~~~~~~Ek wo shakas~~~~~~

by Pooja on March 23, 2006, 06:53:20 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 14
Print
Author  (Read 9237 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #75 on: April 02, 2006, 02:50:14 PM »
Quote from: "Pooja"

Andhero mai kahin ashaq dhal jaaty hai
ankhon se roj hum ansoo bahaty hai
din ho ya raat, dard ko kuch hosh nahi
ujalo ko bhi andhero ke naam se bulaye jaaty hai


ab to andhera aacha lagta hai.
andhere mein koi huko pehchan to nhi sakta.
chehra bolta hai bahut kuch.
andhere mein wo bhi koi jaan nhi sakta.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 3 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #76 on: April 02, 2006, 02:50:38 PM »
Quote from: "Pooja"

Andhero mai kahin ashaq dhal jaaty hai
ankhon se roj hum ansoo bahaty hai
din ho ya raat, dard ko kuch hosh nahi
ujalo ko bhi andhero ke naam se bulaye jaaty hai


ab to andhera aacha lagta hai.
andhere mein koi huko pehchan to nhi sakta.
chehra bolta hai bahut kuch.
andhere mein wo bhi koi jaan nhi sakta.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #77 on: April 03, 2006, 02:52:19 PM »
andhere mai mana kisi ko najr nahi aogy
khud se bhag kar bhala kahan jaogy
jahan bhi jaogy, khud se chip na paogy
her waqat khud ki ghootan mai khud ko paogy!!
Logged
izhaarkeintzaarmein
Guest
«Reply #78 on: April 03, 2006, 04:53:47 PM »
kahan jaaoonga mein tumse bhagkar
ki tum nahi to tumhari yaad mujhtak pahunch jayegi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #79 on: April 04, 2006, 03:13:43 PM »
good one Izhaar!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #80 on: April 06, 2006, 01:59:10 PM »
Pooja

Pehle to mein tum se maafi mangna chahunga ki maine tumhari yeh post itne din baad padhi. sad5
Tum ne har baar mujhe yaad karwaya magar main doosre kaamon mein he uljha raha !

Sach mein tumne dil se likha hai aur bahut dard mein likha hai sad5

Aaj maine is post ka ek ek lafz padha hai.

Each and every word by everyone !

Meena, Neha, Waheed, Jeet, Aryaan, Bhondu, Jugnu, Izhaarkeintzaarmein

Aap sab ka tahe dil se shukrian jo aap ne Pooja ke saath itna achcha likha

I love you behna !

Rajbir
Logged
Pooja
Guest
«Reply #81 on: April 06, 2006, 02:18:51 PM »
waqat ki bandishon ko yah dil janta hai
duniyadari ke farzo ka bhi, nahi koi thikana hai
janty thy ki bahoot vayast (busy) hai zindagi apki
phir bhi chaha tha, do line ho jaye, yaha apki!!!!

thanks Veer ji!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #82 on: April 06, 2006, 02:25:34 PM »
ek wo shakas tha jisse meri aahat tak ka ehhsans tha
ek wo shakas tha jisse meri her batt khass thi.....
ek wo shakas tha jisse mai bepanah pyar kerti thi...
ek wo shakas tha jisse mai sanso me bharti thi......
aaj yu hua ruswa mujhse wo shakas.....
is kader bewafa mujhse wo shakas......
kisi or ka sath milte hi wo mujhe bhoool gaya ......
jo aankho me raha kerta tha wo shakas mujhse door ho gaya.......
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #83 on: April 06, 2006, 02:28:59 PM »
Tushar

Bahut achche !

Rajbir
Logged
Pooja
Guest
«Reply #84 on: April 06, 2006, 02:29:16 PM »
Good one Tushar!!!!
Logged
qayda
Guest
«Reply #85 on: April 06, 2006, 03:37:27 PM »
Quote from: "Pooja"
Mujh se rooth kar mujko rula gaya
Ek wo shakas, nas nas mai sama gaya

Kahta hi raha, mai chala jauga ek din
Kis tarah se wo, apni baat nibha gaya

Dil mai thi muhobaat, chup magar rahi
Maine ajmaaya usko, wo mujko ajmaa gaya

Barsati hai yah nigahe, tarapti hai yah ahein
Khud ko mitta kar wo, muje zinda lash bana gaya

Mujh se rooth kar mujko rula gaya
Ek wo shakas, nas nas mai sama gaya



wah pooja jee kya bat kahi hai apne...sach isme kitne jakhma hai ye koi nahi bata sakta, jispag beeti hai shayad wo bhi.
"wo gaya to nazar milakar nahi gaya,
wo kyon gaya ye bhi batakar nahi gaya"
Logged
Pooja
Guest
«Reply #86 on: April 06, 2006, 03:40:56 PM »
shukariyan quyda ji!!!!

do line mai bhi bahoot kuch likh gaye app!!!!

intzaar uska hai aor main bhi uski
bas ek wo hi mera na hua kabhi!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #87 on: April 06, 2006, 03:48:51 PM »
intzaar-e-takleef, jab samjh mai aai
tab jaana kise kahty hai judai
her pal najre, rahon ko tatotalti hai
her pal, dharkne, tere hi geet bolti hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #88 on: April 07, 2006, 02:46:28 PM »
nice majid!!!

juda kaya hua wo, mujse, main juda ho gai
wo bhi pass na raha aor mai bhi kahin kho gai!!!
Logged
qayda
Guest
«Reply #89 on: April 07, 2006, 02:46:38 PM »
Quote from: "Pooja"
shukariyan quyda ji!!!!

do line mai bhi bahoot kuch likh gaye app!!!!

intzaar uska hai aor main bhi uski
bas ek wo hi mera na hua kabhi!!!!


sach kaha aapne: aur isiliye shayd iss duniya mein kuch aisa hi dastoor hai,
"ye dilwalon ki duniya hai,
magar yahan kisi se dil nahi milta,
to koi dil se nahi milta"

khair hamari dosti kabool kijiye...yes/no mein
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 14
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 18, 2024, 04:47:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.053 seconds with 21 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer