ZAKHM AISE BHI HAI JISKI KOI DAWAA NAHI HOTI.......

by khwaish on December 13, 2007, 06:47:23 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
Print
Author  (Read 6209 times)
~princess~
Guest
«Reply #75 on: January 11, 2008, 03:47:14 PM »
Kal raat humne socha apke liye ek paigam likhenge
Hawaon se bhijwayenge aur usmein salaam likhenge

Par phir socha gar kisi ko milgaya to tufaan uthega
Log meri tarah kal tera bhi naam badnaam likhenge

Phir jab sajegi Mehfillein diljalon ki kahin
Teri badaulat diljalon mera bhi naam saath likhenge

Baithenge shayar jab dard ki kalam karne saath saath
Ghazal e Mohobbat mein wo meri dastaan likhenge

Kahin phir na khul jaye wo fasana jisse humne daba rakha hai
Jo nazar milegi humari to phir log tere sath mera nam likhenge

Tu khush rang Duniya mein hai mujhe adat hai tanhai ki
Dekhenge tut.te hue taare ko aur usse hum apna arman likhenge

Zakhm gehre hai par mein hi to ihne haara karti hu bar bar
Dastan-e-Mohobbat mein inka Zikar karke inhe Mohobbat-e-Anjam likhenge


~Roshni~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jiski koi Parwaaz Nahi by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
suna he ishk ki duniyaa mei koi dawaa nahi hoti by hameeda in Share:Love Poetry
Ishq Ki Koi Bhi Dawaa Nahi Hoti by ishu_singh10 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard ZAKHM me na raahat DAWAA me hai...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #76 on: January 11, 2008, 03:50:21 PM »
wah Roshu kaya baat hai... bahoot hi acha likha hai...

ZAKHM AISE BHI HAI JISKI KOI DAWAA NAHI HOTI
ghoot ghoot kar mar rahe hai aor zindagi khatam nahi hoti...........
Logged
~princess~
Guest
«Reply #77 on: January 11, 2008, 03:50:54 PM »
bohot khoob pooja didi...

thx a lot
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #78 on: January 11, 2008, 03:51:27 PM »
....
Zakhm gehre hai par mein hi to ihne haara karti hu bar bar
Dastan-e-Mohobbat mein inka Zikar karke inhe Mohobbat-e-Anjam likhenge
~Roshni~


Roshu

Bahut achche gudiya ! Mazaa aa gaya end padh kar !
Logged
~princess~
Guest
«Reply #79 on: January 11, 2008, 03:53:36 PM »
thxx alot raj bro
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #80 on: January 11, 2008, 03:56:47 PM »
BAHUT BAHUT KHOOB SWEET SIS...BAHUT HI ACHA AUR SACHA LIKHA HAI...
BAHUT ACHE Usual Smile
Logged
~princess~
Guest
«Reply #81 on: January 11, 2008, 04:00:38 PM »
thx bro
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #82 on: January 17, 2008, 04:55:46 PM »
AAJ SADIYO BAAD PHIR MUSKURANE SE
JAAG UTHE HAI KUCH ZAKHM PURANE SE
JISSE MAIN HAMESHA CHUPATA RAHA ZAMANE SE..

KYA KARTA? DUNIYA BAAZ NA AATI THI
DIL KE DARD KO AZMAANE SE
HASTA BHI NAHI,ROTA BHI NAHI HAI "KHWAISH"

KAASH WOH SIRF EK BAAR HI SAHI
PAR VAAPAS AA JAAYE
MERE BHULANE SE... Crying
Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: January 17, 2008, 05:00:53 PM »
nice khwaish ji!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #84 on: January 17, 2008, 07:50:36 PM »
THANX POOJA..KUCH AAP BHI LIKHTE

WOH HUKAM DE TO AB UNKA INTEZAAR NA KAROON
JAB WAHI HAAR MAAN GAYE MUSHKILO SE
TO AB KHUDA SE FARIYAD KYA KAROON..

AGAR MUJHSE EK PAL KE LIYE BHI PYAAR THA
TO BAS KHUDA KE AAGE ITNI SI DUA KARNA
KE TUJHSE BICHAD KAR
KISI AUR SE PYAAR NA KAROON...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #85 on: January 17, 2008, 07:53:52 PM »
wah kaya baat hai...

dekhoge kisi ko dard mai, khud pyar kar jaoge
mehsoos karoge uska dard, khud humdard ban jaoge
dard ka isse bada koi aor ilaaz nahi hota
do jo kisi toote dil ko hath, usse bada koi sath nahi hota
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #86 on: January 17, 2008, 08:01:29 PM »
wah kaya baat hai...

dekhoge kisi ko dard mai, khud pyar kar jaoge
mehsoos karoge uska dard, khud humdard ban jaoge
dard ka isse bada koi aor ilaaz nahi hota
do jo kisi toote dil ko hath, usse bada koi sath nahi hota

wah wah wah...bahut khoob pooja sawaal kahi aur? jawaab kahi aur?
bahut ache
Logged
Pooja
Guest
«Reply #87 on: January 17, 2008, 08:06:28 PM »
na koi sawal na hi koi jawab ayya hai
pad kar apki shayri, bas yahi dil mai ayya hai
apki wah ne jaane kyun mujhko daraya hai
apki shayri ka jawab bas meri shayri se ayya hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #88 on: January 17, 2008, 08:18:21 PM »
WOH AAJ HUMEIN PHIR YAAD AAYI BHULATE-BHULATE
DIL KE ZAKHM PHIR UBHAR AAYE CHUPATE-CHUPATE...

HAMESHA KEHTI THI ZINDAGI MEIN KABHI AANSU NA BAHANA
USSI NE SIKHAYA THA MUJHE APNE HAR GHAM PE MUSKURANA...

PAR WAHI AAJ  HUMEIN RULA GAYI HASATE-HASATE
WOH HUMEIN AAJ PHIR YAAD AA GAYI BHULATE-BHULATE...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #89 on: January 17, 2008, 08:22:23 PM »
too good Khwaish..

toota hua rishta, rulata hai bahoot
dil se door hokar, stata hai bahoot
kyun kabhi kisi ko mukamal jahan nahi milta
do payar bahre dilo ko ek jahan nahi milta
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 11:05:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer