Meri Jaan Bata,Tujhe Is Khat Mein Kya LikhooN..!!...Shireen Hakani

by Shireen Hakani on November 27, 2012, 11:05:53 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1862 times)
Shireen Hakani
Guest
Reply with quote
Sochti Hoon Tujhe Mohabbat MeiN Kya LikhooN,
Meri Jaan Bata,Tujhe Is Khat Mein Kya LikhooN..!!

Yeh Jazbaat HaathoN Se Phisle Jaate HaiN Mere,
Har Lafz Yaha EhsaasoN Se Sharmate Hai Mere,
Tujhe In SaansoN Ki Hararat MaiN Kya LikhooN,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya LikhooN..!!

Har Raat Mujhse Simat Jaata Hai Saaya Yaar Ka,
AankhoN Mein Utar Aata Hai Rang Tere Pyaar Ka,
Tujhe In KhwaaboN Ki Shararat Main Kya LikhooN,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya LikhooN..!!

Mil Jao YouN Ke Waqt Thehar Jaaye FizaoN MeiN,
Dum Nikale Mera Gar, Toh Sirf Teri BaahoN MeiN,
Tujhe In Dhadakano Ki Hasrart MaiN Kya LikhooN,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat MeiN Kya LikhooN..!!

Shireen Hakani
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: November 27, 2012, 11:14:19 AM »
Reply with quote
waah waah waah waah bahut khoob
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #2 on: November 27, 2012, 11:54:53 AM »
Reply with quote
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhh......Usual Smile
Logged
sahal
Umda Shayar
*

Rau: 109
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
47 days, 3 hours and 51 minutes.

love is in the Air,but CuPiD is alone here.

Posts: 4410
Member Since: Sep 2012


View Profile WWW
«Reply #3 on: November 27, 2012, 12:11:22 PM »
Reply with quote
Sochti Hoon Tujhe Mohabbat Mein Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata,Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Yeh Jazbaat Haathon Se Phisle Jaate Hai Mere,
Har Lafz Yaha Ehsaason Se Sharmate Hai Mere,
Tujhe In Saanson Ki Hararat Main Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Har Raat Mujhse Simat Jaata Hai Saaya Yaar Ka,
Aankhon Mein Utar Aata Hai Rang Tere Pyaar Ka,
Tujhe In Khwaabon Ki Shararat Main Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Mil Jao Yu Ke Waqt Thehar Jaaye Fizaon Mein,
Dum Nikale Mera Gar, Toh Sirf Teri Baahon Mein,
Tujhe In Dhadakano Ki Hasrart Main Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Shireen Hakani

lajawaab as always Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
prashad
Guest
«Reply #4 on: November 27, 2012, 12:49:10 PM »
Reply with quote
lajavab shireen ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: November 27, 2012, 03:03:17 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob likha hai aapne Shireen ji... bahut  khoobsurat peshkash...!!!
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 19 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: November 28, 2012, 03:23:01 AM »
Reply with quote
behtareen peshkash shireen ji
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: November 28, 2012, 04:04:12 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Lovely  Thumbs UP
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #8 on: November 28, 2012, 04:25:36 PM »
Reply with quote
lajawaab as always Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Thanks!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: November 28, 2012, 08:35:15 PM »
Reply with quote
Sochti Hoon Tujhe Mohabbat Mein Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata,Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Yeh Jazbaat Haathon Se Phisle Jaate Hai Mere,
Har Lafz Yaha Ehsaason Se Sharmate Hai Mere,
Tujhe In Saanson Ki Hararat Main Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Har Raat Mujhse Simat Jaata Hai Saaya Yaar Ka,
Aankhon Mein Utar Aata Hai Rang Tere Pyaar Ka,
Tujhe In Khwaabon Ki Shararat Main Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Mil Jao Yu Ke Waqt Thehar Jaaye Fizaon Mein,
Dum Nikale Mera Gar, Toh Sirf Teri Baahon Mein,
Tujhe In Dhadakano Ki Hasrart Main Kya Likhoon,
Meri Jaan Bata, Tujhe Is Khat Mein Kya Likhoon..!!

Shireen Hakani


Bahut khoob Ji
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #10 on: November 28, 2012, 08:50:00 PM »
Reply with quote
ishq ke lamhe hassah hote hain ye cheekh cheekh kar keh raha hai aapka kalaam, is nazm ke liye meri taraf se dheroN daad aur ek rau qubool farmaayeN...
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #11 on: November 29, 2012, 08:51:15 AM »
Reply with quote
ishq ke lamhe hassah hote hain ye cheekh cheekh kar keh raha hai aapka kalaam, is nazm ke liye meri taraf se dheroN daad aur ek rau qubool farmaayeN...
[/quot

Thanq So Much Taish Jee!!!
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #12 on: December 07, 2012, 07:28:03 AM »
Reply with quote
ishq ke lamhe hassah hote hain ye cheekh cheekh kar keh raha hai aapka kalaam, is nazm ke liye meri taraf se dheroN daad aur ek rau qubool farmaayeN...

Thanq so much Taish Jee!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 07:34:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer