dil tootne ki awaaz

by nishita on July 22, 2004, 11:23:11 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 13455 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #60 on: February 12, 2005, 05:16:48 PM »
Sukriya Meenaji...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Tootne Ka Kabhi Ilam Na Tha,.. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
tootne se darta hoon by salil2002 in Shayri for Dard -e- Judai
Dil tootne ki sada nahi aaii by irshad ahmed siddiqui in Shayri for Dard -e- Judai
Harr taraf diloN ke tootne ka shor hai ...........PWFS by pankajwfs in Miscellaneous Shayri
Mere Tootne Se Pehle by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
nishita
Guest
«Reply #61 on: February 21, 2005, 10:04:40 AM »
very nice kalpit and justhate... thanks abhishek

Yeh bhi sach hai nahi hai koi rishta tujh se
Jitni ummedain hain tanha wabasta tujh se
Yeh aalag baat hai tujhay toot kar chaha dil ne
iske badle dil ne kuch bhi nahi chaha tujh se

nm
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #62 on: February 25, 2005, 06:45:03 PM »
Very cool one Nishuji...


Zindagi se wafa hamane bhi kee hai bahot,
par gamon ke siva kuchh aur mila bhi to nahin.
ek tujako pakar khush the mein,
par saath tera manzil tak mila bhi to nahin ...
Logged
Princess21
Guest
«Reply #63 on: February 25, 2005, 07:37:08 PM »
NICee All....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #64 on: February 25, 2005, 07:49:44 PM »
Quote from: "nishita"
very nice kalpit and justhate... thanks abhishek

Yeh bhi sach hai nahi hai koi rishta tujh se
Jitni ummedain hain tanha wabasta tujh se
Yeh aalag baat hai tujhay toot kar chaha dil ne
iske badle dil ne kuch bhi nahi chaha tujh se

nm


aap se gilaa aap kii qasam
sochate rahen kar na sake ham

khenchate rahe umr bhar mujhe
el taraf Khudaa ek taraf sanam


ye agar nahiin yaar kii galii
chalate chalate kyuun ruk gaye qadam


HumTum
Logged
nikki
Guest
«Reply #65 on: February 25, 2005, 07:50:14 PM »
toooo good nishi n JHL ..

jub dil ki basti ujari, to hawaon mein bhi shok ka izhaar tha
jub dil ki kali murjhai, to har gulshan udaasi se bekraar tha
jubtak hum samajh paye, to woh bahut dor ja chuke the ...
.....jinse kabhi hume pyaar tha...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #66 on: February 26, 2005, 02:03:14 AM »
NIKKI


NICE YAAR
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #67 on: February 27, 2005, 06:17:16 AM »
Thanks Nikki...
Aur aapne bhi achha likha hai...


Tamannaao ke bahlave me aksar aahi jaate hai,
Kabhi hum chot khate hai kabhi muskurate hai,
Kisi saath jab bite hue lamho ki yaad aaye,
Thaki aankhon me ashko ke sitaare jhilmilate hai...
Logged
nishita
Guest
«Reply #68 on: February 27, 2005, 10:36:51 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
very nice kalpit and justhate... thanks abhishek

Yeh bhi sach hai nahi hai koi rishta tujh se
Jitni ummedain hain tanha wabasta tujh se
Yeh aalag baat hai tujhay toot kar chaha dil ne
iske badle dil ne kuch bhi nahi chaha tujh se

nm


aap se gilaa aap kii qasam
sochate rahen kar na sake ham

khenchate rahe umr bhar mujhe
el taraf Khudaa ek taraf sanam


ye agar nahiin yaar kii galii
chalate chalate kyuun ruk gaye qadam


HumTum



Jab meri zindagi kuch rukne lagi thi
Barhte qadam kuch thakne lage the
Sahara yun mohabbat ka mila mujhko
Keh mohabbat pe apni gumaan aane laga mujhko
Logged
HumTum
Guest
«Reply #69 on: February 27, 2005, 10:54:52 AM »
Quote from: "nishita"
thks meena and nidhi..

Zubaan se naam lete hai
Aankhon se aansu chalak jaate hai
kabhi hazaaron baatein kiya karte the
aaj ek baat ke liye taras jaate hai..!

nm


Nice...Nishi.....:D

dukh huaa karataa hai kuchh aur bayaan
baat kuchh aur huaa karatii hai

masalaa jab bhii uThaa chiraagon kaa
faisalaa sirf havaa karatii hai ..... :cry:

HumTum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #70 on: February 27, 2005, 10:59:03 AM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
very nice kalpit and justhate... thanks abhishek

Yeh bhi sach hai nahi hai koi rishta tujh se
Jitni ummedain hain tanha wabasta tujh se
Yeh aalag baat hai tujhay toot kar chaha dil ne
iske badle dil ne kuch bhi nahi chaha tujh se

nm


aap se gilaa aap kii qasam
sochate rahen kar na sake ham

khenchate rahe umr bhar mujhe
el taraf Khudaa ek taraf sanam


ye agar nahiin yaar kii galii
chalate chalate kyuun ruk gaye qadam


HumTum



Jab meri zindagi kuch rukne lagi thi
Barhte qadam kuch thakne lage the
Sahara yun mohabbat ka mila mujhko
Keh mohabbat pe apni gumaan aane laga mujhko


WoW very good ...

tum merii aankh ke tevar na bhulaa paaoge
ankahii baat ko samajhoge to yaad aauungaa

haadase aayenge jiivan mein to tum hoke nidhaal
kisii diivaar ko thaamoge to yaad aauungaa...

HumTum
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #71 on: February 27, 2005, 02:42:03 PM »
Teri Aankhon Mein Umeed Maangi Thi,
Phir Udaasi Kyu Mili?
Tere Baahon Ka sahara Chahta Tha,
Phir Tanhai Kyu Mili?
Tumhare Chahat Ki Wafa Chahi Thi,
Phir Bewafai Kyu Mili?
Tumhare Saath Jeene Ki Kasam Mangi Thi,
Phir Akele Jeene Ki Sazaa Kyu Mili???   (nm)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #72 on: February 27, 2005, 10:19:35 PM »
BUHATA CHEY  JUST HATE LOVE
Logged
nishita
Guest
«Reply #73 on: February 28, 2005, 09:03:57 AM »
waah nikki,  just hate and hum tum .


kaise keh doon ke woh paraaya hai
usi ne to jeena sikhaaya hai
hai usi ke naam se ye shayri
mujhe shayar usi ne banaya hai...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #74 on: February 28, 2005, 01:49:28 PM »
Quote from: "nishita"
waah nikki,  just hate and hum tum .


kaise keh doon ke woh paraaya hai
usi ne to jeena sikhaaya hai
hai usi ke naam se ye shayri
mujhe shayar usi ne banaya hai...


ranz, dard, gam-e-tanhaii aur dil-e-zakhm
yahi sab meineY tere pyar mein paya hai
likh ke shayri mere naam ki " HumTum"
mera fasaana apni hi zuban se sunaya hai.....


HumTum
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 04:57:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer