Main Jab Bhi...

by Iqtedar on June 25, 2013, 06:51:47 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 720 times)
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
Reply with quote
Main Jab Bhi Sine Se Apne Tujhe Laga Longa
Sukoon Dono Jahanon Ka Pal May Paa Longa

Ye Mere Roum Roum Par Tera Khabza Hoga
Main Apne Khon-e-Jigar May Tujhe Basa Longa

Rehaai Tujhko Milegi Nahi Meri Jaan Se
Main Teri Zulfon May Khud Aapko Uljha Longa

Dukhon Ka Tujhko Pata Hi Nahi Chalne Donga
Main Apne Gosha-e-Dil May Tujhe Sama Longa

Written by Syed Iqtedar Hussain.
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2013, 07:04:04 PM »
Reply with quote
WAAH WAAH......BAHUT KHOOB.........
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Bhupinder Kaur
Guest
«Reply #2 on: June 25, 2013, 07:52:18 PM »
Reply with quote
Bahut Khoob.................
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: June 25, 2013, 08:43:08 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut bahut khoob iqtedarji. badi achchi ghazal kahi hai aapne sabhi sher khoob hai. khaas kar yeh do sher bahut pasand aaye'

Rehaai Tujhko Milegi Nahi Meri Jaan Se
Main Teri Zulfon May Khud Aapko Uljha Longa

Dukhon Ka Tujhko Pata Hi Nahi Chalne Donga
Main Apne Gosha-e-Dil May Tujhe Sama Longa

hazaron dili daad... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #4 on: June 25, 2013, 09:14:04 PM »
Reply with quote
Thanks to Miru ji, Kaur ji, and specially thanks to Aqsh ji ke aapne bade ghaor se meri ghazal padhi aur dil se tareef ki - mujhe acha laga Usual Smile thanks - and thanks again to all...
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: June 25, 2013, 09:47:43 PM »
Reply with quote
waah waah aur waah
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #6 on: June 25, 2013, 09:48:26 PM »
Reply with quote
bahut pyara likha hai janaab, umeed karta huN aage aapke kalam se aur bhi umda kalaam padhne ko milte raheNge...
Logged
Saavan
Guest
«Reply #7 on: June 25, 2013, 10:04:41 PM »
Reply with quote
Itni mohabba na karo sahib
ki khud ki Najar lag jaye
Nice one.
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #8 on: June 25, 2013, 10:33:10 PM »
Reply with quote
Aap tamaam group members ke naam...
Jab aap logon se tarifen sunne ko milti hain to bada acha lagta hai - aur aaj jab Saini sahab aur Taish bhai aur Saavan ji ke replies padha to achanak dimagh may Rajesh Khanna ke mashoor bool jo Saher Ludhianvi Sahab ki taqleeqh hain yaad aagaye - sunye...

Aap, aap kya jaane mujhko samajte hain kya?
Main to kuch bhi nahi
Is khadr pyar itni badi bheed ka main rakhunga kahan?
Is khadr pyar rakhne ke khabil nahi
Mera dil meri jaan
Mujhko itni mohabbat na do dosto
Mujhko itni mohabbat na do dosto
Sonch lo dosto
Is qhadr pyar kaise sambhalunga main
Main to kuch bhi nahi
Pyar... pyar ek shaks ka bhi agar mil sake to badi cheez hai Zindagi ke liye
Aadmi ko magar ye bhi milta nahi, ye bhi milta nahi
Mujhko itni mohabbat mili aapse... mujhko itni mohabbat mili aapse
Ye mera hak nahi meri taqdeer hai
Main zamaane ki nazron may kuch bhi na tha... main zamaane ki nazron may kuch bhi na tha
Meri aankhon main ab tak wo tasveer hai
Is mohabbat ke badle, main kya nazar doon
Main to kuch bhi nahi
Izzaten shohraten chahaten ulfaten
Koi bhi cheez duniya main raheti nahi
Aaj main hoon jahan kal koi aur tha... aaj main hoon jahan kal koi aur tha
Ye bhi ek daur hai woh bhi ek daur tha
Aaj itni mohabbat na do doston... aaj itni mohabbat na do doston
Ke mere kal ki khatir na kuch bhi rahe
Aaj ka pyar thoda bacha kar rakho... aaj ka pyar thoda bacha kar rakho
Mere kal ke liye
Kal – kal jo gumnaam hai... kal jo sunsaan hai... kal jo anjaan hai... kal jo veeran hai
Main to kuch bhi nahi hoon... main to kuch bhi nahi.
Logged
nashwani
Guest
«Reply #9 on: June 25, 2013, 11:21:05 PM »
Reply with quote
waah waah waah behad umda likha hai sahab..keep writing..happy9
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 21 minutes.
Posts: 2242
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #10 on: June 25, 2013, 11:46:21 PM »
Reply with quote
Bahaut khoob Iqdetar ji ... Khoobsurat aur rawaan ghazal kahi ... Dheron daad !
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: June 26, 2013, 06:36:13 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 03:00:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer