Ye Rasm yanhaan Abhi bhi hai....Abul Asad

by Abul Asad on January 11, 2012, 01:50:00 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1058 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Dil ko Lootne ki rasm yanhaan abhi bhi hai
Meri jaan men jawaani ki chamak abhi bhi hai

Khuda ko jawab dene men waqt abhi bhi hai
Aik aur gunah ka waqt yanhaan abhi bhi hai

Kuch maazi ki baaten hamen yaad abhi bhi hai
Voh qaraar hamare, tumhare beech abhi bhi hai

Shukr hai Duniya men muhabbat ki rasm abhi bhi hai
Warna dozaq ki aag si garmi ham me abhi bhi hai

Aik arsa hova guzri kai sadiyan ab, jo aap hamari hovi
Phir bhi rakheebon ke lashkar yanhaan abhi bhi hain


Abul Asad
Yoindia Shayariadab
Logged
roushan
Guest
«Reply #1 on: January 11, 2012, 03:32:28 PM »
Reply with quote
Dil ko Lootne ki rasm yanhaan abhi bhi hai
Meri jaan men jawaani ki chamak abhi bhi hai

Khuda ko jawab dene men waqt abhi bhi hai
Aik aur gunah ka waqt yanhaan abhi bhi hai

Kuch maazi ki baaten hamen yaad abhi bhi hai
Voh qaraar hamare, tumhare beech abhi bhi hai

Shukr hai Duniya men muhabbat ki rasm abhi bhi hai
Warna dozaq ki aag si garmi ham me abhi bhi hai


Aik arsa hova guzri kai sadiyan ab, jo aap hamari hovi
Phir bhi rakheebon ke lashkar yanhaan abhi bhi hain


Abul Asad
Yoindia Shayariadab

i loved dose lines....awesome Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: January 11, 2012, 08:58:22 PM »
Reply with quote
Raushan sahab,

Shukriya, aap ki daad ka
Younhi aate rahiye

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: January 12, 2012, 05:03:15 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #4 on: January 12, 2012, 06:38:30 AM »
Reply with quote
wah janaab
bhot khoob
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: January 12, 2012, 06:39:35 AM »
Reply with quote
Shukriya Dr Sahab,

Bahut bahut shukriya.. aur mubarak aapko MOTM ka
Dua Goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: January 12, 2012, 06:41:29 AM »
Reply with quote
wah janaab
bhot khoob

Sarfira Sahab,

Janaab aap kanhaa rehgayae the?
Bade din baad nazr aaaye, aapko to yaad hi kar rahe the ham
ke aap ki nazr-e inayat ham par padi.

Shukriya Sarfira sahab.

dua Goo
Abul Asad
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #7 on: January 12, 2012, 03:55:12 PM »
Reply with quote
Wah Kya Baat Hai Asad Saheb... Behad Umda Peshkash hai.. Ek ek Lafz Dil Ko Chhoo gaya.. daaad Kubool Karen is Lajawab Rachna Ke Liye.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #8 on: January 12, 2012, 05:17:40 PM »
Reply with quote
Wah Kya Baat Hai Asad Saheb... Behad Umda Peshkash hai.. Ek ek Lafz Dil Ko Chhoo gaya.. daaad Kubool Karen is Lajawab Rachna Ke Liye.. Applause Applause



**~** Mann **~**

Mann Sahab Behad shukriya,

Aap ki is purjosh tareef aur ache alfazon ka
Saheb bahut hi ibtedayi soch aur koshish hai
aap logon ki sirf mohabbat hai jo haunsla karti
kuch likhne par

Abul Asad
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #9 on: January 12, 2012, 05:27:08 PM »
Reply with quote
bahoot Bahoot Khoob Likha hai Abdul ji.. har Sher bahoot Bahoot umda likha hai



Nysha !
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
6 days, 23 hours and 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: January 12, 2012, 05:35:46 PM »
Reply with quote
Nysha ji,

Kia kehen ham, yeh saari peshkash badi iltejah ke bad yanhan darz karte hain
magar phir bhi itni pheeki lagti hai aap sab ke kalaam ke aage, sirf mohabaten hain aaplogon ki jo hamen sarhate rehte hain, aur hamare haunsle mazboot karte rehte hain. Shukriya ke alawa aur kia kehen aap ki inayaton par.

Aap ke har alfaaz ka shukriya

Abul Asad
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 03:58:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer