kya haal hai dil ka yeh kaise bataaye..........

by ranjana on July 31, 2006, 09:41:08 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 8770 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #15 on: August 01, 2006, 06:01:42 PM »
Reply with quote
WOW Superb Job Ranju

Kaash ke khawaab hote meri Jungle.....
Or tum unme jhoomti morni hoti.....

Chottchor hote hum aye Sanam......
Aur tum unme panapti Mahobbat hoti.....

Nahi Asaan harr baat kehni Lafzon me Ranjana.....
Kaash ke yeh Mausam ki ghadi aur Zindagi hamari humse kuch begaani hoti.........!!!!!!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #16 on: August 01, 2006, 06:19:16 PM »
Reply with quote
Quote from: "Rajbir"
Ranju, Vikas, Vicky, Gesu

Bahut khoob ! Khumar ka daur joron shoron se chal raha hai !

Saawan ki rut hai aur mausam suhana hai  :D

Too good and suits the mood also !

Rajbir


shukriya Rajbir .... :D gesu ki baat aap maan hi lo ... :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: August 01, 2006, 06:27:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
WOW Superb Job Ranju

Kaash ke khawaab hote meri Jungle.....
Or tum unme jhoomti morni hoti.....

Chottchor hote hum aye Sanam......
Aur tum unme panapti Mahobbat hoti.....

Nahi Asaan harr baat kehni Lafzon me Ranjana.....
Kaash ke yeh Mausam ki ghadi aur Zindagi hamari humse kuch begaani hoti.........!!!!!!!!!!!!!!


shukriya Gaurav ....bahut khoob likha hai ...

meri aankho ke band palko mein ek tasveer unki hai
jise dekh kar bas yeh halat na pucho ab kaise hai

karte hain hum sadke unke jinke ho nahi sakate
per ek pal bhi dil mein unka naam liye bina reh nahi sakate

mana nahi hai asaan har baat yun apne geeto mein kehna
lekin  ab hum unko  apni baat aur kisi tarah keh bhi nahi sakate
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #18 on: August 02, 2006, 12:22:41 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "badnaam_shayar"
WOW Superb Job Ranju

Kaash ke khawaab hote meri Jungle.....
Or tum unme jhoomti morni hoti.....

Chottchor hote hum aye Sanam......
Aur tum unme panapti Mahobbat hoti.....

Nahi Asaan harr baat kehni Lafzon me Ranjana.....
Kaash ke yeh Mausam ki ghadi aur Zindagi hamari humse kuch begaani hoti.........!!!!!!!!!!!!!!


shukriya Gaurav ....bahut khoob likha hai ...

meri aankho ke band palko mein ek tasveer unki hai
jise dekh kar bas yeh halat na pucho ab kaise hai

karte hain hum sadke unke jinke ho nahi sakate
per ek pal bhi dil mein unka naam liye bina reh nahi sakate

mana nahi hai asaan har baat yun apne geeto mein kehna
lekin  ab hum unko  apni baat aur kisi tarah keh bhi nahi sakate



Lo Saja dee Tasveer tumhari Mandir me apne.....
Pooja karenge tumhe ab Sanam mana hai Khuda tumhe ab humne......

JO nahi de sakta Zamana Khushi toh unse Dard kya lena.....
Thaam lo haath hamara ek Nayi Manzil saath tumhare dekhi hai humne......!!!!!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: August 03, 2006, 04:29:28 AM »
Reply with quote
jaane yeh kaun si sada hai pyaar ki jo bulaati hai mujhe
jab se mile hain unse kai manzile pukaarti hain mujhe

kabhi mere khawabo aur khayalo mein they woh
aaj wahi haqikat ki kahaani nazar aati hai mujhe

dhoodate hain hum sehra mein paani ki tarah unke pyaar ko
yeh kaise payaas hai jo aur bhi tarsaati hai mujhe

yeh sab shayad badlate waqt ak ehasas hai toh hai
ab apni yahi khawabo ki duniya hi bhaati hai mujhe
Logged
Ariful Hoque
Guest
«Reply #20 on: February 02, 2011, 11:52:17 AM »
Reply with quote
baithe jo ishq ki kashti mein ………..
baithe jo ishq ki kashti mein ………..
to socha na tha doob kar hi us paar jaayenge…….
chaha jo unki aawaaz sunna ….
chaha jo unki aawaaz sunna ….
to soch na tha sirf intezaar hi payenge….. Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 11:00:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer