dil uska dukhaa ke maine kya paaya

by neha17 on February 09, 2005, 07:12:19 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1606 times)
neha17
Guest
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Ek shaam Humne apna aashiyana jalaya
Her shaam aashiyane ka matam manaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,

Kitni sadiyon se mai intzaar kerta raha
Na he maut aayi mujhko na he wo aaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Jiske milne ne khushi di thee jamane bhar ki
Usski judaai ne mujhe umar bhar rulaaya
Dil usska dukha ker maine kya paaya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Maine her uss shaks se faansla banaye rakha
Jissne apna kehkar mujhe seene se lagaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Na gaye magar phir bhee yahi kaafi hai 'neha'
Ussne khuda bana ker tumhe ghar me bulaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kya khoya kya paaya maine? by keertika in Shayri-E-Dard
maine tumko paaya... by shraddha the poetess in Miscellaneous Shayri
~Rohan~
Guest
«Reply #1 on: February 09, 2005, 07:18:02 AM »
wah neha

Chahai to bohat lekin voh mili hi nahi
lakh koshish ki lekin fasla mitta hi nahi

isi zamane ne majbor is kadar kar diya
ke meri sada kisi ne suni hi nahi

Khuda se jholi phela kar manga tha tujhe
Khuda ne meri kisi dua ko suna hi nahi

har ek se sabab pocha tere milne ka
har ek ne kaha voh tere liye bani hi nahi
Logged
thycreator
Guest
«Reply #2 on: February 09, 2005, 07:23:12 AM »
Wah neha ji,

Dil dukha ke kissi ka kissi ko kuch nahi milta,
Phir bhi roz lakhon dil dukhaye jate hai yahan.
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: February 09, 2005, 07:25:27 AM »
Wah Neha Bohat khoob....
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: February 09, 2005, 08:58:16 AM »
Wah!! Neha Rohan n Creator!!
Logged
paro_ka_deva_devdas
Guest
«Reply #5 on: February 09, 2005, 09:02:22 AM »
Great Work Neha ji & Rohan ji,
Logged
nishita
Guest
«Reply #6 on: February 09, 2005, 09:29:36 AM »
wah wah neha n rohan Usual Smile
Logged
HumTum
Guest
«Reply #7 on: February 09, 2005, 11:47:55 AM »
Quote from: "neha17"
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Ek shaam Humne apna aashiyana jalaya
Her shaam aashiyane ka matam manaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,

Kitni sadiyon se mai intzaar kerta raha
Na he maut aayi mujhko na he wo aaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Jiske milne ne khushi di thee jamane bhar ki
Usski judaai ne mujhe umar bhar rulaaya
Dil usska dukha ker maine kya paaya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Maine her uss shaks se faansla banaye rakha
Jissne apna kehkar mujhe seene se lagaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Na gaye magar phir bhee yahi kaafi hai 'neha'
Ussne khuda bana ker tumhe ghar me bulaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Lo ker lo baat.....

Dil dukhateY huye, Mera kyaal na aaya
kya fayda ab soch ker neha, k tumneY kya paya...

na badli hai na badleYgi, ye jo fitrat hai teri..
tu nhi aayi ghar mere, jab meineY tujhey tha bulaya...

HumTum
Logged
thycreator
Guest
«Reply #8 on: February 09, 2005, 11:59:13 AM »
Quote from: "Talat"
Wah!! Neha Rohan n Creator!!


Thanx talat ji.... tongue3
Logged
nishita
Guest
«Reply #9 on: February 09, 2005, 12:33:41 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "neha17"
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Ek shaam Humne apna aashiyana jalaya
Her shaam aashiyane ka matam manaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,

Kitni sadiyon se mai intzaar kerta raha
Na he maut aayi mujhko na he wo aaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Jiske milne ne khushi di thee jamane bhar ki
Usski judaai ne mujhe umar bhar rulaaya
Dil usska dukha ker maine kya paaya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Maine her uss shaks se faansla banaye rakha
Jissne apna kehkar mujhe seene se lagaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Na gaye magar phir bhee yahi kaafi hai 'neha'
Ussne khuda bana ker tumhe ghar me bulaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Lo ker lo baat.....

Dil dukhateY huye, Mera kyaal na aaya
kya fayda ab soch ker neha, k tumneY kya paya...

na badli hai na badleYgi, ye jo fitrat hai teri..
tu nhi aayi ghar mere, jab meineY tujhey tha bulaya...

HumTum


lol humtum.... gud one
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: February 09, 2005, 12:59:31 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "neha17"
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Ek shaam Humne apna aashiyana jalaya
Her shaam aashiyane ka matam manaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,

Kitni sadiyon se mai intzaar kerta raha
Na he maut aayi mujhko na he wo aaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Jiske milne ne khushi di thee jamane bhar ki
Usski judaai ne mujhe umar bhar rulaaya
Dil usska dukha ker maine kya paaya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Maine her uss shaks se faansla banaye rakha
Jissne apna kehkar mujhe seene se lagaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Na gaye magar phir bhee yahi kaafi hai 'neha'
Ussne khuda bana ker tumhe ghar me bulaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Lo ker lo baat.....

Dil dukhateY huye, Mera kyaal na aaya
kya fayda ab soch ker neha, k tumneY kya paya...

na badli hai na badleYgi, ye jo fitrat hai teri..
tu nhi aayi ghar mere, jab meineY tujhey tha bulaya...

HumTum


wah!!!!!!!!!!!!!!!!11   neha.............   sabhi  logon  ne  bahot accha likha .........superbbbbbbbbbbbbbbb  

Yeh Faisla Huwa Meree Shanakht Aaienah Kare
Magar Yeh Kiska Aks Hai Jo Darmiyaan Aagayaa

Nighah Aur Raaste Ke Dukh Tu Roshnee Se The
Chiraagh Bujh Gaaye Tu Meraa Mehmaan Aagayaa.

Yeh Theek Hai Ke Hum Buhat Oodaas The
Magar Yeh Baat Hasb E Haal Bhi Nahin

Bus Aakhri Chiraagh Hen Munder Par
Magar Hawaa Ko Bhi Yeh Khayaal Nahin........................
Logged
kalpit1234
Guest
«Reply #11 on: February 09, 2005, 01:11:10 PM »
Quote from: "neha17"
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Ek shaam Humne apna aashiyana jalaya
Her shaam aashiyane ka matam manaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,

Kitni sadiyon se mai intzaar kerta raha
Na he maut aayi mujhko na he wo aaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Jiske milne ne khushi di thee jamane bhar ki
Usski judaai ne mujhe umar bhar rulaaya
Dil usska dukha ker maine kya paaya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya

Maine her uss shaks se faansla banaye rakha
Jissne apna kehkar mujhe seene se lagaya
Dil usska dukha ker maine kya paya,
Aansoon ke samander,tanhai ka saya


Na gaye magar phir bhee yahi kaafi hai 'neha'
Ussne khuda bana ker tumhe ghar me bulaya
Dil usska dukha ker maine kya paya
Aansoon ke samander,tanhai ka saya




very nice neha
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #12 on: February 09, 2005, 01:39:54 PM »
aaj dil me hai dard aur dard me dil hai sanam
aaj tu ajnabi-youn me kyou shamil hai sanam

tere bagair bhi jeena mujhko gawara to nahi
tere saath bhi jeena kitna mushkil hai sanam

dekhte ho tum yeh hoton ko is tarha gumsum
shayad yeh bhi hasne ke khabil hai sanam

tum jo rootho to mehfil me bhi tanhaai hai
tum jo khush ho to sahra bhi mehfil hai sanam

aaj dil me hai dard aur dard me dil hai sanam
aaj tu ajnabi-youn me kyou shamil hai sanam....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: February 09, 2005, 01:44:26 PM »
thanks nishita...
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #14 on: February 09, 2005, 01:50:43 PM »
Zara Nakaab hata deti to qya jata
Chaand ka tukra dikha jati to qya jata
Raakh ke dher mein kuch chingari aur bhi hai
Dil ke aang* ko bujha jati to qya jata
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 12:25:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer