HASEE AA GAYEE......(GHAYEL)

by sajid_ghayel on December 01, 2008, 07:55:11 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Author  (Read 4219 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #60 on: December 02, 2008, 05:12:12 PM »
Waah Mere Bhai,.
Ek Ek Line,.
Kamaal Ki Jaa Rahi Hai,.
Lage raho,.
Hum Pardhte rahenge,.

Kya hua chote likhte likhte padhne lage stock me kami to nahi aa gayee
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi tamam ho gayee.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
Hasee aa gayee.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
sahab hasee udaate,,,, by shambhu_007 in Share:Miscellaneous Shayari
teri us hasee ko by saahill in Shayri-E-Dard
hasee,n duniya,,,,,,,,,,,, by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
Pooja
Guest
«Reply #61 on: December 02, 2008, 05:13:28 PM »
bahoot khoob SG and Lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #62 on: December 02, 2008, 05:16:30 PM »
Kya hua chote likhte likhte padhne lage stock me kami to nahi aa gayee
bahoot khoob SG and Lil bro

Nahi Bhai,.
Aisi Baat Nahi,.
Aapka Likha Achcha Laga,.
Socha Agar Main Likhoonga, To Shayari Ka Dam Nikal Jaayega,.
Mujhe Aapki Taraah Kahaan Aati Hai,.
Bas Ye Soch Kar Pardhne Ka Iraada Kar Liya,.

Aur Shukriya Poojaa Didi,.
Hauslaa Afzaai Ke Liye,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #63 on: December 02, 2008, 05:19:20 PM »
Chote natak bandh karo tumhe mood me lane ke liye yeh phek raha hu pakdo chodna nahi.......

Apne aasoo jo pochne lage hum ek roz
Bheege daman ko apne dekh ke hasee aa gayee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: December 02, 2008, 05:22:03 PM »
Samjha Tha, Jise Zindagi Se Bhi Ajeez Main,.
Usne Bhi Dhoka De Diya, Ye Dekhkar Hasi Aa Gayi,.

Ghar Mere Maatam Tha, Uske Ghar Khushiyaan Thi..
Ye Manzar Dekhkar, Jaane Kyun Hasi Aa Gayi,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: December 02, 2008, 05:22:23 PM »
Muddato baad sahe-sawre aor dekhne lage Aaina
kami hui teri mehsoos, khud ki bebasi per hansi aa gai
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #66 on: December 02, 2008, 05:26:15 PM »
wah pooja wah kya keh dala sach me ghayel kar diya bohat khoooooooooooooob maza aa gaya  Clapping Smiley

Jiske singhaar ko kabhi dekhte the chaav se
Un nazaro ko aaj ujdi mang pe hasee aa gayee

                            -SG-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #67 on: December 02, 2008, 05:28:37 PM »
Chote natak bandh karo tumhe mood me lane ke liye yeh phek raha hu pakdo chodna nahi.......

Apne aasoo jo pochne lage hum ek roz
Bheege daman ko apne dekh ke hasee aa gayee

Nice One Bhai,.

Aansoon Tumhaari Aankhon Se Behte Rahe "Sajid,.
Hamaari Aankhein Sookh Gayi, Aansoon Na Nikle To Hasi Aa Gayi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: December 02, 2008, 05:30:36 PM »
Muddato baad sahe-sawre aor dekhne lage Aaina
kami hui teri mehsoos, khud ki bebasi per hansi aa gai
wah pooja wah kya keh dala sach me ghayel kar diya bohat khoooooooooooooob maza aa gaya  Clapping Smiley

Jiske singhaar ko kabhi dekhte the chaav se
Un nazaro ko aaj ujdi mang pe hasee aa gayee

                            -SG-


Waah Aap Dono Ne Bohat Badhiya Likha Hai,.

Ek Arse Huaa Khud Ka Chehra Aaine Mein Dekhe,.
Aaj Jab Aaine Ke Paas Gaya, To Aaine Ko Hasi Aa Gayi,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #69 on: December 02, 2008, 05:32:03 PM »
najar hue char ajj jab muddato ke baad
Tanhai main jaate he, khud ke ashqo per hansi aa gai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #70 on: December 02, 2008, 05:34:18 PM »
najar hue char ajj jab muddato ke baad
Tanhai main jaate he, khud ke ashqo per hansi aa gai
Meri Zindagi Ke Dukh Jo Dekhe Maut Ne,.
Dekhkar Iski Bebasi, Maut Ko Bhi Hasi Aa Gayi,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #71 on: December 02, 2008, 05:36:50 PM »
Jawan dikhne chale the sajan ne kaha kya khoob dikhti ho
Unke tareef ke andaaz hum sochne lage to hasee aa gayee   

_________honeyrose_________
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #72 on: December 02, 2008, 05:37:36 PM »
Arey chote mat pooch kasam se ghayel ki jan leli "aaine ko hasee aa gayee"  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Woh jab dekhne lage waqt-e-rukhsati janaze ka chehra
Marne wale ki khushi dekhkar hasee aa gayee

                                -SG-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #73 on: December 02, 2008, 05:45:36 PM »
wah kaya baat hai bahoot khoob Lil bro and SG
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #74 on: December 04, 2008, 09:09:50 AM »
Arey chote mat pooch kasam se ghayel ki jan leli "aaine ko hasee aa gayee"  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Woh jab dekhne lage waqt-e-rukhsati janaze ka chehra
Marne wale ki khushi dekhkar hasee aa gayee

                                -SG-


Shukriya Bhaijaan..

Marne Waale Ke Dil Mein Kitne Zakham The, Na Dekhe Humne,.
Bas Uske Labon Par, Dikhaawe Ki Khushi Dekhkar Hasi Aa Gayi,.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 07:55:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer