~~~~~~Ek wo shakas~~~~~~

by Pooja on March 23, 2006, 06:53:20 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 14
Print
Author  (Read 9202 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #45 on: March 27, 2006, 05:15:43 PM »
Quote from: "Pooja"
tanha hum kisi ko kaya chor kar jayegy
kuch jakham hai kuch dard, inko na bant payegy
tamame umar-e-muhobaat ki hai nishaniyan
kuch kahi hui aor kuch unkahin kahaniyan!!


Ya to aap per badal ghane hai.
ya to hum aapke dost nhi bane hai.
dost kahti bhi ho aur... gum batne se inkaar hai
kaise kahe phir hum haan humein aapse pyaar hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #46 on: March 27, 2006, 05:27:52 PM »
badal to kabhi barse hi nahi
dost ban kar bicharty rahe
khushiyan hoty to bhar deti jholi teri
dost ko gum du, itani bhi pathar dil nahi!!!

Payaar tera, tere shabdo mai najar atta hai
dil kahin tera, tujko bhutkaye jaata hai
nahi kaha tha, phir bhi maine sun liya tha
ajj jo teri kalam ne likhaa or lubo ne bataya hai!!!
Logged
jugnu
Guest
«Reply #47 on: March 28, 2006, 12:03:54 PM »
Quote from: "Pooja"
tanha hum kisi ko kaya chor kar jayegy
kuch jakham hai kuch dard, inko na bant payegy
tamame umar-e-muhobaat ki hai nishaniyan
kuch kahi hui aor kuch unkahin kahaniyan!!



wah ! Pooja ji wonderful !!  Usual Smile
Logged
jugnu
Guest
«Reply #48 on: March 28, 2006, 12:09:47 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"

app jaise dosto ki dua ne, is lash ko ab tak saanse di hai
shayd ayya kuch reham, khuda ne jo yah sougaty di hai
buchi hai jo bhi khushi ya zindagi, app sabke naam kar jau
bahoot dho liya is zindagi ko, ab to kahin thum jau!!


jahan thamhogi aap hum haath pakad lenge.
aapki maut ko khud ki zindgi se jakad lenge.
tumhi to khushi ho meri mere saath rahna.
aakele phir kahin bhi jaaogi ye na kahna.


wah wah Bhondu Ji ! bahut hi pyari lines likhi hain aapne !!

waheed bhaijan aapka bahut bahut sukriya !
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #49 on: March 28, 2006, 04:11:23 PM »
Quote from: "Pooja"
badal to kabhi barse hi nahi
dost ban kar bicharty rahe
khushiyan hoty to bhar deti jholi teri
dost ko gum du, itani bhi pathar dil nahi!!!

Payaar tera, tere shabdo mai najar atta hai
dil kahin tera, tujko bhutkaye jaata hai
nahi kaha tha, phir bhi maine sun liya tha
ajj jo teri kalam ne likhaa or lubo ne bataya hai!!!


khusiyaan mile ya gum sab chalta hai yaar.
jo bhi milega share kerne se pyaar badta hai pyaar.
meri kalam ki likha se aapne jo jaana hai.
ab poochta hai mera dil mujhse , aapka kya fasana hai??
Logged
Pooja
Guest
«Reply #50 on: March 28, 2006, 08:44:54 PM »
Khushiyan mile to dost, gum mile to tanhaai
Baant nahi sakti gum apne, yah hai sirf meri purchai
Teri kalam ke shabd, jo is dil ko chune lage
Hum palat kar apni hi duniyan mai khone lage!!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #51 on: March 29, 2006, 04:46:59 AM »
Wah Wah pooja buhat acha likha hai tum ne!Very beautiful!!

Kar dete tumse apne pyar ka izhar!
Gar tumhen khone se na darte!!....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: March 29, 2006, 03:50:17 PM »
Thanks Princess!!
Logged
izhaarkeintzaarmein
Guest
«Reply #53 on: March 29, 2006, 09:06:47 PM »
pooja ji mind blowing fabulous rocking awesome fantabulous   aapki in kuch panktiyon ki jitni taareef ki jaye kam hai
maja aa gaya
Logged
Pooja
Guest
«Reply #54 on: March 29, 2006, 11:41:18 PM »
Bahoot bahoot shukariyan Izhaar ji!!


Zindagi her pal suchaai bataati rahi
Khushiyon ko door le jaati rahi

Her pal main kisi ko manaati rahi
Kisi ki khushi per, zindagi lutati rahi

Wo bewafa ya main khud ki dushman
Zindagi mujko, main zindagi ko ajmaati rahi!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #55 on: March 30, 2006, 04:34:24 PM »
Quote from: "Pooja"
Khushiyan mile to dost, gum mile to tanhaai
Baant nahi sakti gum apne, yah hai sirf meri purchai
Teri kalam ke shabd, jo is dil ko chune lage
Hum palat kar apni hi duniyan mai khone lage!!


dost naa rahe to aksar tanhayee hoti hai.
gum nhi baatogi to dosti ki ruswaai hoti hai.
yadi mere shabd aapke dil ko chu rahe hai .
to phir kyn aap humse door door rah rahe hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: March 30, 2006, 04:39:32 PM »
koi pass ayye ab mere, mujko acha nahi lagta
kab toot jaye koi bhi sapna, ek dar sa hai rahta
gum bata kar apne, kisi ko rulana nahi chahti
bichar jaye phir se koi, aor jakham uthana nahi chahti!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #57 on: March 30, 2006, 04:44:44 PM »
Quote from: "Pooja"

koi pass ayye ab mere, mujko acha nahi lagta
kab toot jaye koi bhi sapna, ek dar sa hai rahta
gum bata kar apne, kisi ko rulana nahi chahti
bichar jaye phir se koi, aor jakham uthana nahi chahti!!


Yu door rakhker aap humko rula rahi ho.
kyn humko ek sapna samajhker aise bhula rahi ho.
maana ki aapka humper koi ehsaash nhi hai.
per kya "Bhondu" per itna bhi viswaash nhi hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #58 on: March 30, 2006, 04:54:25 PM »
rulaye hum apko, yahi to chahty nahi
Vishawaas hai app per, magar batlaty nahi
mana ki apke, zazbaato ki kadar, hai bahoot is dil mai
door ab app kahan, magar khud kisi ke pass anna chahty nahi!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #59 on: March 30, 2006, 05:02:20 PM »
Quote from: "Pooja"

rulaye hum apko, yahi to chahty nahi
Vishawaas hai app per, magar batlaty nahi
mana ki apke, zazbaato ki kadar, hai bahoot is dil mai
door ab app kahan, magar khud kisi ke pass anna chahty nahi!!!


ehsaah ho jaata hai jub wo paas se gujar jaata hai
viswaash hota hai to sabdo se nazar aata hai
paas nhi aana chahti ki hum sukhdayak nhi.
shayad hum hi aapke pyaar ke layak nhi.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 14
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 10:10:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer