Koi fariyaad si jaise is dil mein hai ...

by diya786 on October 24, 2008, 10:13:43 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2067 times)
diya786
Guest
Reply with quote
Koi fariyaad si jaise is dil mein hai
Rahein har lamha saath tumhare yehi aarzoo is dil mein hai

Har ek mulakaat tumhaari rehti hai khaas
Deti hai woh tumhare pyaar ka ehsaas
Yunhi hoti rahein mulakaatein
Yehi khwaish is dil mein hai

Kuch hi waqt mein jaise jee li zindagi ho
Jab paas mere tumhari mohabbat ho
Yunhi chalti rahe yeh zindagaani
Yehi armaan is dil mein hai

Aise hi tujhe soochti rehti hoon main
Jaise khud ko jaan kar bhi anjaan hoon main
Yunhi rahein khwab mere
Yehi tamanna is dil mein hai

Saath tumhare hi meri har baat rehti hai
Tumse milne ki in aankhon mein aas rehti hai
Yunhi raho tum mere sadaa
Yehi "Kashish" tumhari is dil mein hai . . .
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Fariyaad by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
koi fryad tere dil mein ho jaise by fakharenaveed in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mohabbat rooh mein samaayi ho jaise... by pallavi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hamari Fariyaad........... by usuraj in Shayri-E-Dard
Udaas raat nigaahon mein teher gayi jaise by livingbytheday in Ghazals
hitesh888
Guest
«Reply #1 on: October 24, 2008, 12:59:19 PM »
Reply with quote
kya baat hai
wha wha
bahut achi hai
dil khush ho gaya
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: October 24, 2008, 01:27:15 PM »
Reply with quote
Koi fariyaad si jaise is dil mein hai
Rahein har lamha saath tumhare yehi aarzoo is dil mein hai

Har ek mulakaat tumhaari rehti hai khaas
Deti hai woh tumhare pyaar ka ehsaas
Yunhi hoti rahein mulakaatein
Yehi khwaish is dil mein hai

Kuch hi waqt mein jaise jee li zindagi ho
Jab paas mere tumhari mohabbat ho
Yunhi chalti rahe yeh zindagaani
Yehi armaan is dil mein hai

Aise hi tujhe soochti rehti hoon main
Jaise khud ko jaan kar bhi anjaan hoon main
Yunhi rahein khwab mere
Yehi tamanna is dil mein hai

Saath tumhare hi meri har baat rehti hai
Tumse milne ki in aankhon mein aas rehti hai
Yunhi raho tum mere sadaa
Yehi "Kashish" tumhari is dil mein hai . . .


Bohot Khoob Diya   Applause  Applause  Applause

Aapki shayari ne Jagjit Singh ki ghazal ki yaad dila di:

"Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise"
Logged
syednaami
Guest
«Reply #3 on: October 24, 2008, 01:56:42 PM »
Reply with quote
Diya jee,
Wonderful creation, so amazing, sahmit Celmira jee.
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #4 on: October 24, 2008, 02:29:16 PM »
Reply with quote
BOHAT BOHAT KHOOBSOORAT DIYA JI... Applause Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: October 24, 2008, 05:32:05 PM »
Reply with quote
Bohat khoob diya dear... Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: October 25, 2008, 01:17:24 PM »
Reply with quote
kya baat hai
wha wha
bahut achi hai
dil khush ho gaya

Shukriya
welcome to yoindia
Logged
diya786
Guest
«Reply #7 on: October 25, 2008, 01:19:43 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Talat ji,
Sayyid sahab,
Jaya di
Saurabh ji
notworthy
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: October 25, 2008, 01:50:17 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khoob Diya
Logged
diya786
Guest
«Reply #9 on: October 25, 2008, 01:58:02 PM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT SHUKRIYA POOJA DI
TAAREEF AUR IS THREAD PAR AAKAR WAQT DENE KE LIYE
notworthy
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #10 on: November 03, 2008, 09:54:18 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Diya..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #11 on: November 14, 2008, 11:06:35 AM »
Reply with quote
Koi fariyaad si jaise is dil mein hai
Rahein har lamha saath tumhare yehi aarzoo is dil mein hai

Har ek mulakaat tumhaari rehti hai khaas
Deti hai woh tumhare pyaar ka ehsaas
Yunhi hoti rahein mulakaatein
Yehi khwaish is dil mein hai

Kuch hi waqt mein jaise jee li zindagi ho
Jab paas mere tumhari mohabbat ho
Yunhi chalti rahe yeh zindagaani
Yehi armaan is dil mein hai

Aise hi tujhe soochti rehti hoon main
Jaise khud ko jaan kar bhi anjaan hoon main
Yunhi rahein khwab mere
Yehi tamanna is dil mein hai

Saath tumhare hi meri har baat rehti hai
Tumse milne ki in aankhon mein aas rehti hai
Yunhi raho tum mere sadaa
Yehi "Kashish" tumhari is dil mein hai . . .


arre Waah...Kya Tarana Hai Kashish ka !!!
Kya armaan Kya Tamanna !!!
badhiya Nazm..

waise ye fonts se padhne me taklif huee Yaar..
dhundhla sa dikhaai deta hai..Meri aankho Me aub Kashish kam ho gayi hai...
To Tum Is baat ka bhi Khayaal rakho jee
 
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 05:51:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.263 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer