dil tootne ki awaaz

by nishita on July 22, 2004, 11:23:11 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Author  (Read 13454 times)
nishita
Guest
«Reply #75 on: February 28, 2005, 05:19:53 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
waah nikki,  just hate and hum tum .


kaise keh doon ke woh paraaya hai
usi ne to jeena sikhaaya hai
hai usi ke naam se ye shayri
mujhe shayar usi ne banaya hai...


ranz, dard, gam-e-tanhaii aur dil-e-zakhm
yahi sab meineY tere pyar mein paya hai
likh ke shayri mere naam ki " HumTum"
mera fasaana apni hi zuban se sunaya hai.....


HumTum


aao ke dil ek zakhmo par muskuraye
aao ke aankhon me fir khwaab sajaye
aao ke hum dono milkar ajnabi
apna fasana duniya ko sunaaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil Tootne Ka Kabhi Ilam Na Tha,.. by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
tootne se darta hoon by salil2002 in Shayri for Dard -e- Judai
Dil tootne ki sada nahi aaii by irshad ahmed siddiqui in Shayri for Dard -e- Judai
Harr taraf diloN ke tootne ka shor hai ...........PWFS by pankajwfs in Miscellaneous Shayri
Mere Tootne Se Pehle by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
HumTum
Guest
«Reply #76 on: February 28, 2005, 05:35:20 PM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
waah nikki,  just hate and hum tum .


kaise keh doon ke woh paraaya hai
usi ne to jeena sikhaaya hai
hai usi ke naam se ye shayri
mujhe shayar usi ne banaya hai...


ranz, dard, gam-e-tanhaii aur dil-e-zakhm
yahi sab meineY tere pyar mein paya hai
likh ke shayri mere naam ki " HumTum"
mera fasaana apni hi zuban se sunaya hai.....


HumTum


aao ke dil ek zakhmo par muskuraye
aao ke aankhon me fir khwaab sajaye
aao ke hum dono milkar ajnabi
apna fasana duniya ko sunaaye


Sath hu aapke chalo jha kadam le jatey hain
iss fiza mein bhi hum pyar ka gul khilatey hain
aao iss rah-e-zakhm se hatkar khi duur
chun ke tinka tinka, ik nya Aasiyaan bnatey hain....


HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #77 on: February 28, 2005, 05:47:11 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
waah nikki,  just hate and hum tum .


kaise keh doon ke woh paraaya hai
usi ne to jeena sikhaaya hai
hai usi ke naam se ye shayri
mujhe shayar usi ne banaya hai...


ranz, dard, gam-e-tanhaii aur dil-e-zakhm
yahi sab meineY tere pyar mein paya hai
likh ke shayri mere naam ki " HumTum"
mera fasaana apni hi zuban se sunaya hai.....


HumTum


aao ke dil ek zakhmo par muskuraye
aao ke aankhon me fir khwaab sajaye
aao ke hum dono milkar ajnabi
apna fasana duniya ko sunaaye


Sath hu aapke chalo jha kadam le jatey hain
iss fiza mein bhi hum pyar ka gul khilatey hain
aao iss rah-e-zakhm se hatkar khi duur
chun ke tinka tinka, ik nya Aasiyaan bnatey hain....


HumTum


Log bunnte hain pyar ke sapne
aur sapne bikharr bhi jaate hain
ek ehsaas hi to hai yeh wafaa
aur ehsaas marr bhi jaate hain

chalo hum bhi apne sapno ko
milke aaj aazmate hai
dekhte hai ke sapne humare
kya rang laate hai...!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #78 on: February 28, 2005, 05:54:26 PM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
waah nikki,  just hate and hum tum .


kaise keh doon ke woh paraaya hai
usi ne to jeena sikhaaya hai
hai usi ke naam se ye shayri
mujhe shayar usi ne banaya hai...


ranz, dard, gam-e-tanhaii aur dil-e-zakhm
yahi sab meineY tere pyar mein paya hai
likh ke shayri mere naam ki " HumTum"
mera fasaana apni hi zuban se sunaya hai.....


HumTum


aao ke dil ek zakhmo par muskuraye
aao ke aankhon me fir khwaab sajaye
aao ke hum dono milkar ajnabi
apna fasana duniya ko sunaaye


Sath hu aapke chalo jha kadam le jatey hain
iss fiza mein bhi hum pyar ka gul khilatey hain
aao iss rah-e-zakhm se hatkar khi duur
chun ke tinka tinka, ik nya Aasiyaan bnatey hain....


HumTum


Log bunnte hain pyar ke sapne
aur sapne bikharr bhi jaate hain
ek ehsaas hi to hai yeh wafaa
aur ehsaas marr bhi jaate hain

chalo hum bhi apne sapno ko
milke aaj aazmate hai
dekhte hai ke sapne humare
kya rang laate hai...!


hum nhi woh jo sath chod de
'ta umr sath nibatey hain
bacha lete hain sanam ki aabru
kudh qatra qatra lut jatey hain
na honey dengey pyar mein ruswa tuhey
ba-vaffa hi raheygey 'ta umr yeh yaqeen tumhey dilatey hain
woh aur hongey jinkey ehssas mar jatey hain
hum to ik ehsaas pe dil-o-jaan lutatey hain....
aao mil ke pyar ka sapna hum sjatey hain
jod ke tinka tinka ik Aasiyaan nya banatey hain.....


HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #79 on: February 28, 2005, 06:08:32 PM »
raah_he ishq mein har dam thokar hai,
manzil ka koi nishaan nahi
takdir ke ghamo se ghabra kar,
rokh zindagi ka humne mod diya...

nm
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #80 on: March 01, 2005, 01:28:47 AM »
NISHITA JEE BUHAT  ACHEY
Logged
HumTum
Guest
«Reply #81 on: March 01, 2005, 09:32:43 AM »
Quote from: "nishita"
raah_he ishq mein har dam thokar hai,
manzil ka koi nishaan nahi
takdir ke ghamo se ghabra kar,
rokh zindagi ka humne mod diya...

nm


tum chup rahe payaam-e-muhabbat yahii to hai
aanKhen jhukiin nazar kii qayaamat yahii to hai

mere talab kii had hai na tere ataa kii had
mujahko tere karam se nidaamat yahii to hai....

HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #82 on: March 01, 2005, 05:35:06 PM »
thanks again naved..
Logged
nishita
Guest
«Reply #83 on: March 01, 2005, 05:35:49 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
raah_he ishq mein har dam thokar hai,
manzil ka koi nishaan nahi
takdir ke ghamo se ghabra kar,
rokh zindagi ka humne mod diya...

nm


tum chup rahe payaam-e-muhabbat yahii to hai
aanKhen jhukiin nazar kii qayaamat yahii to hai

mere talab kii had hai na tere ataa kii had
mujahko tere karam se nidaamat yahii to hai....

HumTum


Qayam hai iss khayaal se bandhan ye saans ka
Dil mein tumhaari yaad ka roshan  diya to hai

nm
Logged
HumTum
Guest
«Reply #84 on: March 01, 2005, 06:18:24 PM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
raah_he ishq mein har dam thokar hai,
manzil ka koi nishaan nahi
takdir ke ghamo se ghabra kar,
rokh zindagi ka humne mod diya...

nm


tum chup rahe payaam-e-muhabbat yahii to hai
aanKhen jhukiin nazar kii qayaamat yahii to hai

mere talab kii had hai na tere ataa kii had
mujahko tere karam se nidaamat yahii to hai....

HumTum


Qayam hai iss khayaal se bandhan ye saans ka
Dil mein tumhaari yaad ka roshan  diya to hai

nm


ab bataao jaayegii zindagii kahaan yaaro
phir hain barq kii nazaren suu-e-aashiyaan yaaro

sirf zindaa rahane ko zindagii nahiin kahate
kuchh Gam-e-muhabbat ho kuchh Gam-e-jahaan yaaro...

HumTum
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #85 on: March 01, 2005, 08:57:36 PM »
hmm humtum nice ...
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #86 on: March 01, 2005, 08:58:12 PM »
Rahein hai saamne mere kai,
Unake dar tak ek to jaati hogi...
Sili si hava mera paigaam,
Uanke dil tak pahochati to hogi...
Mere pyar ki saundhi khushboo,
Unako mahsoos to hoti hogi...
Us meethe paigaam ko sunkar,
Unhe meri yaad to aati hogi.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #87 on: March 02, 2005, 12:35:54 AM »
HUM TUM********** NSIHITA*********AND ** YASIR BUHAT ACHEY
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #88 on: March 02, 2005, 09:23:45 AM »
thanx naveed
Logged
HumTum
Guest
«Reply #89 on: March 02, 2005, 09:37:22 AM »
Quote from: "yasir_sensitive"
hmm humtum nice ...


Thanks yasir....:D
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 15, 2024, 11:34:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer