Ishq!

by amrita on June 13, 2005, 06:41:47 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
ReplyPrint
Author  (Read 7532 times)
amrita
Guest
«Reply #30 on: June 13, 2005, 11:03:49 PM »
Reply with quote
aap kab samjhoge ramoz e dosti...
itna gusa acha nahi hota meri jaan
ek pal ke liye maaf kardo
hum par itna ehsaan kardo
humse ek baar baat karlo..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ishq hai by nishita in Songs & Lyrics « 1 2 3 4 »
Ishq by c00l in Shayri for Khumar -e- Ishq
!! Ishq !! by muneeb in Shayri-E-Dard
Ishq by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ishq ishq na kareya kar by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
fakharenaveed
Guest
«Reply #31 on: June 14, 2005, 02:24:42 AM »
Reply with quote
kaise tum s baat kr loon
kaise tum s haal e dil keh doon
kiase khud ko mein mita doon
kaise khud ko mah mein mita loon
kaise teri duniya mein bsa loon
kaise jaan tujhe bna loon
kaise armaan jga loon
kaise khushain mein la loon
kaise Tujhko mein bula loon
kaise nzarian milaloon
kaise dhdknain chura loon
Bolo
Kaise khud ko mein sula loon
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #32 on: June 14, 2005, 05:38:14 AM »
Reply with quote
Thanx naveed.BOhat khoob urvashi,amrita and naveed.......!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #33 on: June 14, 2005, 06:03:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
kaise tum s baat kr loon
kaise tum s haal e dil keh doon
kiase khud ko mein mita doon
kaise khud ko mah mein mita loon
kaise teri duniya mein bsa loon
kaise jaan tujhe bna loon
kaise armaan jga loon
kaise khushain mein la loon
kaise Tujhko mein bula loon
kaise nzarian milaloon
kaise dhdknain chura loon
Bolo
Kaise khud ko mein sula loon


jo humare har sawaal ka jawaab rakhtey hain
woh kyon humse itne sawaal kartein hain..??
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #34 on: June 14, 2005, 08:41:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
kaise tum s baat kr loon
kaise tum s haal e dil keh doon
kiase khud ko mein mita doon
kaise khud ko mah mein mita loon
kaise teri duniya mein bsa loon
kaise jaan tujhe bna loon
kaise armaan jga loon
kaise khushain mein la loon
kaise Tujhko mein bula loon
kaise nzarian milaloon
kaise dhdknain chura loon
Bolo
Kaise khud ko mein sula loon


jo humare har sawaal ka jawaab rakhtey hain
woh kyon humse itne sawaal kartein hain..??
woh kyon humse itne sawaal kartein hain..??
jo tanhai mein humray liye ahain bhrtay hain
Logged
urvashi
Guest
«Reply #35 on: June 14, 2005, 09:30:00 PM »
Reply with quote
jan ki hame fikar nahi agr dil me uske bhi pyar ho,
mere mehbub ke liye aisi kayi jaane nyochhavar ho,
ruhe alg hoti nahi unki jinhe sachi chaahat ki pehchaan ho,
dua karte hai rabb se, kbhi aisi chahat aapke bhi paas ho.
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #36 on: June 14, 2005, 09:31:19 PM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
jan ki hame fikar nahi agr dil me uske bhi pyar ho,
mere mehbub ke liye aisi kayi jaane nyochhavar ho,
ruhe alg hoti nahi unki jinhe sachi chaahat ki pehchaan ho,
dua karte hai rabb se, kbhi aisi chahat aapke bhi paas ho.



Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...

nm
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: June 14, 2005, 09:37:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "urvashi"
jan ki hame fikar nahi agr dil me uske bhi pyar ho,
mere mehbub ke liye aisi kayi jaane nyochhavar ho,
ruhe alg hoti nahi unki jinhe sachi chaahat ki pehchaan ho,
dua karte hai rabb se, kbhi aisi chahat aapke bhi paas ho.


dua karte hai rabb se, kbhi aisi chahat aapke bhi paas ho
woh shkhs aap ko mil jaye jo aap k liye buhat khaas ho
Logged
urvashi
Guest
«Reply #38 on: June 14, 2005, 09:54:35 PM »
Reply with quote
na jaane kyon aapse dil laga baithe
paatjhar ke aane ka andesha tha magar
phool khila baithe

ab toh jindagi ke lamhe raas nahi aati
maayusi ke andheron ne gher rakha hai
na jaane kyon dastak di un darwajon par
jo kabhi na khulne ki kasme le rakhi thi

daastan-e-gham sunate nahi kabhi gairon ko
na jaane kyon ab apne bhi gair lagne lage
yeh kaisa hai intezaar ka aalam
na jaane kyon khud ke hi mazaar par ja baithe.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #39 on: June 14, 2005, 09:58:08 PM »
Reply with quote
Nice Urvashi

Agar hum bewafaa hote toh
har rooz iss kadar tumhe yaad kar kar ke na route...
Agar hum bewafaa hote toh
 aaj tum humhe yaad kar rahe hote...
Agar...sirf agar...tum humse waffa karte...toh
 hum aaj yun marr marr ke jee rahe na hote...!
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #40 on: June 14, 2005, 09:58:44 PM »
Reply with quote
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...


nm
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #41 on: June 14, 2005, 10:02:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "shakeel_saif"
Tumhari is ada ka kya jawab du,
apne dost ko kya uphar du,
koi accha sa phool hota to mali se mangvata,
jo khud gulab hai usko kya gulab du...


nm
Shukria koi gulaab na do
jaoo Zara bula rhi hai tum ko.................
Logged
shakeel_saif
Guest
«Reply #42 on: June 14, 2005, 10:04:58 PM »
Reply with quote
aap ko kiss ne keh diya
aap ko to hum denge sharaab
humare ishq ke jashn mein
aap bhi aana dekhne is husn ko
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #43 on: June 14, 2005, 10:08:06 PM »
Reply with quote
hum tu pehle hi madhsoh hain mere bhai
Kisi aur ko de yeh sgarb mere bhai
Logged
urvashi
Guest
«Reply #44 on: June 14, 2005, 10:08:35 PM »
Reply with quote
sharab mat dena ...
warna meri sehed ho jaayegi kharab...
kon aayega dekhney ko woh husn
jab sehed hi nahin dengi uska saath
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 10
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
July 17, 2025, 05:48:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[June 23, 2025, 02:05:39 PM]

[June 23, 2025, 02:02:55 PM]

by ASIF
[June 06, 2025, 10:19:27 AM]

[June 01, 2025, 08:24:19 AM]

[May 28, 2025, 05:39:43 AM]

[May 26, 2025, 08:22:09 AM]

[May 20, 2025, 05:19:02 AM]

[April 27, 2025, 09:31:46 AM]

[April 24, 2025, 01:10:57 AM]

[April 09, 2025, 05:20:40 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8513 Real Poets and poetry admirer