| 
			| 
					
						| KOYAL46 
								Guest
 | RADHA NAHI MEERA HO GAYEE HU MEIN......
 Krishnamay ho gayee hoon mein
 Kaanhaa k rang me rang gayee hu mein
 Shvet se shayaam ho gayee hu mein
 Dekha aaine me, tera he roop ho gayee hu mein
 
 Jaanti hu ess yug me nahi aayega tu
 Sang mere raaslila nahi rachayega tu
 Milawat ka maakhan kaise khayega tu
 Ess shor-shrabe me Bansuri bhi na baja paayega tu
 
 Teri yaad me baavree ho gayee hu mein
 Gori thee ab saanwree ho gayee hu mein
 Baant jote-jote teri kya se kya ho gayee hu mein
 Radha nahi ab Meera ho gayee hu mein.............koyal
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| AMAR SINGH143 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: September 13, 2010, 01:06:10 PM »  |   | 
 Koyal ki boli may hai ek jaadu . . .Apki ye shair sunke kanhaiya bhi ho jayenge bekabu. . .
 Apse durr woh kaise jayenge . .
 Agar hai durr ,to laut is yug may bus apke liye ayenge. . . .
 (koyal ji bahot khub likha hai apne. . .ek alag duniya may chala gaya tha mai apki ye shair sunke . . .wah . .bahot khub )
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| tamanna.pt 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: September 13, 2010, 01:11:11 PM »  |   | 
    Nice thought Koyal dear,apne zazbaaton k saath maujuda halaaton ko dikhane ki bhi dikhane ki koshish ki hai tumne. Nice.   |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| cara 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: September 13, 2010, 01:35:22 PM »  |   | 
 WAH KYA BAAT HAI       KOYAL JI.....
 JAANTI HUN IS YUG ME NA TUM AAOGE NA TUMSE MIL PAAYUNGI MEH
 ISILIYE "KRISHNA"-- TERI "RADHA NAHI MEERA HO GAYEE HU MEIN"..
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| KOYAL46 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: September 13, 2010, 04:10:39 PM »  |   | 
 Aapka bahut dhanyawaad Amar...143ji....aapke taariff karne ka andaaz pasand aaya humko....   Koyal ki boli may hai ek jaadu . . .Apki ye shair sunke kanhaiya bhi ho jayenge bekabu. . .
 Apse durr woh kaise jayenge . .
 Agar hai durr ,to laut is yug may bus apke liye ayenge. . . .
 (koyal ji bahot khub likha hai apne. . .ek alag duniya may chala gaya tha mai apki ye shair sunke . . .wah . .bahot khub )
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| KOYAL46 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: September 13, 2010, 04:34:44 PM »  |   | 
 Tamanna-di aapka aabhaar aapne padha aur saraha....mujhe achha laga....thanks a lot di.....    Nice thought Koyal dear,apne zazbaaton k saath maujuda halaaton ko dikhane ki bhi dikhane ki koshish ki hai tumne. Nice.   |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| AMAR SINGH143 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: September 13, 2010, 07:13:40 PM »  |   | 
 hehe ...143 2 ji ..hehe ...really aapne bahot achaa likha hai ...m nt kidding . |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| *KasaK*....Dil Ki 
								Poetic Patrol 
								Umda Shayar
								   
								Rau: 19
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 67 days, 9 hours and 25 minutes. 
								"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
								 
								Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: September 13, 2010, 08:11:45 PM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| AMAR SINGH143 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: September 13, 2010, 08:26:46 PM »  |   | 
 wow ....kasak ji    |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aaina 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: September 13, 2010, 09:29:37 PM »  |   | 
 Bhut khoob Koyal jii kya baat hai........
 
 
 aslam
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| aiina 
								Shayarana Mizaaj    
								Rau: 0
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 1 days, 10 hours and 29 minutes.
								 
								''aiina707''
								 
								Posts: 72 Member Since: Aug 2010
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: September 13, 2010, 11:12:09 PM »  |   | 
 this piece of  poem is quite close to sufi poetry............ |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| ~Hriday~ 
								Poetic Patrol 
								Mashhur Shayar
								     
								Rau: 115
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 101 days, 3 hours and 51 minutes.
								 
								kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
								 
								Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
			 
			 
								
								
								
								
								     | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: September 14, 2010, 01:27:01 PM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |