28:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "amrita"
Ishq woh nashaa hai
jo do tarfa ho toh mazaa deta hai
agar ek tarfaa ho
toh sazaa deta hai..




saza bhi kisi kisi k nasib me hoti hai,...

aagar ishq na ho zindigi me to zindigi zeher ban jati hai,....


hum agar zindagi mein unse kabhi dhoka nahi khatey
khudi ki kasam tushar..
unke haathon se zeher bhi pee jatey
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #89 on: June 16, 2005, 06:51:27 PM »
Reply with quote
Dil k itan qareeb agaye hain woh
meri samnsoon mein sma gaye hain woh
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 06:33:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer