~~Tera Aanchal~~

by badnaam_shayar on May 22, 2006, 12:50:57 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 7568 times)
phoenix
Guest
«Reply #75 on: May 30, 2006, 05:43:15 PM »
Reply with quote
nice reply gaurav
Logged
ranjana
Guest
«Reply #76 on: May 31, 2006, 02:37:56 AM »
Reply with quote
bahut khub Nitiesh , Gaurav, and MANJOO JI....................

tere ek khayal ne kya kya bana diya mujhko.
apni hi jindagi ki kitaab ka hissa bana diya mujhko
aaya woh aanchal ki panaha mein kai sawal le ke
kar na saka koi sawal ,isi baat ne gunga bana diya mujhko
aankho mein dekha uske maine pyar ka ek sagar
uske pyar ne diwana bana diya mujhko.............
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #77 on: May 31, 2006, 05:31:25 AM »
Reply with quote
THANX A LOT RANJANA... AND NICE ONE TOO...

sun mere sajna hum bhi hain dewane tere
tu sirf ek sagar dekhi hain meri aankhon mein
hum toh saara brahmaand dekhi hain,
ab poochna bundh karo un sawalon ko,
hum ek kitaab banaya hain sab jawabon ko,
tu bhi behosh karati ho sajna teri adaon se,
kyon na tu bhi ek kitaab likhte un khayalon se...


Quote from: "ranjana"
bahut khub Nitiesh , Gaurav, and MANJOO JI....................

tere ek khayal ne kya kya bana diya mujhko.
apni hi jindagi ki kitaab ka hissa bana diya mujhko
aaya woh aanchal ki panaha mein kai sawal le ke
kar na saka koi sawal ,isi baat ne gunga bana diya mujhko
aankho mein dekha uske maine pyar ka ek sagar
uske pyar ne diwana bana diya mujhko.............
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #78 on: June 01, 2006, 12:37:48 PM »
Reply with quote
Bheeg jane de Aanchal ko apne.....
Aaj ise sirr se sarak jaane de.....

Aane de kareeb mujhe apne.....
Aur justju me kuch shararat karne de.....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #79 on: June 01, 2006, 03:14:03 PM »
Reply with quote
hum apne aanchal ko yun na sarakne denge
sharate tujhko ka na hum yun karne denge
kareeb kaise aane de tujh ko a  sanam
aaj mosam bhi kuch gustakh hai ,
aur aapke bhi kuch badle huey se
 lagtate hai hamko dhang......... Usual Smile
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #80 on: June 01, 2006, 06:44:32 PM »
Reply with quote
Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !

Good one Gaurav, Nitiesh, Ranjana, Manjoo ....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #81 on: June 03, 2006, 06:34:20 AM »
Reply with quote
Suhani raat ho tera Aanchal bheeg jaye......
Chale hawa aur Aanchal tera jism se sarak jaye......

Khule Gesu chupke se kuch keh jaye.....
Thanda Jism Pyar ke sholon me dehek jaye.....

Na rokna mujhe kahin hum behek na jaye.....
Ho kuch pal ki khamoshi....or Mahobbat ke dariya me beh na jaye......!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #82 on: June 03, 2006, 08:46:25 AM »
Reply with quote
aanchal jo mera jara sa dhalk jaayega
ek pal ko bhi tu fir chein na paayge
raat ka yeh bheega sama keh raah hai ek dastaan
kar le pyar jee bhar ke ki yeh sama fir laut ke na aayega
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #83 on: June 04, 2006, 06:40:56 AM »
Reply with quote
Aoud ke Aanchal tera .......
Hum kuch Pyar karenge.......

Karenge kuch Pyar ki baatein.....
Hum kuch ek saath saansein bharenge.......

Marr ke bhi hona hai hume Amar......
Hum woh Ashique hai jo Jeete jee toh na kabhi Marenge........!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #84 on: June 04, 2006, 11:29:46 AM »
Reply with quote
mere anchal ki tale ek payar ka deep jalta hai
yeh deep hai payar ka jo viswas ke tail se jalta hai
ismein humne tere diye har sukh dukh ko chhipaya hai
paya hai tune  bhi sakun jab tu is aanchal ke tale aaya hai
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #85 on: June 04, 2006, 12:22:28 PM »
Reply with quote
nice one shayar saab...

Quote from: "badnaam_shayar"
Aoud ke Aanchal tera .......
Hum kuch Pyar karenge.......

Karenge kuch Pyar ki baatein.....
Hum kuch ek saath saansein bharenge.......

Marr ke bhi hona hai hume Amar......
Hum woh Ashique hai jo Jeete jee toh na kabhi Marenge........!!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #86 on: February 19, 2007, 04:28:31 AM »
Reply with quote
Thnx Manju....!!

Yoon Aanchal na lehraao aye Sanam.....
Hume tumhari harr Adaa se Pyar ho jaata hai.....

Wafa se rishta......
Or yeh Dil teri mohabbat me Jashn Chahata hai......

Rahe baatein jahan thodi door.....
Woh pal yeh Aatish banke jeena Chahata hai.....!!!!!!!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #87 on: February 19, 2007, 06:54:02 AM »
Reply with quote
Rehgujar gaye tum meri raah se.
Hum tho tere inzaar mein betein the

socha tha ki tum aaogeaur char batei hogi..
par pata hi na chala ki tum mere anchal se takraye bhi the..
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #88 on: February 19, 2007, 10:50:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "deepika_divya"
Rehgujar gaye tum meri raah se.
Hum tho tere inzaar mein betein the

socha tha ki tum aaogeaur char batei hogi..
par pata hi na chala ki tum mere anchal se takraye bhi the..


Maksad tha aapke Dil se Takraane ka.....
Par dekh Chehra woh Hosh nazaara na rahe......

Kho gaye jaise Jannat me hum.....
Warna hum aise Awaara na the.....

Paayenge tumhe kabhi aise hai ab Khayalaat.....
Dinn toh kaat lete hai jaise taise...par ab Kaatiu nahi jaati yeh tanha raat......!!!!!!!!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #89 on: February 19, 2007, 11:05:53 AM »
Reply with quote
Acha ji....
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 09:34:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer