Dard ZAKHM me na raahat DAWAA me hai...!!

by ghayal_shayar on October 29, 2012, 02:00:56 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1577 times)
ghayal_shayar
Guest
«Reply #15 on: October 30, 2012, 01:37:36 PM »
waah waah janaab--
kya khoob khyalaat kahe aapne
sach kahen to aise post padh kar kuch likhne ka mann hum jaison ka bhi ho jata hai--
daad kubul karen bhai
aate rahen
khus rahen


sarfira ji, aapne to itni tareef kar ke mera hi sar firaa diya, sarkar hum to mehaz shaukiya 4 lafz kehne waaloN me se haiN, aur ehsash to hum sab ke paas haiN hi, bas uthaayi kalam aur likh daaliye kuch, kald hi aapko padhne ka muraadi rahuNgaa...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard raahat fazaa na ho jaaye by karan q in Shayri-E-Dard
Mere Dard ki dawaa hai meh by FAREE in Kaifiyaat-ae-maye
ZAKHM AISE BHI HAI JISKI KOI DAWAA NAHI HOTI....... by khwahish in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
~*~mere dard ki koi dawaa do yaaron~*~ by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
is dard ki dawaa by saahill in Shayri-E-Dard
ghayal_shayar
Guest
«Reply #16 on: October 30, 2012, 01:49:22 PM »


Aarish ji padhne aur pasand karne ka shukriya... bas yuNhi saath nibhaate raheN...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #17 on: October 30, 2012, 01:50:46 PM »
Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Ghayal ji... bahut khoob likha hai aapne...!!!

Hriday ji maiN aapka tahe dil se shukraguzaar huN, ki aapne meri ye adni si peshkash pasand ki, bas aage v yuNhi hausla afzaayi karte rahiyega...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #18 on: October 30, 2012, 01:53:04 PM »
kaise ho mirzaa............ adaab ............

bhayee ghazal to pahle suni huee hai zubaani ... magar ye jo sawa ... ka Qafiyaa hai... bahut maza deta hai ..
ek baat aur .. yaar Qafiye gadbad ho gaye hain..
tumko sare qafiye Wa.... pe bandhne honge ,,,
yaa matle main chhooT le lo... taaki aa pe qafiye bandhy ,,,,

fir milte haiN

ssdssb mirza, aapki dua hai bas chale jaa rahe haiN, waise bade hi khudgarz nikle aap, jab shuru ki thi tabhi sunaya tha, tab khayal na aaya iska, hum to nithalle haiN hi, aapne v nazar andaaz kar diya is bewkufi ko, aage v yuNhi saath dete rahiyega.... Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 09:51:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer