DO BHARAT.......soudagar

by soudagar on November 05, 2012, 09:40:12 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1103 times)
soudagar
Guest
is zameen par do bharat hai ek gareeb to dujaa malamaal hai
ameer ka bharat ginti ka gareeb ka bharat bada vishal hai

puri dunia mein alag alag pehchan rakhte hai yeh dono bharat
ek bharat ko karobar ki khyati ek bharstachar ki misaal hai

videshon mein croro rupaye locker inke kagjaton se bhare pade
phir bhi aam janta ko yeh khadi daal dikhate kitne kangal hai

apni marji se he chalaate rehte hain yeh neta mehgai ki talwar
ameeron ke pas h sone ka kavach,gareeb ke pass na koi dhaal hai

is mehngai mein bhi amir ke ghar lagte hai 4 waqt ke shahi bhog
ji tod mehnat ke bad bhi garib ko nahi milti do roti sang daal hai

aarop lagne se pehle hee clean cheet de dee jaati hai netaon kee
badle mein aam aadmi par hee daala jaata aaropon kaa jaal hai

garib ki roti chhin kar neta log maze mein jeete apna jeewan
koi taras nahi khata gareebon par gareebon ka hua bura haal hai

khoon tak chus liya aam aadmi ka phir kehte hai aapke humdard hai
netaon ke ghar jo tangi hai croro kee wo gareebon ki hee khaal hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bharat Maa .........!!! by Talat in Shairy-E-Watan
BHARAT by NETRAPAL in Shairy-E-Watan
BHARAT by NETRAPAL in Shairy-E-Watan « 1 2  All »
Bharat ke Sur... by chaarmee in Shairy-E-Watan
MAIN EK SOUDAGAR HOON...soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: November 05, 2012, 09:55:53 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #2 on: November 05, 2012, 10:14:27 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: November 05, 2012, 10:21:39 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
aapne sachchai ko kaafi achche se pesh kiya hai bahut khoob
Logged
khujli
Guest
«Reply #4 on: November 05, 2012, 11:00:39 AM »
is zameen par do bharat hai ek gareeb to dujaa malamaal hai
ameer ka bharat ginti ka gareeb ka bharat bada vishal hai

puri dunia mein alag alag pehchan rakhte hai yeh dono bharat
ek bharat ko karobar ki khyati ek bharstachar ki misaal hai

videshon mein croro rupaye locker inke kagjaton se bhare pade
phir bhi aam janta ko yeh khadi daal dikhate kitne kangal hai

apni marji se he chalaate rehte hain yeh neta mehgai ki talwar
ameeron ke pas h sone ka kavach,gareeb ke pass na koi dhaal hai

is mehngai mein bhi amir ke ghar lagte hai 4 waqt ke shahi bhog
ji tod mehnat ke bad bhi garib ko nahi milti do roti sang daal hai

aarop lagne se pehle hee clean cheet de dee jaati hai netaon kee
badle mein aam aadmi par hee daala jaata aaropon kaa jaal hai

garib ki roti chhin kar neta log maze mein jeete apna jeewan
koi taras nahi khata gareebon par gareebon ka hua bura haal hai

khoon tak chus liya aam aadmi ka phir kehte hai aapke humdard hai
netaon ke ghar jo tangi hai croro kee wo gareebon ki hee khaal hai


 Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP icon_flower icon_flower
Logged
Aarish
Guest
«Reply #5 on: November 05, 2012, 12:07:43 PM »
Bohut umda saudagar jee , sachi baat kahi hai aapne , bilkul yahan do bharat baste hain.. is sachchi aur aur achchi rachna ke liye dheerrrronnn daaaaad qubool kijiye
Logged
soudagar
Guest
«Reply #6 on: November 06, 2012, 02:42:35 AM »
SHUKRIYA SAINI SIR
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 07, 2012, 09:21:25 AM »
is zameen par do bharat hai ek gareeb to dujaa malamaal hai
ameer ka bharat ginti ka gareeb ka bharat bada vishal hai

puri dunia mein alag alag pehchan rakhte hai yeh dono bharat
ek bharat ko karobar ki khyati ek bharstachar ki misaal hai

videshon mein croro rupaye locker inke kagjaton se bhare pade
phir bhi aam janta ko yeh khadi daal dikhate kitne kangal hai

apni marji se he chalaate rehte hain yeh neta mehgai ki talwar
ameeron ke pas h sone ka kavach,gareeb ke pass na koi dhaal hai

is mehngai mein bhi amir ke ghar lagte hai 4 waqt ke shahi bhog
ji tod mehnat ke bad bhi garib ko nahi milti do roti sang daal hai

aarop lagne se pehle hee clean cheet de dee jaati hai netaon kee
badle mein aam aadmi par hee daala jaata aaropon kaa jaal hai

garib ki roti chhin kar neta log maze mein jeete apna jeewan
koi taras nahi khata gareebon par gareebon ka hua bura haal hai

khoon tak chus liya aam aadmi ka phir kehte hai aapke humdard hai
netaon ke ghar jo tangi hai croro kee wo gareebon ki hee khaal hai



Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bahut Bahut Khoooob Karan ji..Humesha Ki tarah Aapne Ek Social issue Par Likhne Ka Prayaas Kiya Aur Kamyaab Bhi Rahe..Bahut Ache
Logged
soudagar
Guest
«Reply #8 on: November 10, 2012, 05:26:03 PM »
shukriya nandbahu jiii
Logged
soudagar
Guest
«Reply #9 on: August 07, 2013, 04:59:42 PM »
shukriya aqsh jii
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: March 17, 2015, 06:16:20 PM »
SHUKRIYA QALB JI
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 25, 2024, 10:31:24 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer