Tere Bina Ji Sakein Ge Na Hum.....

by Aryaan on June 08, 2005, 08:06:10 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 4099 times)
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #30 on: June 17, 2005, 06:53:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Yun zindagi ki raah mein
Din mere nikal gaye
Kiya tujhko yaad main ne
Qadam mere sanmbhal gaye

Jab bhi karna chaha main ne
Khushi ka zikr ghazlon mein
Meri ungliyon se tarap kar
Qalam mere phisal gaye...

Dene lage hain mujhko
Ab dard ki jagah dawaa
Tum hi karo kuch dosto
Qaatil tau mere badal gaye

Nahi Qismat ko bhi manzoor
Keh hum tumhein bhulaa dein
Tera khat jalaana chaha
Aur haath mere jal gaye..


bohat khoob Aryaan

Quote
kyun log yun daga dete hai
dil lagane ki aisi saja dete hai

mahobat hi tuh ki hai koi chori nahi
kyun ye aashiqon se ehbub cheen lete hai

dil lagate hai hum jab bhi pyar main
ye zalim zamne vale jine nahi dete hai

kyun hai dusman mahobat ke ye zamane vale
kyun haste hue logo ko rone ko kehte hai

jab chalti nahi hai zindagi bin mahobat
phir kyun ye humse zindagi hi cheen lete hai


beautiful sandhaya and very right.

"Pyaar k dushman duniya wale hi to hote hain....,
 inke dar se na jaane kitne ashique ashq bahate reh jaate hain."
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tere bina......... by sweet_gal in Shayri for Khumar -e- Ishq
tere bina by Sonu in Songs & Lyrics
(~_~) TERE BINA (~_~) by ammna in Ghazals
tere bina by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
~~~tere bina~~~ by deepika_divya in Shayri for Khumar -e- Ishq
waheed_rose2004
Guest
«Reply #31 on: June 17, 2005, 10:45:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "Aryaan"
Yun zindagi ki raah mein
Din mere nikal gaye
Kiya tujhko yaad main ne
Qadam mere sanmbhal gaye

Jab bhi karna chaha main ne
Khushi ka zikr ghazlon mein
Meri ungliyon se tarap kar
Qalam mere phisal gaye...

Dene lage hain mujhko
Ab dard ki jagah dawaa
Tum hi karo kuch dosto
Qaatil tau mere badal gaye

Nahi Qismat ko bhi manzoor
Keh hum tumhein bhulaa dein
Tera khat jalaana chaha
Aur haath mere jal gaye..


bohat khoob Aryaan

Quote
kyun log yun daga dete hai
dil lagane ki aisi saja dete hai

mahobat hi tuh ki hai koi chori nahi
kyun ye aashiqon se ehbub cheen lete hai

dil lagate hai hum jab bhi pyar main
ye zalim zamne vale jine nahi dete hai

kyun hai dusman mahobat ke ye zamane vale
kyun haste hue logo ko rone ko kehte hai

jab chalti nahi hai zindagi bin mahobat
phir kyun ye humse zindagi hi cheen lete hai


beautiful sandhaya and very right.

"Pyaar k dushman duniya wale hi to hote hain....,
 inke dar se na jaane kitne ashique ashq bahate reh jaate hain."


wah!!!!!!  bahot  accha aap  sabhi logon  ne likha.....sandhay........aryan.....nidhi.........

Baithay Rahay Chup Chap Hum Pardah Nasheen Key Paas
Hum  Apne  Hi  Ishq  Ko Marte  Hue  Dekhte Rahe.........
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #32 on: June 17, 2005, 11:49:28 AM »
Reply with quote
thanks alot Nidhi , and Waheed ji .........and nice written by both ..............

parde se vo chup chup ke unhe dekhte rahe
ye bhi dekhte the ki aap dekhte ho ke nahi
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #33 on: June 17, 2005, 05:50:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
thanks alot Nidhi , and Waheed ji .........and nice written by both ..............

parde se vo chup chup ke unhe dekhte rahe
ye bhi dekhte the ki aap dekhte ho ke nahi
Thanx waheed and sandhaya,bohat khoob.

"Ashkon ka samandar khareedna chahte hain woh,
 samajhte nahi ek baar jo dubenge,nikal na sakenge,
 pyar ko samajh rakha hai jaise khel unhone,
 kab samjhenge kismat ka khel wo."
Logged
wafakadard
Guest
«Reply #34 on: June 17, 2005, 06:48:48 PM »
Reply with quote
WIWI Bidhi
bahot Khob

aur Waheed Bahi hum to ap ke FAN hain bahot

bahot khoob
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #35 on: June 18, 2005, 02:11:22 AM »
Reply with quote
Wah Bohat khoob Waheed, Nidhi & Sandhaya.....
Logged
wafakadard
Guest
«Reply #36 on: June 18, 2005, 03:28:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Wah Bohat khoob Waheed, Nidhi & Sandhaya.....


Them Poetry man nothing Else
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #37 on: June 18, 2005, 03:32:39 AM »
Reply with quote

App ne hume dhokha deya,
Humne woh bhi kabool keya,
Magar app ne humse rishta kya toda,
Is dil ne to jeena hi chod deya.
Logged
amrita
Guest
«Reply #38 on: June 18, 2005, 08:48:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "sandhaya"
thanks alot Nidhi , and Waheed ji .........and nice written by both ..............

parde se vo chup chup ke unhe dekhte rahe
ye bhi dekhte the ki aap dekhte ho ke nahi
Thanx waheed and sandhaya,bohat khoob.

"Ashkon ka samandar khareedna chahte hain woh,
 samajhte nahi ek baar jo dubenge,nikal na sakenge,
 pyar ko samajh rakha hai jaise khel unhone,
 kab samjhenge kismat ka khel wo."


hey nidhi that was really nice and u to waheed!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #39 on: June 19, 2005, 06:25:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "wafakadard"
WIWI Bidhi
bahot Khob

aur Waheed Bahi hum to ap ke FAN hain bahot

bahot khoob


thanx  alot  dost...................... tongue3
Logged
thycreator
Guest
«Reply #40 on: June 19, 2005, 06:47:48 PM »
Reply with quote
Kya bat hai yaar......yahan to sabhi dhurandhar baithe hai........wow Sandhaya and Waheed bhai.....aaryan ji.......apke liye kya kahe.....superb all of you.....

Kya hai bat ki ye mausam aaj yu meherba sa hai,
Dhadkane chalti hai phir bhi lage ki dil guma sa hai,
Kaisa jadu hai chaya mere iss jehen o dil par aaj,
Lagta hai mera mera mehboob aaj khusnuma sa hai....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #41 on: June 19, 2005, 09:18:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "thycreator"
Kya bat hai yaar......yahan to sabhi dhurandhar baithe hai........wow Sandhaya and Waheed bhai.....aaryan ji.......apke liye kya kahe.....superb all of you.....

Kya hai bat ki ye mausam aaj yu meherba sa hai,
Dhadkane chalti hai phir bhi lage ki dil guma sa hai,
Kaisa jadu hai chaya mere iss jehen o dil par aaj,
Lagta hai mera mera mehboob aaj khusnuma sa hai....

nice one thy..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #42 on: June 20, 2005, 03:34:44 AM »
Reply with quote
Shukriya thycreator & Nice One again....

Aa gayi thi ik din tanhaai bhi jazbaat mein
Aankh se bhi chand boondein gir pari barsaat mein
Logged
thycreator
Guest
«Reply #43 on: June 20, 2005, 04:26:10 AM »
Reply with quote
Shukriya jalpari aur aryaan sahab.......gud one aryaan ji......

Uss dilruba ki ek nazar ke kayal hum hue,
Tir iss dil ke hua paar aur ghayal hum hue,
Kya kahe uss zalim  ke aadao ki bat hum,
Wo muskurayi udar,idhar pagal hum hue.......
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #44 on: June 20, 2005, 05:58:54 AM »
Reply with quote
sukhriya Creator ji .............and nice work Creator ji ...........aur aryan ji good ......

ek muskurahat thi uski jo pagal kar gai
aai ik pal mere pal mujhe gayal kar gai
na jane thi kya baat uski ek nazar main
ki uske jane se meri zindagi tehar gai
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 07:22:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer