-----/// Tere binaa kuch nahi ///----- Hriday

by ~Hriday~ on January 11, 2013, 10:50:32 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 6536 times)
aqsh
Guest
«Reply #45 on: January 15, 2013, 12:27:04 PM »
Reply with quote
hahahahahahaha

dekho kaise khatmal aur machchar pe tum bhi marne lage ho
sunke unkaa naam, dekho fir se kaise sanwarne lage ho
chhipaane ho baat, samajhte ho hum andhe hain, magar
jaante hain hum ki tum bhi ab unse pyaar karne lage ho
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
so funny

Na hame khatmal se pyaar hai na machar se pyaar hai
Dekh kar unko door se hi hame aata bukhaar hai
Unke saath rahte rahte tum bhi ho gaye khatmal jaise
Soch kar tumhara yeh haal sab hote beemaar hai
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #46 on: January 16, 2013, 02:59:43 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause


khatmal nahi desi sharaab hoon main
aur tum sochte ho kharaab hoon main
chhoo ke dekho apne hothon se kabhi
tum bhi kahoge lajawaab hoon main....
Logged
aqsh
Guest
«Reply #47 on: January 16, 2013, 04:40:07 AM »
Reply with quote
waaaaah kya jawab diya jawab nahi tumhara
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Mujhe sharaab peene ki aadat nahi
Tum ko pee jaaon aisi meri halaath nahi
Kaise samjhoon ke tum lajawab ho
Jab sharaab tumhare liye buri baat nahi
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #48 on: January 16, 2013, 06:43:58 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause

sharaab botal se nahi haseeno ki aankhon se peete hain
dekhte hain unhe aur unhi ko dekhte huye hum jeete hain
yun to kehne ko kaam karte hain multinational company me
magar jab tangi aati hai to joote chappal bhi seete hain
Logged
aqsh
Guest
«Reply #49 on: January 16, 2013, 10:14:46 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause

sharaab botal se nahi haseeno ki aankhon se peete hain
dekhte hain unhe aur unhi ko dekhte huye hum jeete hain
yun to kehne ko kaam karte hain multinational company me
magar jab tangi aati hai to joote chappal bhi seete hain
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
really beautiful and shocking. kya jawab hai


Meri aankhen hai koi sharaab ki dukhaan nahi
Dil hai yeh mera tumhara khaali makaan nahi
Tumhare saare hunar ab hum jaan chuke hai
Karte raho aise hi kaam uthaoge tum kabhi nuksaan nahi
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #50 on: January 16, 2013, 02:32:53 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

nuksaan to ho chukaa apnaa kisi ko propose karke
khaayi bahut maar aaaj uski baat ko oppose karke
wo chaahte thi gulaab, hum gobi kaa phool le gaye
chali gayi bahut duur humse humein wo khamosh karke
Logged
suman59
Guest
«Reply #51 on: January 16, 2013, 02:52:10 PM »
Reply with quote
nice nice niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #52 on: January 16, 2013, 02:59:19 PM »
Reply with quote
thank u sooo much Suman ji....!!!


nice nice niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeee
Logged
aqsh
Guest
«Reply #53 on: January 16, 2013, 04:00:46 PM »
Reply with quote
 crybaby2  DOH ha ha ha ha  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard
maar jisse khayi woh sandal thi ya jutha tha
maar kha kar kya dard bhi hota tha
kahin woh chappal tumhari sili hui to nahi thi
dekh kar tumko dil hamara bhi rota tha
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #54 on: January 16, 2013, 04:35:09 PM »
Reply with quote
Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

khaai hai maar to kyaa humein koi ghum nahi
khaate rehte hain aksar isme koi sharam nahi
bhook lagti hai to thodi maar khaa lete hain
seenaa taanke kehte hain hum kisi se kam nahi
Logged
aqsh
Guest
«Reply #55 on: January 16, 2013, 05:38:09 PM »
Reply with quote
Wallah bahut besharm ho tum. kya khoob jawab tha


Maar khate ho aur kehte ho bade shaan se
Dekha nahi humne tum jaisa koi imaan se
Sach kehte ho ke tum kisi se kam nahi
Tang aa gaye hum tum jaise be-imaan se
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #56 on: January 16, 2013, 08:17:50 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause

tang aate ho humse ho duur jaate kyun nahi
roti khaate ho par achar lagaate kyun nahi
sukhi roti achar se mast hota hai khanae me
tum pet bhar ke khaanaa khaate kyun nahi
Logged
aqsh
Guest
«Reply #57 on: January 17, 2013, 04:26:54 AM »
Reply with quote
so funny hriday jee.  Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Tumhare saath rahte pet ke keedhe marne lag gaye
Pitayi tumhari dekh kar hum aur bhi darne lag gaye
Pet bhar ke khaana ab hum kaise khaye tum hi kaho
Tumhe dekhkar hamari saansein bhi ukhadne lag gaye
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #58 on: January 17, 2013, 07:25:05 PM »
Reply with quote
  Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard


ukhadne ko saans kyun building ka pillar bhi to hai
darte ho kyun tum, tumhaare saath ye killer bhi to hai
dekhte ho kyun saans bahu ke serials tum har roz
dekhne ke liye tumhaare paas hum sa thriller bhi to hai
Logged
aqsh
Guest
«Reply #59 on: January 18, 2013, 05:02:44 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
woooooooooow bahut khoob jawab tha.


Sach hai tum kisi thriller se kam nahi
Uljhoon tumse ab aur hamare mein dam nahi
Dekhte ho kya tum bhi filme bahut saari
Dabang bankar ghoomte ho paas koi gam nahi
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 16, 2024, 11:12:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer