Dard ka wo pal

by Pooja on November 24, 2008, 10:15:38 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1360 times)
Pooja
Guest
Veeran is dil main, ajj bhi basera hai
Teri yaadon ka dard ghanera hai

Betabi magar ab kahin dhal si gai
Zakhmo ka dard ajj bhi bathera hai

Hosh-o-hawas ajj bhi ho jaate hai goom
Teri bewafai ka kahan  koi sawera hai

Khayal tere aye to kaha phir koi hosh hume
Dard ka wo pal, ajj bhi wahi thehra hai….
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
pankshivam
Guest
«Reply #1 on: November 25, 2008, 02:25:28 AM »
Veeran is dil main, ajj bhi basera hai
Teri yaadon ka dard ghanera hai

Betabi magar ab kahin dhal si gai
Zakhmo ka dard ajj bhi bathera hai

Hosh-o-hawas ajj bhi ho jaate hai goom
Teri bewafai ka kahan  koi sawera hai

Khayal tere aye to kaha phir koi hosh hume
Dard ka wo pal, ajj bhi wahi thehra hai….


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nice lines Pooja ji
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aye dost ye kiske gam ka zindgi pe pehra hai
Usse yaad karte ho jo jasbato se behara[deaf] hai...

Dekho jara zindagi bahut khubsurat hai,
Har taraf baharo ka Mausam har taraf khushiyo ka rang gehara hai...



~Pank~
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: November 25, 2008, 03:45:54 AM »
Beautiful work Pooja
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: November 25, 2008, 05:35:01 AM »
Nice One Pooja Ji

Dard se bhara dil mein kaise milega jagha humein
Dard ke phool bhi khilte hain aaj bhi us jahan mein
Un phoolon ko bikher do to kuchh jagha mil jayega
Zakhm kaise bhi ho kuchh roz mein hi bhar jayega
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: November 25, 2008, 06:19:10 AM »

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nice lines Pooja ji
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aye dost ye kiske gam ka zindgi pe pehra hai
Usse yaad karte ho jo jasbato se behara[deaf] hai...

Dekho jara zindagi bahut khubsurat hai,
Har taraf baharo ka Mausam har taraf khushiyo ka rang gehara hai...



~Pank~

bahoot bahoot shukaria Pank. apne apni yah post edit kyun ki. Crying.
jo delete kar diya wo bahoot acha likha tha apne.....

apki yah line mujhe behad achi lagi hai:

Usse yaad karte ho jo jasbato se behara[deaf] hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: November 25, 2008, 06:20:00 AM »
Beautiful work Pooja

bahoot bahoot shukaria SG
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: November 25, 2008, 06:21:17 AM »
Nice One Pooja Ji

Dard se bhara dil mein kaise milega jagha humein
Dard ke phool bhi khilte hain aaj bhi us jahan mein
Un phoolon ko bikher do to kuchh jagha mil jayega
Zakhm kaise bhi ho kuchh roz mein hi bhar jayega


KUCH ZAKJAM UMARBHAR JAATE NAHI
KYUN LOG APNA WADA NIBHATE NAHI
PAYAR KE BADLE CHAHA THA SIRF PAYR
ITANI SI BAAT KYUN SAMJH PAATE NAHI
Logged
k.shael
Guest
«Reply #7 on: November 25, 2008, 06:27:16 AM »
WAH  Applause WAH  Applause  WAH  Applause

BEHAD PYARA AUR DARD KO BAYAN KARTA AAPKA YE KALAM BHI DIL ME UTAR GAYA
POOJA DIDI,

KHUDA KARE AAP TA-UMAR U HI LIKHTI RAHE AUR HAM U HI AAPKO PADTE RAHE...
BY. K.SHAEL
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: November 25, 2008, 06:30:43 AM »
 Thankyou ! SHALLY....APKI KALAM BHI KAM KAMAL KI NAHI HAI...Intzaar rahta hai ki app likhein aor hum parre Hats off to you!
Logged
joy3902
Guest
«Reply #9 on: November 25, 2008, 07:04:48 AM »
very nice shayari, i likt it
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: November 25, 2008, 04:05:28 PM »
Thanks Joy.. Apka Yoindia main sawagat hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: February 06, 2009, 11:22:07 PM »

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nice lines Pooja ji
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aye dost ye kiske gam ka zindgi pe pehra hai
Usse yaad karte ho jo jasbato se behara[deaf] hai...

Dekho jara zindagi bahut khubsurat hai,
Har taraf baharo ka Mausam har taraf khushiyo ka rang gehara hai...



~Pank~

Khud ka khud ke khayalo pe pehra hai
apne zajbaato main dil thehra hai

Bewafa to kab se ja chuka zindagi se meri
har taraf bas issi dard ka sehra hai
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #12 on: February 06, 2009, 11:44:15 PM »
Khud ka khud ke khayalo pe pehra hai
apne zajbaato main dil thehra hai

Bewafa to kab se ja chuka zindagi se meri
har taraf bas issi dard ka sehra hai
Very Nice Poojaji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: February 06, 2009, 11:50:00 PM »
Shukaria Pank ji!!
Logged
Asghr
Guest
«Reply #14 on: February 07, 2009, 02:15:46 AM »
Veeran is dil main, ajj bhi basera hai
Teri yaadon ka dard ghanera hai

Betabi magar ab kahin dhal si gai
Zakhmo ka dard ajj bhi bathera hai

Hosh-o-hawas ajj bhi ho jaate hai goom
Teri bewafai ka kahan  koi sawera hai

Khayal tere aye to kaha phir koi hosh hume
Dard ka wo pal, ajj bhi wahi thehra hai….

MERE DIL MAIN JIS KA BASERA THA,WO MERA NA THA LOTERA THA
AS USUAL POOJA JI LOVELY POETRY.ASGHR Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 03:15:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer