Kis terah???

by Anushka on June 09, 2006, 06:55:07 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 1923 times)
Anushka
Guest
Reply with quote
royaa karengay hum bhii pairo mei isii tarah
attkaa kahii  jo aap kaa dil bhii to khul jaayei merii tarah

naa sukuun hai duri me hai naa aaraam vasl mei
kamabakht dil ko chain nahiin hai kisii tarah

gar chup raheei to gardish mei chuut jaau aap bhi mujhay chod jaogay yeh gam hai abhi meri ankho mei is tarah
kahate to hai bhale kii vo lekin samjhay burii ki taraah  

na jaaye vaahan jaha zemany ney mara hai  
kyaa kiijiye humeii to hai mushkil sabhii tarah

lagatii hai har khetaa teri mujhe naadaan
qurabaan tere sadkei jaoo phir mujhe kah le isii tarah  

hai jaan baaki sitamagar ke haath se senam
kyaa sab jahaa mei jiite hai isii tarahh  
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri terah khuda keray by waheed_rose2004 in Shairi for Manzar -e- Kudrat « 1 2  All »
Humari terah teen haseenao se mulakat hogi by nandbahu in Miscellaneous Shayri
pervez1982
Guest
«Reply #1 on: June 09, 2006, 07:37:16 AM »
Reply with quote
wah wah khub bahut khub,
bahut acha likha hai apne anushka
Logged
Anushka
Guest
«Reply #2 on: June 09, 2006, 08:07:55 AM »
Reply with quote
Bahut shukriya pervezji... aap bhi kuch arz karay..
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #3 on: June 09, 2006, 12:54:54 PM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
royaa karengay hum bhii pairo mei isii tarah
attkaa kahii  jo aap kaa dil bhii to khul jaayei merii tarah

naa sukuun hai duri me hai naa aaraam vasl mei
kamabakht dil ko chain nahiin hai kisii tarah

gar chup raheei to gardish mei chuut jaau aap bhi mujhay chod jaogay yeh gam hai abhi meri ankho mei is tarah
kahate to hai bhale kii vo lekin samjhay burii ki taraah  

na jaaye vaahan jaha zemany ney mara hai  
kyaa kiijiye humeii to hai mushkil sabhii tarah

lagatii hai har khetaa teri mujhe naadaan
qurabaan tere sadkei jaoo phir mujhe kah le isii tarah  

hai jaan baaki sitamagar ke haath se senam
kyaa sab jahaa mei jiite hai isii tarahh  

bohot khub Anushka,aapki sher ka hi intaazar tha!
paar etni bhi mayushi kyun jab hampe etbaar tha! :wink:

Jamana to be-dil hain woh to sitam dhaayegi
Phirbhi jite nahi is duniya me jaan ham aapki taraah
jamana ka kam hain rulana aur woh rulati bhi hain,tab
Hum aansu ko roklete hain,nadi ko jaise bandh ki tarah
Aur issii aansu ko josh banakar pilete hain
Duniya me cha! jate hain phir tufaan ki tarah
Par ham pe bharosa karo,ibadat karte hain aapki
Awaz dena ,har muskil me khada hojayenge chttan ki tarah
Logged
Anushka
Guest
«Reply #4 on: June 10, 2006, 12:06:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "redwhitegang"

Wahhhhhhhhhhh bahut khubbbbbbbbbbbbbb
really very nice...

Mayus nehi hum
dil ki baatay hai yeh... chot jo khai hai
kaisay bhulay gah hum
kai kebhi eitbaar kiya tha humnay
eittbaar  tuj per
har mushkil meh to kheday hojai geh lekin kya saath nebhai geh?? :lol:
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #5 on: June 10, 2006, 12:16:41 AM »
Reply with quote
Anush

Bahut khoobsurat likha hai tumne  :D

Keep writing  :arrow:

redwhitegang--->nice reply !

Rajbir
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #6 on: June 10, 2006, 02:19:48 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Anushka...

Nice Reply RWG...
Logged
Anushka
Guest
«Reply #7 on: June 10, 2006, 03:01:27 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Anushka...

Nice Reply RWG...

Bahut shikriya Aryaan, hope that you are well.
 :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #8 on: June 10, 2006, 03:03:39 AM »
Reply with quote
Thanks Anushka... im very well... glasses2
Logged
ranjana
Guest
«Reply #9 on: June 10, 2006, 03:58:46 AM »
Reply with quote
bahut khub likha hai Anshuka AUR RWG ji bahut sundar  :D
Logged
Anushka
Guest
«Reply #10 on: June 10, 2006, 04:01:05 AM »
Reply with quote
bahut shukriya Ranjanaji
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #11 on: June 10, 2006, 07:53:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
bahut khub likha hai Anshuka AUR RWG ji bahut sundar  :D

bohot shukriya ranjana ji!!!!!!!!!! Usual Smile
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #12 on: June 10, 2006, 08:41:35 AM »
Reply with quote
Wahhhhhhhhhhh bahut khubbbbbbbbbbbbbb
really very nice...

Mayus nehi hum
dil ki baatay hai yeh... chot jo khai hai
kaisay bhulay gah hum
kai kebhi eitbaar kiya tha humnay
eittbaar  tuj per
har mushkil meh to kheday hojai geh lekin kya saath nebhai geh?? :lol:[/quote]

Bohot khub kahi aapne,tumhe kya jawab dein
Din ko jinka sapne dekhen aur raat ko jagte hain
Wo he ham se pouch rahe hain
Kya aap ham pe marte hain!!!!!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #13 on: June 11, 2006, 04:35:01 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
royaa karengay hum bhii pairo mei isii tarah
attkaa kahii  jo aap kaa dil bhii to khul jaayei merii tarah

naa sukuun hai duri me hai naa aaraam vasl mei
kamabakht dil ko chain nahiin hai kisii tarah

gar chup raheei to gardish mei chuut jaau aap bhi mujhay chod jaogay yeh gam hai abhi meri ankho mei is tarah
kahate to hai bhale kii vo lekin samjhay burii ki taraah  

na jaaye vaahan jaha zemany ney mara hai  
kyaa kiijiye humeii to hai mushkil sabhii tarah

lagatii hai har khetaa teri mujhe naadaan
qurabaan tere sadkei jaoo phir mujhe kah le isii tarah  

hai jaan baaki sitamagar ke haath se senam
kyaa sab jahaa mei jiite hai isii tarahh  

Na de sako Jindagi toh Maut hee de dena......
Mahobbat hai tumhari aag na sahi toh ek lau he de dena......

Kambhakht Lafz bhi aaj saath nahi de rahe......
Poochte hai sab mujhse ki Shayar sahab yeh kya kar rahe......

Dil me ek Izhaar hai Shayad hume Sanam se Pyar hai......
Naam leke raatein Guzar rahi hai....khawaab poochta hai so ja ab kiska Intezaar hai........!!!!!!!!
Logged
sangy
Guest
«Reply #14 on: June 11, 2006, 08:34:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "redwhitegang"

Bohot khub kahi aapne,tumhe kya jawab dein
Din ko jinka sapne dekhen aur raat ko jagte hain
Wo he ham se pouch rahe hain
Kya aap ham pe marte hain!!!!!!!!!!

Good one RWG... Usual Smile

lagaya jo aag tune iss seene mein, bhujao tho jaane..
lo root gayi mein ab, manalo tho jaane..
kehna hain aasaan "Hum Tumpe Martey hain"
markar nahi duniya se ladkar hamara saath do, tho maane...
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 14, 2024, 05:59:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer