- Aye Maut... -

by Meena on May 26, 2005, 12:58:45 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3498 times)
Meena
Guest
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



Attension Please:

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
maut ki aathat by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
Ab Maut Hi De Do by Devdas_online in Shayri-E-Dard
~Maut ke baad maut~ by Tosha in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
armaano ki maut.......... by purani_jeans_aur_guitar in Miscellaneous Shayri
AE MAUT KAASH TUJHE BHI KABHI AA JAATI MAUT... by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Talat
Guest
«Reply #1 on: May 26, 2005, 01:04:30 PM »
WoW Meena..........Kya baat hai..i..........tna dard :-(
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: May 26, 2005, 01:05:37 PM »
thank u talat kuddiye ......  bas kuch jazbaat pesh kiye.....

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: May 26, 2005, 01:05:50 PM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!


Meena ji gar duyaao se mout mil jati to yeh HumTum kab ka kafan Oth ke mazaar mein soya hota .... khair.. ..... kuch mein bhi likh rha hoon !!!

yeh rishtey haiN ya koi bejaan but hain
ya sawan maiN jaise patjhad ki rut hai

yeh bante bigadte haiN har ek pal main
kissi ko kissi ki zarra bhi na sudh hai

yeh jeevan hai ya ek paheli hai koi
milan hai ruhooN ka ya phir ek yudh hai

saansaiN bhi mushkil hui is jahaN main
tujh se to behtar "HumTum" yeh but hai

Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: May 26, 2005, 01:10:39 PM »
wah humtum ji!!!!!!!!!!!!!!!! wonderful!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Khuda se agar maut ki dua mangenge to woh kabul na karega,
maut ke saye ko pyar se bula rahe hai, aur woh jaldi ayega!   sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: May 26, 2005, 01:13:26 PM »
bulaney se gar aa jati maut to  "HumTum"
koi shaks duniya mein zinda na hota
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #6 on: May 26, 2005, 04:04:56 PM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5


wah meena,kya dard,kya kashish hai har ek lafz me,bohat khoob =D>
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: May 26, 2005, 04:06:57 PM »
thank u....nidhi jaan!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!  :D
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #8 on: May 26, 2005, 04:32:01 PM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5


bahut  aacha likha hai madam ji,....
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: May 29, 2005, 09:44:29 AM »
bohot bohot shukriya tushar ji..............

 :D
Logged
nikki
Guest
«Reply #10 on: May 29, 2005, 09:46:40 AM »
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!



[you]Attension Please:[/you]

jo bhi padega is poem ko, pls isse SHAYARI ke roop me hi padna, koi yeh na soch le ke yeh mere arman hai!!!!!!!!! sad5  meri koshish hoti hai sirf har kisi topic pe likhne ki. bas!!!!!!!!  sad5[/quote

toooooo good Meena...u r gr8.............................
Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: May 29, 2005, 09:47:21 AM »
arre thank u nikki!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
nikki
Guest
«Reply #12 on: May 29, 2005, 09:48:40 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
Ek Zakhm.. Ek Dard... Ek Aha... Ek Arman...

Kab se hai intezaar tera, tum bhi kabhi apni jalak dikhao na,
Rulaya hai zamane ne mujhe, aab tum to mujhe rulao na,

Logo se suna hai milte ho har ek ko tum,
Humare pas ane me tum yuh der aab lagao na,

Duniya ne tukraya hai aab koi tikana nahin mera,
tera hi asra hai aab, Khuda ke liye tum to mujhe apnao na,

Mera hona ya na hona ek barabar hai,
Talab hai zindagi se door tume mujhe apne sang lejao na,

Duayen aur ansoon tumara rasta rokhenge zaroor,
Wasta hai Khuda ka, aye Maut, mujhe le jane ke irade me tum aab gabrana na!


Meena ji gar duyaao se mout mil jati to yeh HumTum kab ka kafan Oth ke mazaar mein soya hota .... khair.. ..... kuch mein bhi likh rha hoon !!!

yeh rishtey haiN ya koi bejaan but hain
ya sawan maiN jaise patjhad ki rut hai

yeh bante bigadte haiN har ek pal main
kissi ko kissi ki zarra bhi na sudh hai

yeh jeevan hai ya ek paheli hai koi
milan hai ruhooN ka ya phir ek yudh hai

saansaiN bhi mushkil hui is jahaN main
tujh se to behtar "HumTum" yeh but hai




Bahut khoob Humtum ji...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: May 29, 2005, 11:10:13 AM »
Aapka bahot bahot Shukriya Nikki ji ......
Logged
nikki
Guest
«Reply #14 on: May 29, 2005, 11:15:04 AM »
welcome both of u (Meena n Humtum)..................
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 03:12:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer