------------------- Kabhi toh ake mil -------------

by BeNam on September 19, 2005, 04:00:33 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Author  (Read 3519 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: September 19, 2005, 07:17:31 PM »
Reply with quote
Bahoot bahoot shukariyan, apne bhi bahoot acha jawab diya hai!!!

na karo shikayat ki es mai bhi koi baat hogi
Is raaj ko raaj hi rahne do, to inyaat hogi!!

Pal bhar ki judai ko, wo bewafai samjh bathy
Do kadam aor barra logy to, ajmaaish hogi!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #16 on: September 19, 2005, 07:28:22 PM »
Reply with quote
---- That was a wonderful Answer -----

Hai baat teri her ada main ai sanam,
zinda ho jati hai lash bhi meri, Jab bhi deti hai tu kasam.
Ek baar toh gale se laga le ke ruh ko bhi sakun aa jaye,
Warna zindagi main rakha kya hai ke hum jiye jaye!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: September 19, 2005, 07:33:38 PM »
Reply with quote
jo aa kar abhi bhi gale lagana parre muje,  to kar abhi intzaar
hua nahi abhi tu deewana, meri muhbaat mai khud ko aor sanwaar'
jab najar aau charo taraf hi mai, aor khud mai, main najar aau
Tab akar kahna muje, kI tumhe mujse ho gaya hai payaar!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #18 on: September 19, 2005, 07:41:54 PM »
Reply with quote
---- WOWWWWWWWWW------------

Ishq ki imtihaan ho raha hai akhir,
Mera haal dekh kar kahete hai fakir,
Kabhi ishq ka haal na ho aisa,
Husn imtihaan le, katla kar ke aisa!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: September 19, 2005, 07:45:25 PM »
Reply with quote
Usual Smile!!

wo ishaq kaya jo Imtihaan na de
wo husan kaya jo Imtihaan na le
karogy naaj kal ko kis adda per tum
Jo Ishaq-e-Zazbaat ka dikhai asar na de!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #20 on: September 19, 2005, 07:59:45 PM »
Reply with quote
----- Superb ---------------

Imtihaan se nahi darate hai ishq karane wale,
per husn se kaho ke karam ki ek nazar toh dale!
Naaz toh hai humey apane pyaar per,
Her ghav per marham laga rahe hai katla karane wale!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: September 19, 2005, 09:27:37 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob: Her ghav per marham laga rahe hai katla karane wale!!!

Khud hokar katal, Ilzaam husan per lagaaya hai
Diya jo jara sa hath, to marham isse bataya hai!!!
add-e-husan se bachna, yah her deewane ki fariyaad hai
bachy kaise yah husan dewwano se, kaya is baat per kabhi husan ne kari shikayat hai!!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #22 on: September 20, 2005, 12:47:11 AM »
Reply with quote
--- Bahot achhe Poojaji ----
"bachy kaise yah husan dewwano se, kaya is baat per kabhi husan ne kari shikayat hai!!!!"

Mahobaat main ilzaam nahi dete dilwale,
rusva nahi karate mit ko, jaan lutane wale,
husn per mer mitana toh ishq ka janun hai,
Yunhi nahi sehara ki khak chhanate mahobat karane wale!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: September 20, 2005, 02:27:59 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai bahoot acha likha hai apne!!!

Muhobaat mai jamana de jitani ruswaai
Dil ko koi dard nahi hota hai
Ek baar jo, Mehboob de de Ilzaam
wo jakham bhir Tamam Umar dard deta hai!!!
Logged
BeNam
Guest
«Reply #24 on: September 20, 2005, 05:48:26 PM »
Reply with quote
Na umid nahi hun ke tu ruth gayi hai,
Meri khata nahi zamane ne baat banayi hai,
Tujhe ilzaam nahi dunga ke tu kyun sath chod gayi hai,
Yeh samajha dunga pyaar ko mere ke Takdir tere judai hai!

--- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: September 20, 2005, 05:57:35 PM »
Reply with quote
ops My Bad..... Khumare-e-ishaq mai sad shayari shuru kar di.....
Logged
BeNam
Guest
«Reply #26 on: September 20, 2005, 06:03:02 PM »
Reply with quote
---
Uff yeh unka chupke se dekhana aur sharmana,
Hum niyaat smabhal ne lage, hay na ban jayena koi afasaana.

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: September 22, 2005, 08:32:48 PM »
Reply with quote
Kaya pyar main socha tha, kaya pyaar main paya hai,
tujko milane ki chahat mai, khud ko mitaya hai!!!
is per bhi koi ilzaam na, tuj per lagaya hai
meri khud ki khawahinsho ne, muje pagla banaya hai!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #28 on: September 22, 2005, 08:35:07 PM »
Reply with quote
Kamaal ka likha hai aap dono ne ..Pooja sis n Benaam ji.............
Logged
BeNam
Guest
«Reply #29 on: September 23, 2005, 01:11:10 AM »
Reply with quote
--- Thanks Nikki ----- Zarra afsayi ka shukriya ----
--- This was the best posting Pooja, I am touched!

Mahobaat main jo deewana na hua, usney pyaar kya kiya,
Kinare pe khade rahake, kisane dariya paar kiya,

Ger mahobaat karo toh dil khol ke karo, ke khudaka pata na chale,
Jab bhi dil dhadake kisiki ahat se, mehboob ka naam hi zaban se nikale!

-- BENAM -------
Banda majboor hai mahobaat main teri,
Warna jhukana nahi fidarat main meri!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 04:44:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer