- Anchaha Meheman -

by Meena on June 22, 2005, 09:16:45 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2580 times)
Meena
Guest
Hello dosto, yeh meri poem ek aise shaks ke feelings ke bare hai jisko pata chalta hai ke uska janm hi unwanted tha! umeed hai meri koshish aap sab ko pasand ayegi!

Ek duniya hi ujad gayi jab jaan li yeh sachayi,
Hum to hai yaha par humare hone ka kisi ko na tha arman,

Roop bhi na liya tha insaan ke shareer ka,
Jab humare lyie khilne lage nafraton ke gulistan,

Nami aa hi jati hai jab dikhta hai apno ki ankhon me sab ke lyie pyar,
Bas ek humare liye tha yeh ek ehesas anjan,

Aab jaan liye kyu juda te hum mamta bare pyar se,
Ke hum to hai unke liye ek anchaha meheman,

Farz ke is rishte ko to bohot khoobi se nibaye sab ne,
Par gaur se dekho to mere dil ka ashiyana hai bohot sunsan,

Khoon ka ristha hai jinse woh hi na de paye apnapan,
Phir kisi gair se kyu mange hum pyar lene ka ehesaan!


 sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Nana Meheman (Baby) by Meena in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
ek anchaha pyar by asif biswas in General Stories « 1 2  All »
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #1 on: June 22, 2005, 09:19:41 AM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, yeh meri poem ek aise shaks ke feelings ke bare hai jisko pata chalta hai ke uska janm hi unwanted tha! umeed hai meri koshish aap sab ko pasand ayegi!

Ek duniya hi ujad gayi jab jaan li yeh sachayi,
Hum to hai yaha par humare hone ka kisi ko na tha arman,

Roop bhi na liya tha insaan ke shareer ka,
Jab humare lyie khilne lage nafraton ke gulistan,

Nami aa hi jati hai jab dikhta hai apno ki ankhon me sab ke lyie pyar,
Bas ek humare liye tha yeh ek ehesas anjan,

Aab jaan liye kyu juda te hum mamta bare pyar se,
Ke hum to hai unke liye ek anchaha meheman,

Farz ke is rishte ko to bohot khoobi se nibaye sab ne,
Par gaur se dekho to mere dil ka ashiyana hai bohot sunsan,

Khoon ka ristha hai jinse woh hi na de paye apnapan,
Phir kisi gair se kyu mange hum pyar lene ka ehesaan!


 sad5
wah meena sis,aapke super brain ki daad deni padegi.Very nice Usual Smile
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: June 22, 2005, 09:20:19 AM »
lol kiski daad de rahi ho nidhi, jo hai hi nahin mere pas  :wink: par yeh true feelings hai  sad5
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: June 22, 2005, 10:23:47 AM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, yeh meri poem ek aise shaks ke feelings ke bare hai jisko pata chalta hai ke uska janm hi unwanted tha! umeed hai meri koshish aap sab ko pasand ayegi!

Ek duniya hi ujad gayi jab jaan li yeh sachayi,
Hum to hai yaha par humare hone ka kisi ko na tha arman,

Roop bhi na liya tha insaan ke shareer ka,
Jab humare lyie khilne lage nafraton ke gulistan,

Nami aa hi jati hai jab dikhta hai apno ki ankhon me sab ke lyie pyar,
Bas ek humare liye tha yeh ek ehesas anjan,

Aab jaan liye kyu juda te hum mamta bare pyar se,
Ke hum to hai unke liye ek anchaha meheman,

Farz ke is rishte ko to bohot khoobi se nibaye sab ne,
Par gaur se dekho to mere dil ka ashiyana hai bohot sunsan,

Khoon ka ristha hai jinse woh hi na de paye apnapan,
Phir kisi gair se kyu mange hum pyar lene ka ehesaan!


 sad5


hmmmmmmmm..............bahot  accha meena.........very  nice  wordings.....tongue3  keep it up...............
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: June 22, 2005, 10:24:31 AM »
than k u waheed..... thank u!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: June 22, 2005, 10:41:37 AM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, yeh meri poem ek aise shaks ke feelings ke bare hai jisko pata chalta hai ke uska janm hi unwanted tha! umeed hai meri koshish aap sab ko pasand ayegi!

Ek duniya hi ujad gayi jab jaan li yeh sachayi,
Hum to hai yaha par humare hone ka kisi ko na tha arman,

Roop bhi na liya tha insaan ke shareer ka,
Jab humare lyie khilne lage nafraton ke gulistan,

Nami aa hi jati hai jab dikhta hai apno ki ankhon me sab ke lyie pyar,
Bas ek humare liye tha yeh ek ehesas anjan,

Aab jaan liye kyu juda te hum mamta bare pyar se,
Ke hum to hai unke liye ek anchaha meheman,

Farz ke is rishte ko to bohot khoobi se nibaye sab ne,
Par gaur se dekho to mere dil ka ashiyana hai bohot sunsan,

Khoon ka ristha hai jinse woh hi na de paye apnapan,
Phir kisi gair se kyu mange hum pyar lene ka ehesaan!


 sad5


bahot acha likha hai aapney Meena ji .... kuch haqeeqat hum bhi byaaN kerna chahengey !!

baat cli hai armaanooN ki to hum bhi kuch sunatey hai
iss duniya ki thodi se haqiqaat hum aap ko batlatey hai

aap ke iss duniya mein honey ka armaaN, pucho un se
jo aap ki ik muskurahaat pe jaan apni lutatey hai

khud ko anchaha mehmaan keh, tooheen na kro khuda ki
aisii batooN ko sun ke "Meena" bhagwaan bhi ansuu bhatey hai

ma baap to dusra roop hai khuda ka  iss duniya mein
kassey keh saktey ho ke woh tum ko nhi chahtey hai

ho sakta hai abhi aap pe ho kuch burey ghumooN ke saye
itihaas gwaah hai duniya ka, yeh jiada der nhi tik patey hai

kehtey ho ke pyaar ka ehsaan nhi lungi kissi gair se
jo detey hai pyaar kissi ko , woh log kab gair kehlatey hai ?

Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: June 22, 2005, 10:55:20 AM »
wah humtumji !!!!!!!! just mind blowing!!!!!!! jitni tarreef karon kam hai!!!

karte to hum bih hai apno se itna pyar,
jane kyu nahin girti yeh dooriyon ki deewar,

dukhta hai dil jab samajhte nahin apne hume,
yuh door rehe kar tood dete hai sapne mere,

mana aur log bhi rakhte honge humare liye pyar ke jazbaat,
par hum to tanhai ke mare hai, kya denge unke mehefil ki saugat,

kaise dukhi dekh sakhenge hum apne kisi deewane ko,
Khuda bhi koi kasar nahin chodta, "Meena" tujhe satane ko!   sad5
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #7 on: June 22, 2005, 10:56:30 AM »
Quote from: "Meena"
Hello dosto, yeh meri poem ek aise shaks ke feelings ke bare hai jisko pata chalta hai ke uska janm hi unwanted tha! umeed hai meri koshish aap sab ko pasand ayegi!

Ek duniya hi ujad gayi jab jaan li yeh sachayi,
Hum to hai yaha par humare hone ka kisi ko na tha arman,

Roop bhi na liya tha insaan ke shareer ka,
Jab humare lyie khilne lage nafraton ke gulistan,

Nami aa hi jati hai jab dikhta hai apno ki ankhon me sab ke lyie pyar,
Bas ek humare liye tha yeh ek ehesas anjan,

Aab jaan liye kyu juda te hum mamta bare pyar se,
Ke hum to hai unke liye ek anchaha meheman,

Farz ke is rishte ko to bohot khoobi se nibaye sab ne,
Par gaur se dekho to mere dil ka ashiyana hai bohot sunsan,

Khoon ka ristha hai jinse woh hi na de paye apnapan,
Phir kisi gair se kyu mange hum pyar lene ka ehesaan!


 sad5


wahhhhhhhh bahut khoob meena ji...............
Logged
khushiiiii
Guest
«Reply #8 on: June 22, 2005, 10:57:59 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
Hello dosto, yeh meri poem ek aise shaks ke feelings ke bare hai jisko pata chalta hai ke uska janm hi unwanted tha! umeed hai meri koshish aap sab ko pasand ayegi!

Ek duniya hi ujad gayi jab jaan li yeh sachayi,
Hum to hai yaha par humare hone ka kisi ko na tha arman,

Roop bhi na liya tha insaan ke shareer ka,
Jab humare lyie khilne lage nafraton ke gulistan,

Nami aa hi jati hai jab dikhta hai apno ki ankhon me sab ke lyie pyar,
Bas ek humare liye tha yeh ek ehesas anjan,

Aab jaan liye kyu juda te hum mamta bare pyar se,
Ke hum to hai unke liye ek anchaha meheman,

Farz ke is rishte ko to bohot khoobi se nibaye sab ne,
Par gaur se dekho to mere dil ka ashiyana hai bohot sunsan,

Khoon ka ristha hai jinse woh hi na de paye apnapan,
Phir kisi gair se kyu mange hum pyar lene ka ehesaan!


 sad5


bahot acha likha hai aapney Meena ji .... kuch haqeeqat hum bhi byaaN kerna chahengey !!

baat cli hai armaanooN ki to hum bhi kuch sunatey hai
iss duniya ki thodi se haqiqaat hum aap ko batlatey hai

aap ke iss duniya mein honey ka armaaN, pucho un se
jo aap ki ik muskurahaat pe jaan apni lutatey hai

khud ko anchaha mehmaan keh, tooheen na kro khuda ki
aisii batooN ko sun ke "Meena" bhagwaan bhi ansuu bhatey hai

ma baap to dusra roop hai khuda ka  iss duniya mein
kassey keh saktey ho ke woh tum ko nhi chahtey hai

ho sakta hai abhi aap pe ho kuch burey ghumooN ke saye
itihaas gwaah hai duniya ka, yeh jiada der nhi tik patey hai

kehtey ho ke pyaar ka ehsaan nhi lungi kissi gair se
jo detey hai pyaar kissi ko , woh log kab gair kehlatey hai ?



wahhhhhhhhhhh humtum bahut achha likha hai aapne
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: June 22, 2005, 11:00:09 AM »
thank u kushi!!  :D  

humtum bhi thank u hi bolega uski taraf se bhi thank u!   :wink:
Logged
HumTum
Guest
«Reply #10 on: June 22, 2005, 11:06:53 AM »
Quote from: "Meena"
wah humtumji !!!!!!!! just mind blowing!!!!!!! jitni tarreef karon kam hai!!!

karte to hum bih hai apno se itna pyar,
jane kyu nahin girti yeh dooriyon ki deewar,

dukhta hai dil jab samajhte nahin apne hume,
yuh door rehe kar tood dete hai sapne mere,

mana aur log bhi rakhte honge humare liye pyar ke jazbaat,
par hum to tanhai ke mare hai, kya denge unke mehefil ki saugat,

kaise dukhi dekh sakhenge hum apne kisi deewane ko,
Khuda bhi koi kasar nahin chodta, "Meena" tujhe satane ko!   sad5

hummmmm


dooriyooN ki jo deewar hai ik din gir jayegi
yaqeen kro "Meena" khusiya tumhari zindgi mein aayegi

mana ke roothna apno ka mehsoos khiza sa hota hai, lekin
umeed pe hai duniya kayaam , daar pe tere bhar bhi ik din aayegi

tanhaaiyoN mein jo duubooN rakha hai khud ko, kasoor yeh tera nhi
lekin milega ik din asia koi , paker jissey teri har tanhaai mit jayegi

khuda bhi leta hai imtehaan har ik insaan ka "Meena"
yaqeen rakh khuda pe, teri har ik musibaat tal jayegi !!

Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: June 22, 2005, 02:52:11 PM »
hmmm gud one humtum!!!

Khuda ki murat kuch tootne lagi,
jabse kismat humse roothne lagi,
kab nahin kiya sajda Khuda ka humne,
par aab to humari aas bhi chootne lagi!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: June 22, 2005, 02:57:59 PM »
hummmm

ik aas ke sharey hi to zindgi bita rhey hai
warna iss zindgi mein hazarooN ghum bhi hai
yeh bharam ne rakh ke hai akeli tu iss duniya mein
ghumooN ke samundar mein doobey huye hum bhi hai !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: June 22, 2005, 03:00:43 PM »
well said!!!!!!!!!!!

humne kab kaha ke gum ke samunder me hum akhele hai,
kisi ke pas zada to kisi ke pas kam, kaanton ke mele hai,
bas fariyad hoti hai ek hi Khuda se aaj kal,
de na kisi ko itne gum, jitne humne bhi jele hai!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #14 on: June 22, 2005, 03:07:40 PM »
hamari to uss se hai yeh fariyaad
ke dard se ab yeh mera damaan bhar de
ik baar karwade mehboob ka deedaar
phir humey woh cahahey to dewana ker de !!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 03:11:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.16 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer