!jindagi ki kitaab!

by ranjana on June 07, 2006, 09:05:37 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 12
ReplyPrint
Author  (Read 9387 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: June 07, 2006, 10:36:33 AM »
Reply with quote
bahut khub humtum ji.

jab dil ki baat kitaab ke panno per utaar di
hamne apni har baat sanam ke kaano mein daal di
na keh skate they jo ta-umar hum unse........
meri wah halat mere likhe lafajo ne bayaan kar di............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ye Jo ZiNdAHgHi Ki kItAaB hAi! by lamhay_terbin in Shayri-E-Dard
Yeh Jo Zindagi Ki Kitaab HaI by Delicate_Doll in Shairi - E - Zindagi
dil mera aik kitaab ki soorat..!! by chanda in Shayri for Khumar -e- Ishq
~:Kitaab:~ by Ghayal in Shayri-E-Dard
ZINDAGI KI KITAAB... by CoolGirl in Shairi - E - Zindagi
ranjana
Guest
«Reply #16 on: June 07, 2006, 10:40:11 AM »
Reply with quote
bahut khub Nikki ........beautiful.........

hum jab se unke dil mein rehne lage hain
mere shabad kuch bejuban hone lage hain
padte hain woh mujhko ek kitaab ki tarah
hum unki aankho mein lafaj ban ke gum hone lage hain
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #17 on: June 07, 2006, 10:44:07 AM »
Reply with quote
waah waah bahoot khoob Ranjana ji and Nikki ji ....  ahccha kiya sadak liya !!!


Dil ki kitaab pe naam tera likh liya hai
Har lamha teri ashiqi mein jee liya hai
Ab to jo rab ko hoga manzoor wahi hoga
Humne to sara jevan tere naam kiya hai !!
Logged
nikki
Guest
«Reply #18 on: June 07, 2006, 10:45:57 AM »
Reply with quote
gr8 Ranjana ji...i must say aap bhut hi acha likhti ho...really.

apne dil ki baat mere dil pe likh kar batate hain woh
main poochti rehti hun, magar keh nahi paate hain woh

lakh kasmein do..to honth unke khulte hain
jab sunti hun yeh ki woh mere liye khoaab bunte hain
to hosh mere udd jaate hain
zindagi ki kitaab ke panne palati rehti hun
magar lafz gum ho jaate hain
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #19 on: June 07, 2006, 10:54:08 AM »
Reply with quote
kya baat hai ji kya baaty dono cha gaye .....  meri Manager aa gyiii ... lekin ik sher likh ke hi jata hoon !!



Ishq ka unke mujh par hua hai kucch aisa asar
Na apna hi pta hai mujhe na duniya ki kabar

woh hi nazar aati hai har shuu har jagaah ab to
uske bina zindgi ka suna sa hai sara safar

Aaj jaye woh bahooN mein usse yeh iltejaah hai
Bna le ab muh ko woh apna humsafar !!
Logged
nikki
Guest
«Reply #20 on: June 07, 2006, 10:59:38 AM »
Reply with quote
kya baat hai.....aaj to mausam kuch badla-2 sa hai...har koi madhosh hai..hehe

sabr ka mere imtihaan na lo
main udasiyon ke andheron se nikal aayi hun
zara haath to thaam lo
chalna hai abb iss rah pe bankar humsafar
magar abhi to kahani shuru huyi hai
bahut lamba hai safar
Logged
ranjana
Guest
«Reply #21 on: June 07, 2006, 11:01:03 AM »
Reply with quote
khub hum tum ji...........

ham bhi dam ab teri mohabbat ka bharte hain
apni jindagi ki kitaab ka har lafaj tere naam ab karte hain
na mitana ab mera naam inke panno se tum mera
hum toh ab bas tere liye hi jeete hain aur tere liye hi marte  hain
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: June 07, 2006, 11:09:19 AM »
Reply with quote
great Nikki jaan bahut khub..............

yeh hai mohabbat ka safar udasi baat mat karo
iske rango mein gum ho jaao jaane ki baat mat karo
karni hai abhi kai baate tumse.............
thaam lo mera haath   abhi aur aage chalo........ :D
Logged
nikki
Guest
«Reply #23 on: June 07, 2006, 11:10:17 AM »
Reply with quote
wowww too good Ranjana ji....

kissi ko apni kismat banaya hai humne
uska naam hi apne haathon ki lakeeron mein likhwaya hai humne
koi mitana chahe bhi to nahi mit payega
apne lahoo se likhwaya hai humne
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: June 07, 2006, 11:19:19 AM »
Reply with quote
nice Nikki..............

aaj hamne khuda se tumko maang liya hai
aaj fir se hamne ek bagawat ka kaam kiya hai
likha nahi thaa naam usne mera tere haato ki lakeero  mein
hamne woh  naam aaj teri hathali apne lahu se  likh diya hai
Logged
nikki
Guest
«Reply #25 on: June 07, 2006, 05:05:50 PM »
Reply with quote
too good Ranjana ji...
Logged
strange
Guest
«Reply #26 on: June 07, 2006, 05:26:38 PM »
Reply with quote
good work, keep it up..

socha to tha unse, baat main karungi
ankhain band kar ke, seene se lagungi
jab mili main achanak, to baat ko he bhul gye
seene ki baat chod, unke naam ko hi bhul gye
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #27 on: June 07, 2006, 05:51:40 PM »
Reply with quote
wah humtum wah... bahut khoob and ranjana sizzling...

jis kitaab pe tera naam likh diya woh kalam main hi tha
jis lamhe mein jee rahi thi woh alam main hi tha
rab toh manzoor ki hain sadiyon ke peeche
isliye janme hum is asmaan ke neeche...


Quote from: "HumTum is back"
waah waah bahoot khoob Ranjana ji and Nikki ji ....  ahccha kiya sadak liya !!!


Dil ki kitaab pe naam tera likh liya hai
Har lamha teri ashiqi mein jee liya hai
Ab to jo rab ko hoga manzoor wahi hoga
Humne to sara jevan tere naam kiya hai !!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #28 on: June 08, 2006, 03:26:22 AM »
Reply with quote
shukriya Nikki

 bahut khub STRANGE JI....... Puzzled !

Shukriya manjoo bahut khub..........
Logged
ranjana
Guest
«Reply #29 on: June 08, 2006, 03:38:49 AM »
Reply with quote
aaj kuch lafaj teri  mohabbat ke  mere dil mein uttar gye
mere jismo jaan tere hi payar ke rang mein nikhar gye
mere dil mein thee tujhko paane ki chahat...........
tere dil mein bhi they mere liye kuch payar ke armaan
yeh dekh kar duniya walo ke dil na jaane kyu jal gye
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 12
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 05, 2024, 11:58:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer